Consolidation Chart pattern in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Consolidation Chart pattern in Forex
    Introduction:


    Aslamulikum umeed karta hu sub thek ho gaye khariyaat sy ho gaye jaisa k hum dak sakta hain aaj ki thread humeri Consolidation Trading Patterns per hain hum dekh sakte hain Market main iss ko yeh kaisa move karti hain or hum iss mein mehnat kar k working kar k kaisa apni traders ko successful kamyab bana sakta hain.Humain chaiye k hum agar kamiyaab trade bana chalte hain toh mehnat ko kabhi be stop na karye loss hona per kabhi be na ruka balka humain iss main chaiye k apni mistakes ko understand karye or apni mistakes sy sabak sekha thk hum iss main agye bar sakye or aik acha aur kamyab trader ban sakiye.


    Consolidation Chart patterns:




    Yeh jaisa k hum chart main dekh sakta hain market kisy trend main movement karta huwa ati hai aur kafi time aik he direction main move karti rahti hain jaisa k hum chart main dekh sakta hain market aik he specific jaga per move kar rhye hoti hain or kafi time bad woh us resistances and support ko break out karti hain or humain aik acha mauka deti hain trade main enter honay ka hum iss main iss trading strategy ko samj kar iss main aik acha profit bana sakta hain humain chahiye k hum iss main learning kare apna knowledge and experiences to gain karne tabhi hum iss main aik acha profit bana sakta hain or apna loss ko kam sy kam kar sakta hain humain zada sy zada mehnaat karni chaiye thk hum iss main agye bar sakye or success pah sakye

اب آن لائن

Working...
X