What is trend line in forex market?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is trend line in forex market?
    Introduction:

    Assalamu Alaikum friends kya haal hai trading Mein Achcha profit Mana Rahe Honge friends aaj ki meri post Hai trend line aaj se Bayan karungi ke farak shading Mein train line ka kya use hai Isko use karne se Hamen kya fayda ho sakta hai ummid Karti Hun To Meri aaj ki post aapke liye work full Hogi ummid Karti Hun Ki Meri aaj ki post main aapko bahut Kuchh sikhane ko Milega aur aapke knowledge mein azaafa hoga friends are Jo Main topic discuss karungi vah train line ke mutabik discuss karungi aur Kis Tarah Hamen trend line ka batati hai Kyunki bagair train ke agar koi trader market Mein entry Karta Hai To vah Lo Si Karega isliye trading se pahle Hamen market ka strong analysis technical analysis karte hue trend Maloom karna hota hai aaj usko discuss karungi aur usko understand karne ki koshish karungi Taki aapke knowledge mein asafa ho aur aapke liye Meri aaj ki post work ful Ho

    Defination of trend lines:

    Dear members Jab Ham forex market ke chart per Najar dalte Hain To Hamen market Kisi Ek sim Tumhen jaati Hui Najar Aati Hai market ki movement ki sim ko market ke trend Kaha jata hai agar market aapko Upar jaati Hui musalsal Najar Aati Hai To isko Ham ab Trend Kahenge aur Agar market niche ki sim Mein ja rahi ho to isko Ham down train Kahenge trading Mein trade karne ke liye pahle market ke trend ko Maloom karna chahie aur FIR Trend ke mutabik trade Li Jaati Hai

    Click image for larger version

Name:	download (17).jpeg
Views:	5
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12555946


    Supporting trend line:

    Dear members Agar market up trend mein ho to market high aur low bante Hue Upar ki taraf jaati hai aur Agar market ke high aur Logon Ko aapas Mein Milaya Jaaye to Ek line banti hai jisse Sporting trend line kahan Jata Hai is ko Sporting trend line isliye Kaha Jata Hai Kyunki yah market ko Upar Jaane mein support karti hai aur niche Nahin Girne deti

    Resistance trend line:


    Dear member Jab market niche ki taraf ho rahi ho to market Lo aur high Lo banti hai aur Agar market ki high ko aapas Mein Milaya Jaaye to market ke upar Ek trend line banti hai jo ki resistant and line kahlati Hai Isko resistance trend line isliye Kaha jata hai ki yah market ko Upar jaane se rokati hai

    Click image for larger version

Name:	images (52).png
Views:	5
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12555948


    Breakout of trend line:

    Dear members Jab market Apne Kisi trend ko change kar diya to market train line ko break Karke apni privacy trend se bhi nikal jaati hai aur isko trend line ke break out ka Jata Hai Jaisa ki agar market aap train mein ho aur apni Sporting train line ko break Karke niche a Jaaye to yah trend line break out Hogi aur Iske bad friend change ho sakta hai aur Market down trend Mein Ja sakti hai


    Click image for larger version

Name:	images (53).png
Views:	3
Size:	33.2 کلوبائٹ
ID:	12555949

اب آن لائن

Working...
X