Basic Concept of CDF in Forex Trading Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basic Concept of CDF in Forex Trading Market.
    Assalamu Alaikum dear member Jab aap Kisi business ko start karte Hain to is purpose ke liye aapko hamesha uski basic classic ko understand karna hota hai kyunki jab tak aap uski basic ko properly study nahin karte hain to use time tak aap use ko acchi tarah understand nahin kar sakte aur usmein kamyabi hasil nahin kar sakte hain isliye aaj main aapko existance se related kuchh important information Dena chahta Hun ki Jab aap Koi trade open karte Hain to basically yah kya factor hota hai.

    What is CDF

    Dear member Jab aap CDF ko study karte hain to aapko yah Idea milta hai ki basically yah contract for differences hota hai Jab aap market mein kisi bhi currency per ya commodity ya metal aur criptocurrency ko purchase aur sel karte Hain to basically aapke pass iski Koi existence nahin hoti hai yah basically ek contract hota hai jismein aapko difference ki vajah se profit ya nuksan Ho sakta hai jis price per aap contract kar rahe hote hain use price mein difference ki base per aapka profit aur nuksan calculate Kiya ja Raha hota hai.

    Click image for larger version

Name:	CFD.png
Views:	4
Size:	135.1 کلوبائٹ
ID:	12555910

    How P / L Calculated

    Jab aap contract for differences karte hain to ismein profit aur nuksan ko calculate karna bahut hi aasan hota hai basically yah ek aisa platform hota hai jismein aap apne profit aur nuksan ko aasani ke sath calculate kar sakte hain Jab aap ek price per contract kar lete hain to uske bad price ki fluctuation aapke liye profit aur nuksan ka sabab banti hai for example Agar aapane Kisi commodities ko bye kiya hai aur uske bad use price mein aapko increment dekhne ko Mil Raha hai to aisi condition mein aapko profit hoga lekin Agar uski price down jaati hai to usmein aapko nuksan ho sakta hai.

    Importance and Understanding

    Dear member agar aap Forex trading market mein apni working activities ko complete karte Hain to aisi condition mein aapko hamesha Kisi bhi factor ki importance ko acchi tarah understand karna hota hai Jab tak aap Kisi bhi factor ki importance ko understand nahin karte hain use time tak aap market mein acchi tarah apni working nahin kar sakte hain kyunki Jab aap ek subah se FIR factor ki importance ko understand karte Hain to uske bad hi aap uski actual interpretation kar sakte hain isliye aapko bhi careful hokar apni working karni chahie aur apne likhiye profit ko maximage karne ke liye different factors ko find out karna hoga.

    Click image for larger version

Name:	cfd-infographics.png
Views:	1
Size:	49.2 کلوبائٹ
ID:	12555909

اب آن لائن

Working...
X