Hammer Candlestick Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Hammer Candle


    Hammer candle single candle family ki ek qisam hai, jis main candle ki shap ek hathore ki tarah bantti hai. Jab bhi prices ek matlobba timeframe me trading k dowran apne open point se bearish janne k baad wapis apne open position par ya us k qareeb band ho jaye to ye ek Hammer candle banati hai. Yanni Hammer candle main prices ka open aur close position to aik dosre k qareeb hotta hai, lekin low side par aik lamba saya hotta hai, aur ya ye bhi dekhne main melta hai, k is candle ka upper side par wick hotta hi nahi hai. Hammer candle main prices pore din tak sellers k hath main rehtti hai, lekin pher bhi ye close apne aghaz k position k qareeb hotte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (832).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12553914

    Candles Formation


    Hammer candle aam tawar par aik neutral hi tasawar ki jatti hai. Lekin low price ya bearish trend main ye candle bullish trend reversal ki waja se bullish tasawar ki jati hai, candle ki formate darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	hammer-1024 (10).jpg
Views:	37
Size:	51.1 کلوبائٹ
ID:	12553917

    Hammer Candle: Hammer candle k open aur close aik dosre k qareeb hota hai, lekin candle k lower side par aik long shadow ya wick hotti hai. Ye wick prices k bearish trend ki kamzori aur bullish trend reversal ka ishara hotta hai. Candle ki small body k upper side par koi shadow nahi hona chaheye, nis se prices k upward par mazboti ki akasi hoti haiaur ye position prices k leye aik strong support level ka kaam karti hai.

    Explanation

    Hammer candle main prices bullish aur bearish dono tarah se ban sakti hai, yani open aur close qareeb hone se candle ki real body ki khas value nahi hoti hai. Lekin ye candle is waja se bullish tasawar ki jatti hai, q k bearish trend ya low prices ko mazzeed nechay janne se mustarad kia jata hai. Hammer candle ki psychology kuch iss garah se hoti hai k bearish trend k dowran sellers prices ko nechay ki taraf push karte hen, lekin ussi dowran buyers bhi market main active ho jate hen, jiss se prices wapis candle k open price k qareeb a kar close hoti hai. Hammer candlestick market me current trend k khatme ka aik strong signal deta hai, jis se hum prices k next movement ka asani k sath prediction kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (831).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12553915

    Trading

    Hammer candle single formate ki Umbarella family ki candle hotti hai, jo k short timeframes main to bohut ziadda bantti hai, lekin long timeframes main kam hi dekhaye detti hai. Short timeframe main is candle ki koi ahmeyat nahi hai. Long bearish trend main banne par ye candle bullish trend reversal candle tasawar ki jatti hai. Traders k leye zarorri hai, k aik to Hammer candle ka timeframe H4 se kam na ho, dosra ye downtrend ya bohut low price area main banni chaheye. Candle par buy ki entry hogi lekin trend confirmation k leye aik bullish candle ki zarrorat hogi. Stop Loss Hammer candle k low prices yani wick k sab se last price pe set hoga, ya uss se thora sa nechay set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (830).png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12553916
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hammer Candlestick Pattern

    Assalam u alaikum dear friend ummid karta hun ke sabka jaise honge aur Market mein achcha work kar rahe honge jaisa ki hamen pata hai ki market mein hamen kam karne ke liye experience ki jarurat Hoti hai Ham ismein without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi isliye hamen chahie ki ham is mn mukamal detail k sath kam krein to asani se keyabi Le sakte heinhume is mn technical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k kam krna hota ha bohat hi asani se hume kamyabi Mil sakti ha .

    what is the hammer candlestick pattern

    Dear forex member hamen pata hai ki trading karne ke liye hamen experience ki jarurat hoti hai aur trading mein hamen knowledge chahie hota hai humre candle stick pattern ek achcha pattern ha himesh mein kamyabi lene ke liye mehnat ki jarurat hoti hai technical analysis ko follow Karen to hamen samajh lag sakti hai jab Ham ismein kam karne lagte Hain to hamen sabse pahle market ke knowledge ko Janna hota hai aur uske bad hamen ismein Koi trade open Karni Hoti hai ek dusre ke kareeb close hoti hain ine se Ham andaza Laga sakte hain ki market mein kis kism ki move hone wali hai aur uske bad ham train lekar kamyabi Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (35).png
Views:	11
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12417186

    Trading in hammer candlestick pattern

    Hammar candlesick pattern eik acha pattern h ismein trading karne ke liye hamen achcha experience chahie hota hai jab Ham mard banti hai to hamen use time market chart ko follow karna hota hai aur ismein time frame ko check karna hota hai agar Ham ismein vate Karke kam Karen to hamen bahut hi aasani se kamyabi Mil sakti hai hamen chahie ki Ham ismein regular Karen experience lekar kam karen to bahut hi aasani se Ham acchi trading kar sakte hain without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi to main abhi hamen hamesha mehnat se milati hai aur ham aasani se is business mein kamyab ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (34).png
Views:	32
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12417187

    Trading karne ke liye hamen planning ki jarurat Hoti hai trading hamen kamyabi deti hai agar Ham ismein mehnat Karke kam Karen agar Ham ismein without experience aur knowledge ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi isliye hamen chahie ki Ham ismein acchi mehnat ke sath kam karen to aasani se kamyabi Mil jaati hai
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Hammer Candlestick Pattern

      pattern h ismein trading karne ke liye hamen achcha experience chahie hota hai jab Ham mard banti hai to hamen use time market chart ko follow karna hota hai aur ismein time frame ko check karna hota hai agar Ham ismein vate Karke kam Karen to hamen bahut hi aasani se kamyabi Mil sakti hai hamen chahie ki Ham ismein regular Karen experience lekar kam karen to bahut hi aasani se Ham acchi trading kar sakte hain without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi to main abhi hamen hamesha mehnat se milati hai aur ham aasani se is business mein kamyab ho sakte hain.



