Bearish kicking candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish kicking candlestick pattern
    Bearish kicking candlestick pattern:
    Bearish kicking candle stick pattern aik price ka trend reversal candle stick pattern hota hey jes mein 2 pposite rang ke Marobuzo candlestick shamel hote hein jen kay darmean mein gap hota hey or price chart par resistance ya supply level kay opa banay gabearish kicking candletick ka estamal market mein anay wallay bearish trend ke paishan goi karta hey yeh basic tor par forex market kay baiz sorton mein aik trend consolidation pattern kay tor par kam karta hey laken yeh high imkani trend set up bananay kay bad trend k reversal karnay ke strategy ko banata hey. Bearish kicking candlestick pattern ki valadity jan'ny kay liye pehly hamain ye daikhna chahiye keh kon sa trend chal raha hay aur ye pattern is trend ky top per bana hay ya middle main bana hay. Q keh iska trend jan kar he ham mazeed reversal kay signal kay liye RSI say confirm signal lay sakty hain.
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	17
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12556068
    Bearish kicking pattern kaisy banta hy
    Bearish kicking candlestick pattern do (2) candlesticks per mabni hota hay aur is main hamain bearish reversal trend ki indication milti hay. Is pattern ki khas bat ye hay keh is main aik candle up trend main banti hay aur normal movement karti hay. Next day second candle first candle say down gap per open hoti hay aur kafi ziada down jati hay. Is tarah ye pattern mukamal hota hay.
    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	6
Size:	1.6 کلوبائٹ
ID:	12556069
    Bearish Kicking Pattern k sath Trading
    Black kicking pattern me sellers k leye trading ka aik behtareen moqa hai, q k ye pattern banne k baat market ki bearish jane par pressure mazeed barh jata hai. Stop loss k leye pehle white candle ka k close position perfect area hai. Agar agli candle bhi black banti hai to ye bearish trend pe paka hone ka stamp laga deti hai. candle stick ka shodow bhi possible hai lazmi nhi k marubozu candle hi black kicking pattern me shamil ho, dosri and tsri and four trah say hi ho ga tu ap patteren say hi en gy.
    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	18
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12556070
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bearish Kicking Candlestick Pattern
    Bearish kicking candlestick pattern price chart par banne wala aik two days ka bearish trend reversal pattern hai, jo k high price area ya bullish trend k dowran banta hai. Pattern ki pehli candle bullish jab k dosri candle aik bearish candle hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k open price se below gap main open hoti hai, jab k close dosri candle k opposite direction main sabeqa trend reversal k mutabiq lower par close hoti hai. Pattern ki dono candles ka open price aik dosre se gap main hota hai, jab k close aik dosre k opposite side par hote hen. Pattern ki dono candles real body main lazmi honi chaheye, jab k candles k shadow ka hona ya na hona zarori nahi hai.
    Candles Formation
    Bearish kicking candlestick pattern k leye zarori hai, k prices ka top ya bullish trend main ho. Pattern k bottom prices se reversal k chances ziada hote hen. Bearish kicking candlestick pattern do mukhalif candles ka hota hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Bearish kicking candlestick pattern ki pehli candle aik real body wali bullish candle banti hai. Ye candle prices k top par ya high prices area main buying ki dilchaspi dekhati hai, jo prices ko mazeed upper side par push karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo prices main demand ki kami ki nishan-dahi karti hai.
    2. Second Candle: Bearish kicking candlestick pattern ki dosri candle bearish trend wali candle hoti hai, jo k prices k direction ko bearish trend reversal main tabdeel karwati hai. Ye candle aik real body main banti hai, jiss ka open pehli candle se above gap main hota hai, jab k close point ussi candle bottom par bearish body k sath hota hai.
    Explaination
    Bearish kicking candlestick pattern two days candles ka trend reversal pattern hai, jiss main pehli candle aik normal bullish candle hoti hai, jo prices main bullish trend continuation aur buying pressure dekhati hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, jab k pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k open price se below gap main open ho kar aur bearish real body banane k baad bottom par close hoti hai. Ye candle market main selling control ko zahir karti hai, jo bullish trend k ikhtetam par wo hasil karte hen. Ye pattern dekhne main aur candles ki formation same bearish gap down candlestick pattern ki tarah hota hai, lekin ye pattern uss se iss waja se mukhtalef hota hai, q k aik to ye pattern bearish trend reversal k leye istemal hota hai, aur dosra pattern ki candles ki formation aur pattern main uss se mukhtalef hai.
