An overview: Stochastic forex trading strategy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    An overview: Stochastic forex trading strategy.
    Introduction:


    Dear friends!
    World currency exchange market main sab say ziada used honay Stochastic technical indicator hai, jiski help say traders market chart pay prices ko oversold aur overbought pay sell aur buy ki entry laitay huway achi trading ko possible banatay hain.
    Stochastic indicator aik aisa tool hai jiski help say traders market chart pay movements ko recognize kartay hain k price kis condictions k sath run kar rahi hai, iska next target kiya ho sakta hai aur iski movements kahan tak finished ho sakty hai. Stochastic indicator ko George C. Lane nay creat kiya tha jo prices main movements ko judgement karnay main bahut ziada famous hai.
    In sab informations k sath ham is baat ka result hasl kartay hain k is indicator ka use kartay huway is baat ka koi bhi matter nai hai k market ki conditions kiya hain aur market kis level k trend k sath run kar rahi hai.


    Calculation of the Stochastics:


    Stochastic indicator ko traders mostly 14 times period k sath set kartay huway is indicator ki directions ko follow kartay hain, laikin agar koi iski values ko change kartay huway work karna chahta hai to aisa possible hota hai. Stochastic indicator tool ko use kartay huway yeh baat possible hoty hai k iski predictions wrong bhi ho sakty hain laikin iski calculations aur formula ko samnay rakhtay hwuay agar traders trading kartay hain to market say acha profit achay signals k sath hasil kiya ja sakta hai.


    Stochastic Indicator Signals:


    Forex market chart pay trading kartay huway aisay traders jink pass is indicator ko use karnay ka liye koi bhi experience nai hai wo is topic say bahut kuch learn kar saktay hain aur sath sath achi earning ko bhi possible bana saktay hain jo k sab kuch mazeed darj zail main hai:

    Overbought and Oversold Conditions:


    Forex market chart pay trading kartay huway jab prices ranging ko finished kartay hwuay movements start karty hain aur sath kisi aisi support ya resistance levels ko test karnay k baad price oversold ya overbought area ko test karty hain to tab Stochastic indicator aisa signal provide karta hai jisko follow kartay huway traders market chart pay strong signal k sath sell ya buy ki entry pick kartay hain aur sath long-term ki trades sat faidamand hotay hain.
    Stochastic indicator chart pay jab prices 20 levels k neechay crossed over k signal show honay say rise hona start hoty hain tab traders k liye yeh best opportunity hoty hai to wo price ko chart pay buy karay aur same he jab chart pay price 100 levels k ooper is indicator ki help say crossed over show hotay huway daikhay to price main strong sell ka signal show hota hai jis say traders market chart pay sell ki entry ko lonh-term k liye open kartay hain.



    Click image for larger version

Name:	stochstic1.png
Views:	1
Size:	183.3 کلوبائٹ
ID:	12556896

    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: An overview: Stochastic forex trading strategy.

    Stochastic Oscillator in Forex

    Jahan forex market main trading ky liay different technical indicators availabale hain wahan stochastic oscillator aesa technical indicator hai jo market ki previous ranges ky hisab sy market ki current range ko measure kerta hai stochastic oscillator ko 0 aur 100 ky darmian set kia gia hai jab market uptrend main movement ker rehi hoti hai tou same indicator market ki new hight ko track ker reha hota hai jabky down trend main same indicator market ki new depth ko track kerta hai stochastic oscillator market ki nisbat fast move kerta hai aur jis direction main market movement kerny ja rahi hoti hai same direction main stochastic oscillator pehly hi big movement ko show ker deta hai jo 0 sy 100 ki taraf ya 100 sy 0 ki taraf makret ki up ya down movement ko show ker raha hota hai jab stochastic oscillator 100 ya 0 per hota hai tou wahan per market ki further same direction main movement ki possibility bahot kam hoti hai lekin jab market 80 per hoti hai tou overbought show hoti hai isi terha jab market 20 sy below hoti hai tou same time per market main oversold position create ho jati hai

    Click image for larger version

Name:	Stochastic.png
Views:	6
Size:	334.9 کلوبائٹ
ID:	12420553

    Trade with Stochastic Oscillator

    Customize setting ky sath stochastic oscillator ko use kerty huey jab market stochastic oscillator main 80 ko cross ker jati hai tou wahan per market overbought ho jati hai tou retracement ky chances hoty hain ky market retracement ly ker downtrend main movement kerna shoru ker dy tou same time main sell main trade open ker leni chahiay isi terha agar market 20 below ho tou wahan sy oversold position main chali jati hai aur jab market oversold ya overbought ho chuki ho tou reversal ky chances hoty hain tou wahan per reverse direction main trade open ki jati hai aur jab tak market against oversold ya overbought position show nehi kerti tab tak trade continue ki jati hai jo open trade ki forward direction main market ki position change hony per wahan sy again previous trade ko close ker ky new trade continue ker leni chahiay tab ham forex market main stochastic oscillator ki indications per trade kerty huey bahot achi earning ker sakty hain ky stochastic oscillator sy jo hamain indication mil rehi hoti hai usi ko follow kerty huey trade open ker ky continue ker leni chahiay

    Click image for larger version

Name:	stochastic-indicator.jpg
Views:	44
Size:	104.0 کلوبائٹ
ID:	12420554

    Stochastic Oscillator with RSI

    Agar ham single stochastic oscillator ko use kerty huey market main trading kerty hain tou no doubt hamain maximum trades main profit hasil hota hai lekin agar ham stochastic oscillator ky sath relative strength index ko bhi use kerty huey market main trade open kerny ky liay indications hasil kerty hain tou aesi indications hamain her surat main profit hasil hota hai kyun ky jab dono indicators main overbought ya oversold ki indications mil rehi ho tou ham same time per agar reverse order main trade open ker lety hain tou kuch hi time ky bahd hamain profit bhi hasil hona shoru ho jata hai lahaza leading aur lagging indicators ki combined indication hamari trading main bahot helpful hoti hai

    Click image for larger version

Name:	StochasticwithRSI.jpg
Views:	17
Size:	106.1 کلوبائٹ
ID:	12420555

    Recommendations for Successful Trading

    Stochastic Oscillator leading technical indicator hai tou jahan ham different technical indicators ko follow kerty huey forex market main trade continue kerty hain wahan ham agar stochastic oscillator ko use kerty huey apni trade ko continue kerty hain tou ham market main secure trade kerty heuy bahot achi earning ker sakty hain ky jab same oscillator main main market apni maximum position per above 95 aur below 5 ho tou wahan per tou hamain reversal ki confirmation mil jati hai tou hamain same oscillator per trade kerny per loss ky chances kam aur profit ky zyada hoty hain kyun ky same oscillator market ki movement ko lead ker raha hota hai aur ham trade continue kerty huey profit hasil kerty hain lekin loss ka risk bhi all the time available hota hai isliay apni opne trade ko her surat main secure ker lena chahiay

    Click image for larger version

Name:	recomendations.png
Views:	3
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12420556

    اب آن لائن

    Working...
    X