      Trading karne ke liye hamen planning ki jarurat Hoti hai trading hamen kamyabi deti hai agar Ham ismein mehnat Karke kam Karen agar Ham ismein without experience aur knowledge ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi isliye hamen chahieneutral hi tasawar ki jatti hai. Lekin low price ya bearish trend main ye candle bullish trend reversal ki waja se bullish tasawar ki jati hai, candle ki formate darjazzel tarah se hoti hai;



      Hammer Candle: Hammer candle k open aur close aik dosre k qareeb hota hai, lekin candle k lower side par aik long shadow ya wick hotti hai. Ye wick prices k bearish trend ki kamzori aur bullish trend reversal ka ishara hotta hai. Candle ki small body k upper side par koi shadow nahi hona chaheye, nis se prices k upward par mazboti ki akasi hoti haiaur ye position prices k leye aik strong support level ka kaam karti hai.

      Explanation

      Hammer candle main prices bullish aur bearish dono tarah se ban sakti hai, yani open aur close qareeb hone se candle ki real body ki khas value nahi hoti hai. Lekin ye candle is waja se bullish tasawar ki jatti hai, q k bearish trend ya low prices ko mazzeed nechay janne se mustarad kia jata hai. Hammer candle ki psychology kuch iss garah se hoti hai k bearish trend k dowran sellers prices ko nechay ki taraf push karte hen, lekin ussi dowran buyers bhi market main active ho jate hen, jiss se prices wapis candle k open price k qareeb a kar close hoti hai.
      Market mein achcha work kar rahe honge jaisa ki hamen pata hai ki market mein hamen kam karne ke liye experience ki jarurat Hoti hai Ham ismein without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi isliye hamen chahie ki ham is mn mukamal detail k sath kam krein to asani se keyabi Le sakte heinhume is mn technical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k kam krna hota ha bohat hi asani se hume kamyabi Mil sakti ha .

      what is the hammer candlestick pattern

      Dear forex member hamen pata hai ki trading karne ke liye hamen experience ki jarurat hoti hai aur trading mein hamen knowledge chahie hota hai humre candle stick pattern ek achcha pattern ha himesh mein kamyabi lene ke liye mehnat ki jarurat hoti hai technical analysis ko follow Karen to hamen samajh lag sakti hai jab Ham ismein kam karne lagte Hain to hamen sabse pahle market ke knowledge ko Janna hota hai aur uske bad hamen ismein Koi trade open Karni Hoti hai ek dusre ke kareeb close hoti hain ine se Ham andaza Laga sakte hain ki market mein kis kism ki move hone wali hai aur uske bad ham train lekar kamyabi Le sakte hain.



      Trading in hammer candlestick pattern

      Hammar candlesick pattern eik acha pattern h ismein trading karne ke liye hamen achcha experience chahie hota hai
      Lekin ye candle is waja se bullish tasawar ki jatti hai, q k bearish trend ya low prices ko mazzeed nechay janne se mustarad kia jata hai. Hammer candle ki psychology kuch iss garah se hoti hai k bearish trend k dowran sellers prices ko nechay ki taraf push karte hen, lekin ussi dowran buyers bhi market main active ho jate hen, jiss se prices wapis candle k open price k qareeb a kar close hoti hai. Hammer candlestick market me current trend k khatme ka aik strong signal deta hai, jis se hum prices k next movement ka asani k sath prediction kar sakte hen.



      Trading

      Hammer candle single formate ki Umbarella family ki candle hotti hai, jo k short timeframes main to bohut ziadda bantti hai, lekin long timeframes main kam hi dekhaye detti hai. Short timeframe main is candle ki koi ahmeyat nahi hai. Long bearish trend main banne par ye candle bullish trend reversal candle tasawar ki jatti hai. Traders k leye zarorri hai, k aik to Hammer candle ka timeframe H4 se kam na ho, dosra ye downtrend ya bohut low price area main banni chaheye. Candle par buy ki entry hogi lekin trend confirmation k leye aik bullish candle ki zarrorat hogi. Stop Loss Hammer candle k low prices yani wick k sab se last price pe set hoga,
      • #4 Collapse

        Re: Hammer Candlestick Pattern

        Hammer Candles..!!!
        Asslam o Alaikum Friends,,
        jb ham Hammer Candlestick Pattern and design h ismein exchanging karne ke liye hamen achcha experience chahie hota hai poke Ham mard banti hai to hamen use time market graph ko follow karna hota hai aur ismein time span ko check karna hota hai agar Ham ismein vate Karke kam Karen to hamen bahut hey aasani se kamyabi Mil sakti hai hamen chahie ki Ham ismein normal Karen experience lekar kam karen to bahut greetings aasani se Ham acchi exchanging kar sakte hain without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi to principal abhi hamen hamesha mehnat se milati hai aur ham aasani se is business mein kamyab ho sakte hain.....


        Hammer Candlestick and Exchanging karne ke liye hamen arranging ki jarurat Hoti hai exchanging hamen kamyabi deti hai agar Ham ismein mehnat Karke kam Karen agar Ham ismein without experience aur information ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi isliye hamen chahieneutral hello tasawar ki jatti hai. Lekin low cost ya negative pattern fundamental ye candle bullish pattern inversion ki waja se bullish tasawar ki jati hai, candle ki formate bhot si asaani say hi lon gy....