    Trading
    Bearish kicking candlestick pattern prices k top par banne ki waja se market main sellers active ho jate hen. Pattern ki pehli candle prices ko mazeed ooper ki taraf push karne par majboor karne ki koshash karti hai, lekin iss position par high supply hone ki waja se aisa mumkin nahi ho pata hai. Pattern par trade enter karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jiss ka open price apne close price k ooper hona chaheye aur dosri candle k lower side par close honi chaheye. Lekin agar confirmation candle aik bullish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par trade entry nahi karni chaheye. Indicators par value lazmi overbought zone main hona chaheye, jiss ki confirmation lazmi hai. Stop Loss pattern k sab se top position jo k pehli candle ka high ya close price banta hai, se two pips above set karen.
    • #3 Collapse

      **Bearish Kicking Candlestick Pattern: Tafseel** Bearish Kicking candlestick pattern ek bearish trend reversal pattern hai jo traders ko potential trend change aur price reversals ki signals provide karta hai. Yeh pattern do candlesticks se bana hota hai aur bullish trend ko indicate karta hai, indicating a potential downward movement. **Tafseel:** Bearish Kicking pattern mein pehle candlestick bullish (upward) hota hai, jahan price upward move karta hai. Is bullish candlestick ke baad ek doosra candlestick aata hai jo bhi bearish (downward) hota hai. Yeh doosra candlestick pehle candlestick ke neeche open hota hai aur price downward move karta hai. Is se dikhata hai ke pehle bullish sentiment tha lekin doosre candlestick mein bearish sentiment prevail ho gayi hai. **Bearish Kicking Patterns Ke Fawaid:** 1. **Bearish Reversal Signal:** Bearish Kicking pattern traders ko potential bearish trend reversal ke signals provide karta hai, indicating a shift from bullish to bearish sentiment. 2. **Confirmation of Reversal:** Yeh pattern bullish trend ki reversal ki strong confirmation deta hai, indicating a potential downward movement. 3. **Entry and Exit Points:** Traders bearish kicking pattern ki madad se entry aur exit points confirm kar sakte hain, jisse unka potential for profit increase hota hai. **Bearish Kicking Patterns Ke Nuqsanat:** 1. **False Signals:** Kabhi-kabhi bearish kicking patterns false signals bhi de sakte hain, jahan actual trend reversal nahi hota. 2. **Market Volatility:** Market volatility ke dauran pattern ka interpretation mushkil ho sakta hai. 3. **Confirmation Required:** Bearish kicking pattern ko confirm karne ke liye other technical indicators aur price action analysis ki zaroorat hoti hai. **Ikhtitaam:** Bearish Kicking candlestick pattern traders ke liye important tool hai jo potential trend reversals aur price movements ko detect karne mein madad deta hai. Lekin traders ko false signals aur market volatility ka bhi dhyan dena chahiye. Pattern ko interpret karne ke liye other technical indicators aur analysis ki zaroorat hoti hai. Is pattern ki madad se traders apne entry aur exit points improve kar sakte hain, lekin proper research aur practice zaroori hai. Bearish Kicking pattern traders ko bullish trend reversal aur potential price movements ko better samajhne mein madad deta hai. Overall, is pattern ka istemal traders ki analysis skills aur trading decisions ko enhance karne mein madadgar ho sakta hai, lekin iska istemal karte waqt confirmation aur risk management ka dhyan dena zaroori hai.
