Bullish Engulfing Pattern.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Engulfing Pattern.
    Description.

    Dear friends Engulfing patterns mein se bullish Engulfing pattern bahut hi umda aur la jawab pattern hea bullish engulfing aik bahut hi famous pattern hota hai jo ki market ki support par Banta Hai Jab market ka downtrend hota hea aur bullish engulfing pattern hum is main jitna zayada sahe tarah se ache tarah se is main kam kar jate hain to hum is main succes hasil kar he sakte hain .

    Click image for larger version

Name:	images (59).jpeg
Views:	2
Size:	27.5 کلوبائٹ
ID:	12555871

    Introduction to Bullish Engulfing Pattern.

    Dear friends Agar bullish Engulfing pattern ki structure ki aaj tak ki baat ki Jaaye to yea Pattern Two candlesticks par mabni hota hai pehle session main smal bearish candle banti hai or second session main large bullish candle banti hai second candle ye show karti hai aur friends yea pattern market ki support Par Banta Hai jub market ka downtrend hota hai to ismein hamare pass aik aisi candle banti hai jisse Hamen pata chal jata hai ki market ka ab trend change hone wala hai aur main last candle sell ki hoti hai aor current buy ki, buy wali yaani current candle ne last sell wali candle ko cover kia hota hai aor us sau up jaa kar close hui hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (47).png
Views:	68
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12555872

    Trading with Bullish Engulfing Pattern.

    Dear friends Bullish Engulfing pattern per trading karne ke liye trader ko sabse pahle technical analysis ki zarurat hoti hai Kyunki jitne acche analysis Honge utane hi acche tarike se aap is pattern ko understand kar Payenge aur engulfing pattern k bad market ki resistance k break hony ka wait karty hain or buy stop ki madad sy resistance level k uper sy market ko buy kar lety hain friends bullish engulfing candle pattern jab bhi banta hai tu yah achcha pattern hota hai aur isase hamen Jo signal milta hai vah bahut powerful hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish Engulfing Pattern.

    Bullish Engulfing Pattern


    Bullish engulfing candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo do candles par mushtamil hota hai. Pattern kbleye market prices ka lower area ya bearish trend me hona zarori hai. Ye pattern price chart par two days candles se mel kar banta hai, jis me first candle aik small real body wali wali bearish candle hoti hai, jis k baad dosre din ki candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo pehli candle ko apne andar hazaf kar leti hai. Dono candles k iss amal ko engulfing kaha jata hai. Pattern ki pehli candle k leye kisi khas shap me hona zarori nahi hai, q k ye candle doji candle ya long real body wali bhi ho sakti hai, lekin agar real body main banti hai, to color me lazmi ye candle bearish honi chaheye, lekin pattern ki dosri candle ki real body pehli candle k size se ziada hona chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (44).jpeg
Views:	17
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12448951

    Pattern Basic Charestirestics

    Bullish engulfing candlestick pattern aik bullish trend reversal charestirestics ka hamil pattern hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hone ki waja se iss k leye prices k basic hososeyat par pora utarna zarori hai. Q k agar kuch zarori awamil ka khas khayal na rakha jaye to ye aik riski trading sabit ho sakti hai. Pattern par trading se pehle darjazel awamel ka hona zarori hai ;

    Click image for larger version

Name:	images (98).png
Views:	15
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12448952

    1. Before Pattern

    Bullish engulfing candlestick pattern k banne se pehle prices ka chart par bottom area ya bearish trwnd me hona zarori hai. Q k ye pattern uss waqat hi ziada muasar sabit ho sakta hai, jab bhi prices market k current scenario ki nisbat daily ya hourly lower area me trade kar rahi ho.

    2. Candlesticks

    Bullish engulfing candlestick pattern do dino k candles par mushtamil hai, jis me pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k lower area ya bearish trend ko zahir karti hai, jab k baad me banni wali candle aik long real body wali bullish candle hoti, jo pehli candle ko apne andar engulf kar leti hai.


    3. After Pattern


    Bullish engulfing candlestick pattern k baane k baad bhi market ki scenario ka jaiza zarori hai. Pattern k baad prices ka bullish trend me badal jana zarori hai, iss waja se pattern k baad aik bullish candle banigi, jo k dosri bullish candle k upper side par close hona zarori hai.

    How To Trade

    Bullish engulfing candlestick pattern ko aik strong trend reversal pattern tasawar kia jata hai, q k ye pattern price chart k lower area me ziada asar andaz hota hai. Trading k leye pattern k basic rules ka pora hona zarori hai, jis k baad hi market me entry ki ja sakti hai. Pattern par entry k leye darjazel points ko made-nazar rakhen;

    Click image for larger version

Name:	images (46).jpeg
Views:	15
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12448953

    1. Candles Confirmation

    Bullish engulfing candlestick pattern chonkeh aik leading indicator k tawar par kaam karta hai, iss waja se trading me jaldi na karen, aur pattern k baad lazmi confirmation candle k leye intezar karen, jis k baad hi market me entry karen. Pattern par entry se pehle aik bullish candle ka hona zarori hai, jis k real body bhi hoa ur dosri candle k top par close bhi hona chaheye.