        Hammer Candlestick Pattern open aur close aik dosre k qareeb hota hai, lekin flame k lower side standard aik long shadow ya wick hotti hai. Ye wick costs k negative pattern ki kamzori aur bullish pattern inversion ka ishara hotta hai. Flame ki little body k upper side standard koi shadow nahi hona chaheye, nis se costs k vertical standard mazboti ki akasi hoti haiaur ye position costs k leye aik solid help level ka kaam karti hyy
        Hammer light principal costs bullish aur negative dono tarah se boycott sakti hai...
        Patteren ki Pehchan ka Rulles
        Dear
        Hammer Candlestick Pattern yani open aur close qareeb sharpen se flame ki genuine body ki khas esteem nahi hoti hai. Lekin ye light is waja se bullish tasawar ki jatti hai, q k negative pattern ya low costs ko mazzeed nechay janne se mustarad kia jata hai. Hammer light ki brain research kuch iss garah se hoti hai k negative pattern k dowran venders costs ko nechay ki taraf push karte hen, lekin ussi dowran purchasers bhi market principal dynamic ho jate hen, jiss se costs wapis flame k open cost k qareeb a kar close hoti hai. Market hy...

        Explanation
        Friends
        Hammer Candlestick Pattern and trad mein achcha work kar rahe honge jaisa ki hamen pata hai ki market mein hamen kam karne ke liye experience ki jarurat Hoti hai Ham ismein without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi isliye hamen chahie ki ham is mn mukamal detail k sath kam krein to asani se keyabi Le sakte heinhume is mn specialized examination ur key investigation ko neglected kr k kam krna hota ha bohat hey asani se hume kamyabi Mil sakti hay...
        Trading With Hammer Candlesticks Patteren
        Dear Members,
        Hammer Candles hamen pata hai ki exchanging karne ke liye hamen experience ki jarurat hoti hai aur exchanging mein hamen information chahie hota hai humre candle design ek achcha design ha himesh mein kamyabi lene ke liye mehnat ki jarurat hoti hai specialized examination ko follow Karen to hamen samajh slack sakti hai punch Ham ismein kam karne lagte Hain to hamen sabse pahle market ke information ko Janna hota hai aur uske awful hamen ismein Koi exchange open Karni Hoti hai ek dusre ke kareeb close hoti hain ine se Ham andaza Laga sakte hain ki market mein kis kism ki move sharpen wali hai aur uske terrible ham train lekar kamyabi Le sakte hain......
        • #5 Collapse

          Re: Hammer Candlestick Pattern

          dear forex member forex mein kamyabi hasil karna chahtey hein tu forex ke knowledge ko completely learn karne ki koshish karen agar apke pass forex market ki movement ko analyse karne ki tamam techniques ka tamam knowledge hoga tabhi ap market ko achey se analyse kar sakte hain aur apni trade ko trend ke mutabik open karke acha profit kama sakte hain .tabhi ap forex trading mein kamyab trader ban saktey hain .dear forex member aj hum aik important pattern hai ko completely aur tafseel se read kartey hain aur eskey different features ko bhe learn kartey hain.
          DEFINITION OF HAMMER CANDLESTICK PATTERN
          dear forex member yeh aik candlestick chart pattern hai jo mostly price action per depend karta hai.dear member yeh pattern mostly tub banta hai jub market mein security price mein changes hoti hain.es waqt prices low hoti hain apni opening prices se.lakin yeh reliable hai q keh prices zyada low nhi hoti aur apni opening prices se kareeb close ho jaati hain.es pattern ki shape hammer candlestick hoti hai aur es pattern ki candles ka lower shadow eski real body ke dugna size ke jitna hota hai.es pattern ki candles ki real body open aur close ko jub keh lower shadow high aur low prices ko represent kartey hain.
          TRADING AUR IDENTIFICATION
          Dear brother jois tarah hum read kar chukey hain keh yeh pattern tub banta hai jub market mein prices security level per decline ho rhe hoti hain aur market bottom trend ko follow karney ja rhe ho.es pattern k hammer shape indicate karti hai keh market mein sellers zyada a rhe hain aur market down trend ko start kar rhe hai.yeh tamam process aik single period mein hota hai aur market yeh period short time period ke liye hota hai.aur market dobara apni opening price per ja kar close ho jaati hai.aur es tarah aik hammer shape ban jaati hai jiski vaja se hum esko hammer candlestick pattern kehtey hain.
          • #6 Collapse

            Re: Hammer Candlestick Pattern

            Dear friends kia Hal hy sab thek Hun gy or thek rahin yehi Dua Hy hamari or apna Kam b achy Sy krty rahin.
            forex ke knowledge ko completely learn karne ki koshish karen agar apke pass forex market ki movement ko analyse karne ki tamam techniques ka tamam knowledge hoga tabhi ap market ko achey se analyse kar sakte hain aur apni trade ko trend ke mutabik open karke acha profit kama sakte hain .tabhi ap forex trading mein kamyab trader ban saktey hain .dear forex member aj hum aik important pattern hai ko completely aur tafseel se read kartey hain aur eskey different features ko bhe learn kartey hain. Jab ham Hammer Candlestick Pattern and design h ismein exchanging karne ke liye hamen achcha experience chahie hota hai poke Ham mard banti hai to hamen use time market graph ko follow karna hota hai aur ismein time span ko check karna hota hai agar Ham ismein vate Karke kam Karen to hamen bahut hey aasani se kamyabi Mil sakti hai hamen chahie ki Ham ismein normal Karen experience lekar kam karen to bahut greetings aasani se Ham acchi exchanging kar sakte hain without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi to principal abhi hamen hamesha mehnat se milati hai aur ham aasani se is business mein kamyab ho sakte hn.