      • #4 Collapse

        pattern do (2) candlesticks per mabni hota hay aur is main hamain bearish reversal trend ki indication milti hay. Is pattern ki khas bat ye hay keh is main aik candle up trend main banti hay aur normal movement karti hay. Next day second candle first candle say down gap per open hoti hay aur kafi ziada down jati hay. Is tarah ye pattern mukamal hota hay. candlestick pattern two days candles ka trend reversal pattern hai, jiss main pehli candle aik normal bullish candle hoti hai, jo prices main bullish trend continuation aur buying pressure dekhati hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, jab k pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k open price se below gap main open ho kar aur bearish real body banane k baad bottom par close hoti hai. Ye candle market main selling control ko zahir karti hai, jo bullish trend k ikhtetam par wo hasil karte hen. Ye pattern dekhne main aur candles ki formation same bearish gap down candlestick pattern ki tarah hota hai, lekin ye pattern uss se iss waja se mukhtalef hota hai, q k aik to ye pattern bearish trend reversal k leye istemal hota hai, aur dosra pattern ki candles ki formation aur pattern main uss se mukhtalef hai. candle stick pattern aik price ka trend reversal candle stick pattern hota hey jes mein 2 pposite rang ke Marobuzo candlestick shamel hote hein jen kay darmean mein gap hota hey or price chart par resistance ya supply level kay opa banay gabearish kicking candletick ka estamal market mein anay wallay bearish trend ke paishan goi karta hey yeh basic tor par forex market kay baiz sorton mein aik trend consolidation pattern kay tor par kam karta hey laken yeh high imkani trend set up bananay kay bad trend k reversal karnay ke strategy ko banata hey. Bearish kicking candlestick pattern ki valadity jan'ny kay liye pehly hamain ye daikhna chahiye keh kon sa trend chal raha hay aur ye pattern is trend ky top per bana hay ya middle main bana hay. Q keh iska trend jan kar he ham mazeed reversal kay signal kay liye RSI say confirm signal lay sakty hain.Bearish Kicking Patterns Ke Nuqsanat:** 1. **False Signals:** Kabhi-kabhi bearish kicking patterns false signals bhi de sakte hain, jahan actual trend reversal nahi hota. 2. **Market Volatility:** Market volatility ke dauran pattern ka interpretation mushkil ho sakta hai. 3. **Confirmation Required:** Bearish kicking pattern ko confirm karne ke liye other technical indicators aur price action analysis ki zaroorat hoti hai. candlestick pattern traders ke liye important tool hai jo potential trend reversals aur price movements ko detect karne mein madad deta hai. Lekin traders ko false signals aur market volatility ka bhi dhyan dena chahiye. Pattern ko interpret karne ke liye other technical indicators aur analysis ki zaroorat hoti hai. Is pattern ki madad se traders apne entry aur exit points improve kar sakte hain, lekin proper research aur practice zaroori hai. Bearish Kicking pattern traders ko bullish trend reversal aur potential price movements ko better samajhne mein madad deta hai. Overall, is pattern ka istemal traders ki analysis skills aur trading decisions ko enhance karne mein madadgar ho sakta hai, lekin iska istemal karte waqt confirmation aur risk management ka dhyan dena zaroori hai.Bearish kicking candlestick pattern prices k top par banne ki waja se market main sellers active ho jate hen. Pattern ki pehli candle prices ko mazeed ooper ki taraf push karne par majboor karne ki koshash karti hai, lekin iss position par high supply hone ki waja se aisa mumkin nahi ho pata hai. Pattern par trade enter karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jiss ka open price apne close price k ooper hona chaheye aur dosri candle k lower side par close honi chaheye. Lekin agar confirmation candle aik bullish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par trade entry nahi karni chaheye. Indicators par value lazmi overbought zone main hona chaheye, jiss ki confirmation lazmi hai. Stop Loss pattern k sab se top position jo k pehli candle ka high ya close price banta hai, se two pips above set karen.
