Double Top chart pattern in forex trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Double Top chart pattern in forex trading...
    Assalamu alaikum dear forex friend ummeid Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur Market mein acchi working quality ki vajah se accha profit hasil kar rahe honge dear jab Ham is business mein kam karte Hain to hamen chart per different candlesticks patterns Nazar aate Hain jinki madad se Ham market ko acchi tarike se analysis karne mein kamyab ho sakti hai aaj Ham jis pattern ke bare mein baat karenge vah hai "Double Top chart pattern". Dear friends main aaj aapse ise related kuchh information share karungi Taki aap is pattern ko bhi acchi tarike se samajh sake aur uske mutabik trading karte hue achcha profit hasil kar sake.


    What is Double Top chart Pattern?

    Dear friends double Top chart pattern extremely rich car technical reversal pattern hai jo ki Kisi sist ke musalsal two times high price per pahunchne ke bad banta hua najar aata hai ismein do peaks ke darmiyan thodi si kami Hoti hai jab assist ki price below ya equal girti hai double top bear is technical reversal pattern hai isko find out karna itna aasan Nahin hota jitna Koi traders samajhti hai kyunki support ke niche break ke sath confirmation karna bahut jaruri hoti hai. Ke Ham is pattern ko acche tarike se identify karne mein kamyab hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	double-top-pattern.png
Views:	14
Size:	13.7 کلوبائٹ
ID:	12553650

    Identification:

    Dear friends double Top chart pattern co identify karne ke liye to distinct price of similar width or height ko dekhna hota hai. aur iske donon prices ke darmiyan distance ko bhi dekhna hota hai jo ki bahut Kam Nahin hona chahie. aur yah tamam chizen time frame per depend karti hain. Us k sath Ek confirmation neckline ya phir support price level ka hona bhi jaruri hai aur jab Ham dusre technical indicators ka istemal karte hain to support double top bear is signal jaisa ke moving average ka hona bhi mast hota hai.

    Understanding of Double Top chart pattern:

    Dear friends double Top chart pattern ki Hi Ek type hoti hai aur jo is baat ko bayan Karti hai ki prevailing trend revers hai short hai ya long term hai bullish market ke and per jyadatar double Top chat pattern hi banta hai aur price formation do highest point ki Tarah lagati hai Jo ki ek dusre ke bad banti hai double Top chart pattern mein market ke andar do highest point bante Hain Jo aane wale bears reversal signal bare mein traders ko confirmation dete Hain aur iske sath donon highest point ke darmiyan nek line bhi banti hai jo price mein resistance ko show Karti hai pahli highest price ke Ek part ko again hasil karne ke bad market dobara pahle highest point ki ek hight ki taraf move karti hui najar aati hai isiliye market ki strength kam hoti Chali jaati hai aur iske साथ-साथ slowly moving karte hue Ek aur si jaise oscillator per niche rahane wali pic ke jarie ki jaati hai agar iske jarurat Nahin Hoti lekin market first week per bhi Tut sakti hai chahe vah short hi kyon na ho. Isily is pattern ko acche tarike se samajhna aur iski identification karna bahut jaruri hota hai.

    Trading strategy of Double Top chart Pattern:

    Forex friends double Top chart pattern for trading ke liye yah chij bahut jaruri hoti hai ki trader is pattern ko pahle acche tarike se identify Karen aur jab price nek line ke pass aakar candle ke close neckline se niche aaye to isase break out ki confirmation ke bad hi vah apni trade open credit rated ko trade active karne ke liye price ka net line ko re test karna jaruri hota hai aur traders ko chahie ki vah net line ke re test hone tak vate Karen ki confirmation de to is per trader ko sel ki trade active Karni chahie Kisi bhi chart pattern per trade karne se pahle Ham yah dekh lena chahie ki iska stop loss kis point per lagaya jaaye aur take profit Kitna ho sakta hai yani hamen risk ko riward ratio ko manage rakhte hue aur apne account ki safety ko dekhte hue kam karne ki jarurat Hoti hai tabhi Ham successful ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	f011319173494d93d80b9999b4b9099b.png
Views:	2
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12553651
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Double Top chart pattern in forex trading...

    What Is a Double Top?



    aik asasa do bulandiyon ke darmiyan qeemat mein mamooli kami ke sath lagataar do martaba buland qeemat ko maarny ke baad, aik bohat hi manfi takneeki ulat patteren tayyar karta hai. yeh hatmi ho jata hai jab asasa ki qeemat support level se toot jati hai jo ke do pichli bulandiyon ke darmiyan kam point ke barabar hai .