            Trading in hammer candlestick pattern

            Hammar candlesick pattern eik acha pattern h ismein trading karne ke liye hamen achcha experience chahie hota haiLekin ye candle is waja se bullish tasawar ki jatti hai, q k bearish trend ya low prices ko mazzeed nechay janne se mustarad kia jata hai. Hammer candle ki psychology kuch iss garah se hoti hai k bearish trend k dowran sellers prices ko nechay ki taraf push karte hen, lekin ussi dowran buyers bhi market main active ho jate hen, jiss se prices wapis candle k open price k qareeb a kar close hoti hai. Hammer candlestick market me current trend k khatme ka aik strong signal deta hai, jis se hum prices k next movement ka asani k sath prediction kar sakte hen.Hammer candle main prices bullish aur bearish dono tarah se ban sakti hai, yani open aur close qareeb hone se candle ki real body ki khas value nahi hoti hai. Lekin ye candle is waja se bullish tasawar ki jatti hai, q k bearish trend ya low prices ko mazzeed nechay janne se mustarad kia jata hai. Hammer candle ki psychology kuch iss garah se hoti hai k bearish trend k dowran sellers prices ko nechay ki taraf push karte hen, lekin ussi dowran buyers bhi market main active ho jate hen, jiss se prices wapis candle k open price k qareeb a kar close hoti hai. Hammer candlestick market me current trend k khatme ka aik strong signal deta hai, jis se hum prices k next movement ka asani k sath prediction kar sakte hen.
            • #7 Collapse

              Re: Hammer Candlestick Pattern

              Island Candlestick pattern,,
              Asslam o Alaikum
              Island Reversal candlestick Patternfrom the forex market Mein is a worldwide light example both significant job Karta Hai forex market mein aur yah sabse Jyada Best example Hai Kyunki yah Hamen exchanging then related best an open door to give karta hai Jab market Mein revers sharpen lagi ho ya Ham yah Hamen market girvar Sone Ka Bhi Sign Deti Hai...


              Island Reversal candlestick Patternk bary mian bat downpour gy or janny ki koshish krain gy k murmur is design k zarey ksy exchange kr skty hian or ysh design humain kis trah demonstrate krta hy market mian passage leany or market say exit honay mian ho jay gii...
              Island Reversal Pattern qaleel mudti rujhan ke ulat jane walay signal hain. un ki shanakht Reversal candle aur is ke dono taraf do flame ke darmiyan farq se hoti hai. yahan aik taiz misaal hai. qeemat neechay ja rahi hai, farq kam hai, phir farq barh raha hai aur oopar jari hai...
              Island Candlestick pattern ki Importence,,
              Island Reversal candlestick Pattern Adam faisla aur Bulls aur bears ke darmiyan larai ko zahir karta hai. is ki khasusiyat aksar aik taweel almead Doji light se hoti hai jis ka hajam barhay tint rujhan ke baad hota hai. yeh farq ke baad hai aur mukhalif simt mein muntaqil hota hai ke tijarat ki jati hai. negative example ke liye, expand ke baad mukhtasir darj karen aur mukhalif simt mein jayen. taizi ke design ke liye, waqfay ke taweel arsay baad daakhil hon aur mukhalif simt mein jayen gy....

              what is Island Candlestick pattern.?
              Island Reversal candlestick PatternLeave se morad hadaf aur stap misfortune dono hain. is design ke sath, aap qeemat mein is zor ko pakarna chahtay hain jo is design ki pairwi karta hai, lekin aik baar hit yeh zor kamzor hona shuru hojaye, to yeh waqt niklny ka hai. agar qeemat khalaa ko pur karne ke liye wapas chali jati hai, to inversion design baatil ho jata hai, aur aap ko foran bahar nikal jana chahiye. lehaza, aik stop misfortune khalaa mein ya" Island" light ke qareeb rakha ja sake gii...


              Explanation,,
              Island Reversal candlestick Pattern Forex market mn ye Pattern completed larger part upheld districts mn kisi b Time Frame mn showing hota ha, CHART Patterns mama Breakout's k sath volumes b istamal hota ha. Ye Pattern hmain clean pointers daita ha k Bears energy's losely kar rhy hain aur unki Jaga places fixed Hona Zroori hoga. Promoting and showcasing ko bills takeovers kar lety hain, jb establishing Bottom Mukamal ho jata ha to marker new Uptrend publicizing and advertising decreased viewpoints Trends minutes started karti ha, ye Pattern aik without a doubt inversions ko showing karta ha, hmain Trading mama aisay Patterns bhg upheld provude krtay hain lakin in ko resources recognized karnay k liay Mehnat alright sath achi acquiring information o ki b zaruri hoti hai...
              Entry Level,,
              Island Reversal candlestick Patternis a Ham Achcha design benefit from kar sakte hain earth design Humne exchanging then change the Deta Hai train signal then change the sharpen ke signal information hai market then, at that point, Trend ke sath Chalne Se Hamara misfortune kam hota hai aur account bhi sev rahata hai aur Hamen Jyada benefit ki open doors bhi mil Jaate Hain isliye significant hai ki Ham market ke design ke sath Chale has left an example ko design Kahate Hain ...
              • #8 Collapse

                Re: Hammer Candlestick Pattern

                Assalam o alikum umeed hai k ap sab theek thaak hoonn gy.Aur ap ki trading achy treeky sy chal rahi ho gi... aaj ka hmara topic hai k hamer candlestic pattern kia hai aur es mai trading kis trha sy ki ja sakti hai.

                Hammaer Candlestic pattern kia hai?

                Hammer candlestic pattern aik aisa pattern hai jo k market mai down trend k reversal ko indicate karta hai aur es bat ki indication deta hai k ab market mai uptrend start hony wala hai. ye candlestic pattern os waqt valid hota hai jab ye kisi achy support level k nazdeek banraha ho. aur es k bad uptrend ki confirationhona zroori hota hai.