        • #5 Collapse

          Introduction To Bearish Kicking Candlestick Pattern. Bearish Candlestick pattern aik price trend reversal candlestick pattern Hai jis me 2 opposite colour k marubozu candlestick pattern shamil hain jin k darmyan waqfa hai,yeh ziada tar qeemat chart ya muzahmat k sitah k opar bne ga. How to identify bearish kicker candlestick? Chart pr bearish kicker candlestick talash krne k lye,ap ko guidelines line k kuch sets pr amal krne k zrorat hai: 1-chart pr aik tez marubozu candle bne ge aur yeh pattern k pehli candle hai. 2-Bullish marubozu k baad, market aik gap neeche k sath khule ge aur dosri candlestick teezi k marubozu k ikhttami qeemat se neeche khule ge. 3-Is pattern k dosri candlestick aik ahm bearish marubozu candle hai jo beechne walo k bari raftar k nishan dahi krti hai. Mislai kicker candlestick pattern k nishan dahi krne k lye mandrja bala mayar hona lazmi hai q k ap ko jeetne ka tnasab barhane k lye tijarti pattern ko behtar krna chahye. Dosri traf,wo jo singmo k izafe k beghair ankh bnd kr k bearish candlestick pattern k tijarat kr rha hai is se koi faida nai hoga. Bearish Kicking Candlestick Trading Strategy. Yeh aik simple tijarti hikmate amli hai jo aik exponential moving average aur bearish kicker candlestick pattern k imtzaj se bnai gai hai. Sirf rujhan k simat me ult jane wali EMA kicker pattern market me ult jane k nishan dahi krta hai aur tijarat me madad kre ga. How to Trade Kicking Candlestick Pattern. Pehli shart jis k ap ko janch krne k zrorat hai wo yeh hai k qeemat chalti osat se km honi chahye,jab qeemat moving average line aur kicking candlestick form k qareeb phnch jaye to cell trade khole aur candlestick pattern k uchai se opar stop loss rkhe. Tijarat ko us wqt tak roke rkhe jab tak k tijarat 1:2 risk award ka tnasab na hasil kr le,ap is maqsad k lye funki tool bhi istmal kr skte hain.
           
          • #6 Collapse

            Introduction To Bearish Kicking Candlestick Pattern. Bearish Candlestick pattern aik price trend reversal candlestick pattern Hai jis me 2 opposite colour k marubozu candlestick pattern shamil hain jin k darmyan waqfa hai,yeh ziada tar qeemat chart ya muzahmat k sitah k opar bne ga. How to identify bearish kicker candlestick? Chart pr bearish kicker candlestick talash krne k lye,ap ko guidelines line k kuch sets pr amal krne k zrorat hai: 1-chart pr aik tez marubozu candle bne ge aur yeh pattern k pehli candle hai. 2-Bullish marubozu k baad, market aik gap neeche k sath khule ge aur dosri candlestick teezi k marubozu k ikhttami qeemat se neeche khule ge. 3-Is pattern k dosri candlestick aik ahm bearish marubozu candle hai jo beechne walo k bari raftar k nishan dahi krti hai. Mislai kicker candlestick pattern k nishan dahi krne k lye mandrja bala mayar hona lazmi hai q k ap ko jeetne ka tnasab barhane k lye tijarti pattern ko behtar krna chahye. Dosri traf,wo jo singmo k izafe k beghair ankh bnd kr k bearish candlestick pattern k tijarat kr rha hai is se koi faida nai hoga. Bearish Kicking Candlestick Trading Strategy. Yeh aik simple tijarti hikmate amli hai jo aik exponential moving average aur bearish kicker candlestick pattern k imtzaj se bnai gai hai. Sirf rujhan k simat me ult jane wali EMA kicker pattern market me ult jane k nishan dahi krta hai aur tijarat me madad kre ga. How to Trade Kicking Candlestick Pattern. Pehli shart jis k ap ko janch krne k zrorat hai wo yeh hai k qeemat chalti osat se km honi chahye,jab qeemat moving average line aur kicking candlestick form k qareeb phnch jaye to cell trade khole aur candlestick pattern k uchai se opar stop loss rkhe. Tijarat ko us wqt tak roke rkhe jab tak k tijarat 1:2 risk award ka tnasab na hasil kr le,ap is maqsad k lye funki tool bhi istmal kr skte hain.
             
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Bhai, "Bearish Kicking" candlestick pattern forex trading mein aik specific pattern hota hai. Is mein do consecutive red (bearish) candles hoti hain. Pehli candle bullish trend mein hoti hai aur dusri candle usi ki high se start hoti hai lekin nichlay level tak girti hai, yani neechay close karti hai. Ye pattern bearish trend ki possible start ki indication deta hai. Is tarah ke patterns ko samajh kar traders price direction ko samajhte hain aur trading decisions lete hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X