    What Does A Double Top Tell You?

    aik double taap asasa class ke darmiyani ya taweel mudti rujhan mein tabdeeli ki nishandahi karta hai. amazon. com inc. ( amzn ) ke stock ne pichlle saal September aur october ke darmiyan aik double taap patteren tayyar kya, jis ki qeemat $ 2, 050 ke lag bhag thi, jaisa ke oopar chart mein dekha ja sakta hai. is sorat e haal mein, ahem support level $ 1, 880 par tashkeel paaya. double taap ki tasdeeq is waqt tak nahi ho sakti jab tak ke stock ki qeemat $ 1, 880 se neechay nah aa jaye, is ke bawajood ke stock october ki chouti se support ki is satah tak 8 % se ziyada gir gaya. is ke baad hasas mein taqreeban 31 feesad mazeed kami hoti rahi .
    March aur April 2018 mein double taap ki taamer ko netflix inc. ( nflx ) ka istemaal karte hue darj zail misaal mein dekhaya ja sakta hai. lekin jab is misaal mein stock oopar ke rujhaan mein barhta hai, to hum dekh satke hain ke support kabhi nahi tooti hai aur nah hi is ki azmaish hoti hai. baad mein chart mein, taham, yeh wazeh ho jata hai ke stock aik baar phir taraqqi karta hai jo June aur July ke mahino mein double taap lagta hai. lekin is baar, qeemat $ 380 par support se neechay gir rahi hai aur is ke nateejay mein decemeber mein 39 % se $ 231 ki kami zahir karti hai ke rujhan ulat raha hai. November mein do mawaqay ko bhi note karen jab stock barh raha tha, jab $ 380 par support level ne muzahmat ka kaam kya .





    The Difference Between a Double Top and a Failed Double Top



    aik double taap aur aik nakaam aik dosray se numaya tor par mukhtalif hain. agar aik haqeeqi double taap waqay hota hai to stock ya deegar asasa mein ghair mamooli tor par taizi se kami waqay hosakti hai, jo ke aik intehai manfi takneeki patteren hai. double taap ki shanakht ki toseeq karne ke liye, sabr karna aur ahem support level ko pehchanana zaroori hai. ghalti se parhnay aur position se jald bahar niklny ka nateeja sirf do lagataar chotyon ke ubharnay par double taap ki bunyaad par ho sakta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Double Top chart pattern in forex trading...

      jo duble tap patren hota hy us my hamy bhot zeada profit milta hy asni k sath our bhot hi choty sy risk k sath ham us my enter ho sgty hy ya bhot hi zeada acha chance hota hy k ham us my enter ho our ham us my work kry our is chance ko miss nai krna chaiya ya hamy utna profit dilwa deta hy jitna ham market k top sy lga k us k adhy dak return tak ly sgty hy asani sy utna who hamy profit dilwa deta hy is trading my hamy our ya kafi acha sabit hota hy zeada tar our bhot kam esa hota hy k us my haamra stop loss hit hota hy agr sahi soch smjh k is ki corection my ham ja k entery lyty hy to hamy us my kafi zeada hamy faida bhi ho jata hy our ya kafi zeada acha rehta hy jb ham apni trade ko open krty hy to ya hamy tention free ayk trade mil jati hy jis sy ham bhot hi asani sy acha khasa bina zeada ham risk liya ham acha profit bna sgty hy our ya hamry luiya bhot hi zeada achi bat bhi hy k ham is my work kr k asani sy profit bna k accoutn ki grouth kr sgty hy is kam my bhot risk hota hy bhot sary patren hoty hy our ya patren bhot hi kam hamy milty hy is buisness my ya kam asan nai hota hy is my hamri mhnat bhot hi zead ahamy krni parhti hy jo trading ka kam hy ya bhot hi mushkil hy ismy esy moky bar bar nai milty hy is liya hamyismy bhot hi achy sy trade ko lena chaiya our bhot bhter hy k ham is patren my ham kam kry our is my loss na hony dy balky k is ko sahi soch smjh k krna chiay our ya taime frame h1 h4 my bnta hy to zeada acha work krta hy ya hamary liya bhot hi zeda
      Last edited by ; 25-08-2022, 07:56 PM. وجہ: words incomplete

      اب آن لائن

      Working...
      X