                Hammer candlestic pattern kis trha banta hai?

                Es pattern mai ooper ki traf body hoti hai aur neechy ki traf aik bari wick hoti hai. market mai price open hony k bad teezi sy neechy ki trad jati hai mgr os k bad price rejection hoti hai aur price teezi sy ooper ki traf jaye gi mgr price ki closing opening price sy thora sa neechy ho gi gi es trha es mai ooper ki traf body ban jaye gi jab neechy ki traf aik lambi wick ho gi. aur wick ki length body ki length sy tkreeb 3 times ziyada ho gi.

                Hammer candlestic pattern ki madad sy trading kis trhasy ki ja sakti hai?

                hammer candlestic pattern sy trading karny k leay ap ko en batoon pa amal karna chaheay
                *ye pattern kisi achy support level k nazdeek banraha ho
                *ooper ki traf koi acha resistance level na ho
                *es k bad uptrend ki confirmation ka koi pattern ban raha ho
                agr ye sab baten confirm ho to ap buy ki trade le sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Hammer Candlestick Pattern

                  Hammer Candlestick Patterns

                  aik ziyada ahem ulat patteren jis se taajiron ko aagah hona chahiye woh hai hathora. sirf is soorat mein jab yeh makhsoos halaat mein zahir hota hai hathora ko taizi se ulat jana samjha jata hai .

                  How to Recognize a Hammer Pattern

                  riwayati hathoray ki candle stuck ka jism chhota hota hai, neechay ka saya lamba hota hai aur oopri saya taqreeban koi nahi hota hai. barha sun-hwa nichala saya ya vِk qeemat mein taizi se lekin khatir khuwa kami ki tajweez karta hai jahan bohat ziyada farokht ki maang thi .
                  hathoray ki shakal aur position is ke jism ke rang se ziyada ahem hai. safaid ya kala jism ka rang ho sakta hai, jis ke nateejay mein ya to taizi ya mandi wali candle stuck hoti hai .
                  aik rujhan ke andar hathoray ki tashkeel ka maqam is ki sab se ahem khasusiyat hai. candle stuck ke neechay ki batii ya saaye ko chouna chahiye ya is ke bohat qareeb hona chahiye jahan yeh rujhan mein hota hai .
                  hathoray manfi rujhanaat ke nichale hissay mein ya misbet harkato mein market ki bahaali ke douran ban satke hain .
                  jism par zahir honay wala saya bhi hathoray mein tabdeel ho sakta hai. hum un ko" ulti ​​hathoray" kehte hain. shooting star ya bearish hathora woh naam hai jo ultay hathoray ko diya jata hai jo up trained ke douran tayyar hota hai. aam tor par, un ko mumkina manfi ulat phair ke isharay ke tor par samjha jata hai .
                  hathoray ki shakal bilkul latkay hue aadmi ki terhan hai. position sirf aik cheez hai jis mein farq hai. hum patteren ko hathoray ke tor par kehte hain agar yeh rujhan ke neechay ya is ke qareeb tayyar hota hai. jab yeh barhti hui market mein hota hai to hum usay hanging mean patteren ke tor par kehte hain, aur yeh aik manfi alamat hai .




                  Hammer Trading Strategies




                  hathoray ke patteren ko tijarat karne ke liye, kisi ko ulat jane wali alamaat par nazar rakhni chahiye jo mumkina tor par behtareen kharidari ke mawaqay ka baais banin ge .
                  forex charts mein khud hi hathoray ka namona aksar aik acha entry signal nahi hota hai. pichlle charts ko dekhte hue, is patteren ki paish goi ki durustagi 45 se 55 feesad tak hai .
                  is se maloom hota hai ke kamzor misalon ko kharij karna aur is muddat ke liye chart ke tareekhi data ka jaiza lena hamesha zaroori hota hai. patteren ke qareeb chart ko dekh kar, hum mazboot nishanain talaash kar satke hain. hthorhon ki talaash hai jo :
                  neechay ki taraf rujhan mein zahir hona
                  mandi ke rujhan ke neechay jhulay mein zahir ho sakta hai .
                  himayat ki kam degree haasil karen
                  qareebi mom btyon ke muqablay mein aik bara saya hai
                  market ki mojooda sorat e haal ka taayun karne ke liye mazkoorah baala isharay mein se koi bhi istemaal kya ja sakta hai. pehlay se barh rahi market mein hathoray ki tijarat karna khatray mein kami ki hikmat e amli hai. ziyada tar halaat mein, barhti hui market par position lena aik rujhan ke neechay anay walay ain lamhay ki paish goi karne ki koshish karne se kam khatarnaak hoga .
                  hathoray oopar ke rujhanaat ke douran aksar zahir hotay hain, jaisa ke shakal 4 ke chart mein dekhaya gaya hai. yeh waqeat har aik izafay ke baad market ki wapsi ke douran tayyar hotay hain .
                  is tareeqay se tijarat karte waqt rujhan aur mutawaqqa pal bacchus ke waqt ke liye, hum aylit view tajzia, bolingrr bindz, aur moving average jaisi izafi hikmat amlyon ko bhi istemaal kar satke hain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Hammer Candlestick Pattern

                    jb ham Mallet Candle Example and plan h ismein trading karne ke liye hamen achcha experience chahie hota hai jab Ham mard banti hai to hamen use time market chart ko follow karna hota hai aur ismein period of time ko check karna hota hai agar Ham ismein vate Karke kam Karen to hamen bahut hello aasani se kamyabi Mil sakti hai hamen chahie ki Ham ismein typical Karen experience lekar kam karen to bahut good tidings aasani se Ham acchi trading kar sakte hain without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi to head abhi hamen hamesha mehnat se milati hai aur ham aasani se is business mein kamyab ho sakte hain.....