    2. Indicators

    Bullish engulfing candlestick pattern ki confirmation sirf candlestick se na karen, bulkeh is k leye indicators ka bhi istemal karen. Indicators par value lazmi oversold area me hona chaheye, q k iss position k baad hi aksar prices rebound hoti hai. Koshash karen k price action aur indicator ka akhate istemal karen.


    3. Take Profit / Stop Loss

    Bullish engulfing candlestick pattern k trading k leye take profit aur stop loss ka istemal lazmi karen. Take profit indicator aur price action chart ki madad se set karen aur koshash karen k overbought area se pehle hi market se exit karen. Stop loss pattern k dosri candle k lowest point se nechay set karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC:Bullish Engulfing Pattern. Bullish engulfing pattern aik safaid candle stick hai jo pichlle din ke opening se kam khilnay ke baad pichlle din ke opening se onche band hoti hai. is ki shanakht is waqt ki ja sakti hai jab aik choti si kaali candle stick, jo aik mandi ka rujhan dukhati hai, aglay din aik barri safaid mom batii ke baad aati hai, jis mein taizi ka rujhan zahir hota hai, jis ka body mukammal tor par pichlle din ki candle stick ke jism ko overlap kar layte hai ya usay ghair layte hai . Bullish engulfing pattern aik candle stick pattern hai jo is waqt bantaa hai jab aglay din aik choti si kaali candle stick ke baad aik barri safaid shama daan aati hai, jis ka body mukammal tor par pichlle din ki candle stick ke jism ko lapait layte hai . Bullish engulfing pattern is waqt ulat jane ka ziyada imkaan rakhtay hain jab un ke agay chaar ya ziyada siyah mom batian lagai jayen . EXPLAINATIO : sarmaya karon ko nah sirf do mom btyon ki taraf dekhna chahiye jo taizi se lapaitnay ka namona banati hain balkay is se pehlay ki shamon ko bhi dekhna chahiye . Bullish engulfing patteren ko samjhna Bullish engulfing pattern do candle reversal pattern hai. doosri mom batii ponch ke saaye ki lambai ki parwah kiye baghair, pehli mom batii ke asli jism ko mukammal tor par' ghair' layte hai . pattern neechay ke rujhan mein zahir hota hai aur aik gehri mom batii ka majmoa hai jis ke baad aik barri khokhli mom batii hoti hai. patteren ke dosray din, qeemat pichli kam se kam khulti hai, phir bhi kharidari ka dabao qeemat ko pichli bulandi se buland satah tak le jata hai, jis ka nateeja kharidaron ke liye aik wazeh jeet ka baais bantaa hai . bullish engulfing pattern aap ko kya batata hai taizi se lapete hue patteren ko sirf aik safaid mom batii se tabeer nahi kya jana chahiye, jo qeemat ki oopar ki harkat ki numaindagi karti hai, kaali mom batii ke baad, qeematon mein kami ki numaindagi karti hai. taizi se lapete hue pattern ki tashkeel ke liye, stock ko din 1 par band honay ki nisbat kam qeemat par din 2 par khilna chahiye. agar qeemat kam nahi hoti, to safaid mom batii ke jism ko body ko lapaitnay ka mauqa nahi miley ga. pichlle din ki kaali shama ka . Bullish engulfing patteren par amal karna aakhir kaar, tajir yeh janna chahtay hain ke aaya taizi se lapaitnay wala pattern jazbaat ki tabdeeli ki numaindagi karta hai, jis ka matlab hai ke yeh kharidne ka acha waqt ho sakta hai. agar qeemat ke sath hajam mein izafah hota hai to, jarehana tajir aglay din oopar ki janib harkat jari rakhnay ki tawaqqa karte hue, taizi se lipti hui mom batii ke din ke ekhtataam ke qareeb kharidari ka intikhab kar satke hain. mazeed qadamat pasand tajir aglay din tak intzaar kar satke hain, ziyada yaqeen ke liye mumkina fawaid ki tijarat kar satke hain ke rujhan ki tabdeeli shuru ho gayi hai . Engulfing pattern ke istemaal ki hudood taizi se lapaitnay wala pattern aik taaqatwar signal ho sakta hai, khaas tor par jab mojooda rujhan ke sath milaya jaye. taham, woh blt proof nahi hain. qeemat ke neechay ki taraf saaf honay ke baad engulf patteren sab se ziyada kaar amad hotay hain kyunkay pattern wazeh tor par raftaar mein tabdeeli ko oopar ki taraf dekhata hai. agar qeemat ka action kata sun-hwa hai, yahan tak ke agar qeemat majmoi tor par barh rahi hai, is mein lapaitnay walay patteren ki ahmiyat kam ho jati hai kyunkay yeh kaafi aam signal hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X