forex k account me investment apne experience or halat k matabik ki jay to behter h
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Undoubtedly close friends a great dealer in currency trading is actually make a plan in accordance with industry variations and also his experience to ensure this individual discovers much less threat involving reduction and also he is able to very easily take care of his reduction, if just about any...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main aap jab bhi investment karen pehlay market kay halat do dekhlen aur phir apnay experience hay hisab say apna pesa invest karen takay doobnay ka chance kam ho
      • #333 Collapse

        agar kisi trader ke pass forex trading ka bohat acha khasa knowledge hai to wo apne trading experience ke lehaz se zayada investment ker sakta hai or jin ke pass knowledge ki kami hai wo agar forex mein investment thori kam hi karen to zyada behtar rahe ga un ke liye.
        • #334 Collapse

          forex ak bohat hi risky kam ha is me ak trader ko investment apne experience k matabik krni chaye ager ziada experience or knowledge rakhta ha to pher ziada investment kr skta ha nahi to new trader ko thori investment se start lena chahye or apni jaeb ko dekh kr hi forex me invest ki jay na k logu se udar le k k baad me loss ho to mas
           
          • #335 Collapse

            g han bilkul forex k trade ma invest ment apny experience l mutabik karni chahye ta k km sa km nuksan ho or agar ap ka experience zyada ha to phar jitni marzi kr len nuksan k amkan km hun gy
            • #336 Collapse

              forex ak bohat hi risky kam ha is me ak trader ko investment apne experience k matabik krni chaye ager ziada experience or knowledge rakhta ha to pher ziada investment kr skta ha nahi to new trader ko thori investment se start lena chahye or apni jaeb ko dekh kr hi forex me invest ki jay na k logu se udar le k k baad me loss ho to masla ban jay ap kia kehte
                 
              • #337 Collapse

                BIlkul janab hamen is business main always apne knoweldge and experience ke mutabiq hi is main investment karni chahiye aur is business main hamen always utna hi inveset karna chahiye jitna keh hum is main loss ko efford kar sktey hon.
                 
                • #338 Collapse

                  jee han ap ne sahi kaha hi agar ap ko iss business main kamyb hona hi too ap ko iss business main proepr learn kerna ho ga then hi ap iss kabal ho ge ke achi earning asni se ekr sakoo iss main ap ko apne experience ke matbiq hi earning kerni ho gi then hi kamybi ho gi
                  • #339 Collapse

                    G han mere bhai mai aap ki baat se agree karta hun humain forex mein utna hi invest karna chahain jitna hamare pass knowledge aur aur experience ho kiyo k agr hum zayada invest karte hai aur hamara experience itna nahi hai to humain loss ho sakta hai aur hamari investment waste bhi ho sakti hai.
                    • #340 Collapse

                      g janab ka bilkul theek kahna ha kyn agr aik trader agr apne experiwnce se barh kar investment kar bathega to lose uthaiga or is pr kam koi bht hi asan triqa ni ha aik time spend karna parte ha.
                      • #341 Collapse

                        Yes, you are absolutely right and I totally agree with you. Of course, Forex is a risky and volatile business and a trader must trade and invest according to his experience, because if a trader has spent reasonable time in Forex trading and has enough experience and knowledge then he can take more risk than the trader who is new and has little experience in Forex trading business.
                           
                        • #342 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                          forex ak bohat hi risky kam ha is me ak trader ko investment apne experience k matabik krni chaye ager ziada experience or knowledge rakhta ha to pher ziada investment kr skta ha nahi to new trader ko thori investment se start lena chahye or apni jaeb ko dekh kr hi forex me invest ki jay na k logu se udar le k k baad me loss ho to masla ban jay ap kia kehte ho dear?????
                          off course mein apki bat sy 100% agree hun k forex trader ko chahey k wo apny experinece k mutabiq forex mein invest kay or experience sy ziada invest na kary or na he ziada lalach kary keun k lalach ki wajah sy insan fail ho jata hy.
                          • #343 Collapse

                            haan g aap ki baat thek hay aur main bilkul agree hoon aap ki baat say. forex kay account main jo investment ki jati hay us ko apnay experience aur halaat ki condition ko daikh k kya jaye warna aap ka loss bohot zyada b ho sakta
                             
                            • #344 Collapse

                              jee bhai jaan asia hee hey key aap koo investement karn ahey tho aap ko chhaiey key aap apni investement key lye apney aap mey daikey key aap is investement key kaabill hey yaani key aap is investeement sey achi earnoing kar paye gey tho tha b hee aap apney lye reall investement karey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                forex trading men market k mood ka pta na hone ki wja se forex trading ko log difficult samjte hen forex men bohat se log is liye loss uthate hen k unko market k mood ka pta nahi hota aur wo apne andaze se trade kr lete hen aur loss ho jata he
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X