                    Clarification
                    Individuals,

                    The Negative Snare configuration is easy to recognize and wonderfully trustworthy. Basically revolve around the two candles that make up the model, and quest for the going with criteria:First, a rise ought to be in progress. Second, the model should be made from two candles. Third, the resulting flame ought to be inside the trading extent of the fundamental light. Fourth finally, the resulting fire ought to have a higher low and a lower high than the principal light. Thus, it will change the assortment design from green (or white) to red (or black).This signal is extraordinary because, not the slightest bit like various models which feature one light "submerging" the other, the two candles in a Negative Snare Inversion are not very divergent in size ho jay gii.....

                    Exchanging with Snare Inversion Example

                    Snare Inversion Example and The chief candle doesn't need to "overpower" the second.In extension, note that the Negative Snare Inversion has a kin: the Bullish Snare Inversion. So if you spot a tantamount model with the opposite improvement (a spread out downtrend followed by two candles, and the resulting candle has a lower high and a higher low than the first), confirm whether it is the

                    bullish sort of the Snare Inversion.

                    Negative catch reversal test bana ga business focus ka back mother downtrend mam hy...Hook Inversion Example Jo second candel ho ge is plan ke wo open low sa ho ge first candel ka or near ho ge high first candel ka. Is mom business focus low ko control kara ge or business focus exorbitant ke traf move kara ge is standard buyers purchase ke substitute ko lagay ga. Dear people pessimistic Snare reversal plan b same bullish ke trah practice krta hy yet farq sirf itna hota hy k bullish buy mein hota hy or pessimistic sell mein plan mein hota hy . Jb negative Example bnta hy to publicize sell mein hoti hy pr hmain es design ka khyal rakhna hota hy hmain yeh dekhna hota hy ksy hm es ko assessment kr skty hain or es py ksy trading krty hainn in* sb twirly doo ko mind mein rakhna bht zayda zaruri hota hy....
                    • #11 Collapse

                      Re: Hammer Candlestick Pattern

                      long legged Doji candle patternand plan Doji ke aik type hote hey jes ke nechle or upper wick red hote howdy forex market mei tamam light end or opening cost same hote greetings doji candle ke eksam kay darmeam mein continuous ka different hota Hilong legged edge Doji market kay adam faislay ko display card hey kunkeh forex market mein long upper hy..long legged Doji flame model or lower shadow ko zahair card hey forex market mein vendor or purchaser wear solid hotay hein or forex market apni anay grain heading ka faisla kar rehe hote Doji ke aik type hote hi jes ke nechle or upper wick red hote hi forex market mei tamam candle end or opening expense same hote hi doji candle ke eksam kay darmeam mein successive ka different hota Hilong legged rib Doji market kay adam faislay ko show card hi kunkeh forex market mein long upper or lower shadow ko zahair card hi forex market mein merchant or buyer wear strong hotay hein or forex market apni anay rib course ka faisla kar rehe hote hi or yeh forex market mein market range ke sakhat ko perceive karnay mein madad dayte hi

                      what is long legged Doji candle plan:

                      Dear, long legged Doji candle patternstandard cost aik side standard greeting heyzyada tar flame setup plan ko tabdel karnay ya plan ke sakhat ka eshara kartay hein laken long legged rib doji plan mein opening ko ID karte hello yeh forex market major areas of strength for mein period kay awful stable ka period hota heylong legged hy...
                      dogi batata hai ke market impacts ki quwaten taizi se masawaat ke qareeb pahonch rahi hain lekin yeh ke mandi ka inhiraf ho sakta hai. is ki wajah yeh hai ke masawaat ya ibham ka matlab yeh hai ke qeemat is rahnumai mein bohat ziyada dabao nahi hai jo pehlay thi. ehsasat waqai tayyar ho satke hain .
                      behtareen muzahirey ke liye, oonchai standard charhne ke douran, qeemat ko bohat ziyada dhakel diya jaye ga aur isi terhan ziyada tar doraniye shafaaf hain. lambi tangon wala dogi saabit karta hai ke boli laganay walon ke darmiyan larai hui thi lekin lamhalh woh isi ko khatam kar dete hain. yeh pehlay ke adwaar se allag hai jahan gahak stomach muscle bhi rigolit mein thay .design ko itnay arsay mein bhi talaash kya ja sakta hai lekin stomach muscle is ki taweel mudti akasioon standard bohat ziyada ahmiyat hai kyunkay ziyada se ziyada log hissa lainay ki wajah se is ki takhleeq ko
                      • #12 Collapse

                        Re: Hammer Candlestick Pattern

                        Hammer Candlestick Pattern:

                        Dear friends Forex trading me candle sticks chart pattern us waqat banta hai jab bhi market me koi price kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candle stick pattern me candle ki choti si bady ban jati hai jo k doji candle stick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candle stick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai. Hammer candle stick pattern me candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle stick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai. Lekin pher bhi candle ki aik small body nechahy side pe ban jati hai. Hammer candle stick pattern me market price ki down side pe rejection ko zahir karti hai jis
                        se market us position se wapis a jati hai.

                        Click image for larger version

Name:	hammer.jpg
Views:	19
Size:	30.0 کلوبائٹ
ID:	12448155

                        Benifits of hammer candlestick:

                        Dear forex members Forex trading me hammer candle stick us waqat banta hai jab market me selling pressure waqti tawar pe a jata aur us k bad market ki reversal ho jati hai aur candle ki close hone pe market ki candle stick hammer patterns ka van jata hai. Hammer candle stick pattern banne se market me buyer zyada active ho jate hen, aur traders ko market ki reversal ka ishara mel jata hai. Jis se traders market me stocks ko sbuy karte hen. Forex trading me hamamer candle pattern ka ye faida hai k is se hamen aik strong qisam ki market ki reversal ka ishara mel jata hai aur yahan se market pher uptrend chalna shoro karta hai. Hamen lazmi tawar par hammer candle stick banne k bad market me buy ka trade open karna chaheye.

                        Click image for larger version

Name:	useeee.jpg
Views:	7
Size:	114.6 کلوبائٹ
ID:	12448156

                        Drawback of Hammer candle stick pattern

                        Dear friends Hammer candel stick pattern ki drawback ki agar baat karen to ye hai k financial market me koi bhi pattern 100% sahi kaam ka nahi jeh sakta hai, q k sare chart pattern ya candle stick pattern market me traders ki banaye howe hen, is waja se market me hammer candle stick pe bhi bharosa nahi kia ja sakta. Kher bharosa to hum kisi bhi chart pattern pe nahi kar sakte hen lekin market me hammer candle stick pattern ka stop loss bohut zyada fasle pe banta hai jo is ka bohot bara drawback hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hammer Candlestick Pattern

                          Aslamoalekum Friends kaisy hain ap sab . Umed krti hon sab thek hongy. R apna trading session achay say perform kr rhy hom gay . To aj ka hmara topic hay Hammer candlestick pattern. Chal k dekhty hain k yeh kia.hay .


                          Hammer candlestick pattern

                          Hammer candlestick pattern charting main aik esa namonna hay jo us waqt hota hay jab koi security tejarat apny agaz say numayan tor pr kam hoti hain. Lekin ibtadai tejarat apny agaz say numaya tor pr kam hoti hain yeh namony hammer ki shakal ki aik candle bnata hay jismain nichy wala saya haqeqi jisam k size say kam azkam do guna hota hay. Candlestick ka body ibtadai r khatam hny wali kemmato kay darmya Farq ko zahir karta hay jabkay shadow is mudat kay liye ala or km kemato ko zahir karta hay hammer ki candles amm to r pr keemat main kai k bais banti hain . In ka ak chota sa asli jsm or ak lamba nichla saya hay . Hammer candlestick main kami k doran market main dakhil hoty hain . Market band hony tak kharedar frokht k dabau ko ibtadai keemat k kreeb dhakel dety hain.

                          How reliable Hammer candlestick pattern is?

                          Hammer candlestick pattern ko candle stick charting ka sab ala r zeada kable aitad ishary main say aik k tor pr dekha jata hay . Khass tor pr jab yeh aik taweel kami kay rujhan kay bad or security kay liye tasleem shuda keemat ki hemayat ky elaqy min hota hay. Hammer candlestick ki tashkeel k bad bht say tezi k bd tajir market main dakhil ho sakty hai. Jab kay short sell position band rahnh waly tajir apni position band krny ki taraf dekh sakty hain . Bht sari candles kay namony ko tajir or Market kay tajziya kr market kay mumkina ulat pher k ishary ka tor pr istmal karty hain.

                          Identifying a Hammer Candlestick

                          Hammer candlestick pattern formation shnakht kay liye sab say asan candle stick formation main say aik hay iski boht khas shaklen hain . Iski darjzel khasosiyat hai .
                          1: iftatahi keemat, zeada keemat or candlestick ki tashkeel main shamil mudat ki ikhtatami keemat sab ki aik dsry k kreeb hain. Jo candlestick kay lye bht mukhtasir body bnaty hain .
                          2: candlestick main ya to opri dm ki kmi hoti hy . Isy candle stick shadow b kha jata hy mutlb yh ky trading period ki onchi keemat or iski mudat ki ikhtatami keemat ak jesi hy , ya is main Ak bht choti opri dum shamil hy , is lye zeada keemat taqreben ikhtatami keemat k sath yaqsa hy
                          3: opri saye k baraks , candlestick ka nichla saya bht lmba hota hy candle stick ki shakl ko hammer k namony k tor p pehchany janny k lye , nichla saya shamadan k jism sy km ax km do guna lamba hona chahiye.
                          Click image for larger version

Name:	hammercandlestick-5c620b2ac9e77c0001566ce8.jpg
Views:	7
Size:	114.6 کلوبائٹ
ID:	12448157
                          • #14 Collapse

                            Re: Hammer Candlestick Pattern

                            Hammer Candlestick Pattern:

                            Dear forex traders mein umeed karti ky ap sab kheriyat se hon gy.To friends jesa kay aap Janty hain kay iss Candle ko hammer iss liya Khty hain kay ye Ak Hathory ke Shape ke Hoti hai iss liya aap iss Candle ko zada tar Support Level per Find akr sakty hain or is Ko trade akrny kay liya aap ko cahye kay ap iss Ko tab trade akrein jab aap ko Apke Strategy Confirmation day iss kay abd he Entry liya karein or Kam kiya karein tabe aap Successful ho sakty hain.Hammer candlestick ko dekhne ke liye aap ismein dekhte hain iski body Chhoti hoti hai aur iska Shadow niche Ki Jaane Jyada hota hai yah Ek reversal candlestick pattern hota hai Jiske bad market ki reversal hone ke chances jyada ho Jaate Hain uski proper confirmation is Waqt Hoti Hai Jab market ka proper down friend hota hai aur Market strong downtrend Mein movement kar rahi hoti hai to ismein aap Dekh Rahe Hote Hain Ki market ki support per ek hi Nara Banta Hai Hammer ka matlab hota hai ki market ka jo previous friend hai vah Khel ho gaya hai aur uske bad market ka friend change hone wala hai.

                            Click image for larger version

Name:	678.jpg
Views:	11
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12448161
                            Uses of Hammer Candlestick Pattern:

                            Dear students Hammer Candlestick pattern aik bohot hi use full pattern hey aur yeh jab bhi market mein hamen dikhai de to hamen aik confirm trade is mein mil sakti hey jis mein hamara jo Stop Loss ka factor hota hey woh bohot hi kam hota hey aur Yeh Market ko bohot hi ziada Uper le jata hey ya nichey le jata hey jis mein hamen Little Stop Loss and Large Take profit ka advantage mil jata hey, Hammer ki jo shakal hoti hey woh basically aisey hoti he jesa keh koi Aadmi latak raha ho aur isko market mein hum bohot hi asani ke sath identify kar lete hein yehi wajha he keh bohot sarey traders in Candlestick ke intazar mein kitne din laga lete hein aur phir yeh jese hi market mein enter hotey hein to inka khoob istaqbal kiya jata hey aur inko ziada se ziada buy sell kiya jata hey .

                            Click image for larger version

Name:	97.jpg
Views:	1
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12448162
                            Disadvantages of Hammer Candlestick Pattern:

                            Dear my siblings Hammer candle stick ke Forex trading ki market Mein advantage bhi hai aur disadvantage bhi hai Forex trading ki market Mein Jab Bhi Koi candlestick pattern banta hai to uske liye Jaruri hota hai ki Ham ismein 2 Ya Teen confirmation Jarur Karen Agar Ham yah confirmation complete Nahin karte Tu Is Tarah Se Hamara account wash ho jata hai Kuchh trader ke pass hai hamara candlestick ka Zyada knowledge Nahin Hota aur vah isko apni trade Mein istemal Kar Dete Hain Jiski vajah se Unki trade loss Mein Chali jaati hai unhen bahut jyada nuksan ho jata hai apni trade mein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hammer Candlestick Pattern

                              What is Hammer Candlesticks pattern





                              Jab bhi costs ek matlobba timeframe me trading okay dowran apne open factor se bearish janne k baad wapis apne open position par ya us k qareeb band ho jaye to ye ek Hammer candle banati hai. Yanni Hammer candle essential fees ka open aur near function to aik dosre k qareeb hotta hai, lekin low side par aik lamba saya hotta hai, aur ya ye bhi dekhne main melta hai, k is candle ka higher facet par wick hotta hi nahi hai. Hammer candle major costs pore din tak dealers k hath main rehtti hai, lekin pher bhi ye close apne aghaz k position k qareeb hotte hen.dear foreign exchange member hamen pata hai ki buying and selling karne ke liye hamen experience ki jarurat hoti hai aur buying and selling mein hamen understanding chahie hota hai humre candle stick sample ek achcha sample ha himesh mein kamyabi lene ke liye mehnat ki jarurat hoti hai technical evaluation ko follow Karen to hamen samajh lag sakti hai jab Ham ismein kam karne lagte Hain to hamen sabse pahle marketplace ke information ko Janna hota hai



                              Formation and Identification of Hammer pattern


                              open aur close aik dosre k qareeb hota hai, lekin candle k decrease facet par aik long shadow ya wick hotti hai. Ye wick costs k bearish trend ki kamzori aur bullish trend reversal ka ishara hotta hai. Candle ki small body k higher facet par koi shadow nahi hona chaheye, nis se costs k upward par mazboti ki akasi hoti haiaur ye function costs k leye aik strong support level ka kaam karti hai.Es pattern mai ooper ki traf body hoti hai aur neechy ki traf aik bari wick hoti hai. marketplace mai rate open hony k bad teezi sy neechy ki trad jati hai mgr os k bad price rejection hoti hai aur price teezi sy ooper ki traf jaye gi mgr rate ki closing opening price sy thora sa neechy ho gi gi es trha es mai ooper ki traf body ban jaye gi jab neechy ki traf aik lambi wick ho gi. aur wick ki duration frame ki period sy tkreeb three times ziyada ho gi




                              Importance in Forex Markets



                              open aur close qareeb hone se candle ki actual body ki khas cost nahi hoti hai. Lekin ye candle is waja se bullish tasawar ki jatti hai, q okay bearish trend ya low expenses ko mazzeed nechay janne se mustarad kia jata hai. Hammer candle ki psychology kuch iss garah se hoti hai k bearish trend ok dowran dealers prices ko nechay ki taraf push karte bird, lekin united states dowran shoppers bhi marketplace main active ho jate hen, jiss se costs wapis candle k open price k qareeb a kar close hoti hai. Hammer candlestick marketplace me current trend k khatme ka aik strong signal deta hai





                              Treading with Hammer candlestick pattern


                              short timeframes main to bohut ziadda bantti hai, lekin long timeframes main kam hi dekhaye detti hai. quick time-frame important is candle ki koi ahmeyat nahi hai. lengthy bearish trend main banne par ye candle bullish trend reversal candle tasawar ki jatti hai. traders k leye zarorri hai, k aik to Hammer candle ka time frame H4 se kam na ho, dosra ye downtrend ya bohut low price location main banni chaheye. Candle par purchase ki access hogi lekin trend confirmation k leye aik bullish candle ki zarrorat hogi.eik acha sample h ismein trading karne ke liye hamen achcha experience chahie hota hai jab Ham mard banti hai to hamen use time marketplace chart ko observe karna hota hai aur ismein time body ko test karna hota hai agar Ham ismein vate Karke kam Karen to hamen bahut hi aasani se kamyabi Mil sakti hai hamen chahie ki Ham ismein regular Karen experience lekar kam karen to bahut hi aasani se Ham acchi buying and selling kar sakte hain


                              اب آن لائن

                              Working...
                              X