loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    bilkul forex mein oss to buhat important part hai esliye humein es se darna nahee chaye aur ager loss ho bhe jata hao to himmat anhee harna chaye kiun ke loss se to hum apne trading palning ko seekhte hain ke hum kiya ghaltiyan ker rahen hain hamra expirence aur strong hota hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      forex aik risky business hai jis mai los or profit sath sath hai agar ap ko loss bar bar horaha hai tho ap himat nahi harey bilky forex mai break ly or os mai learning or practice kiya kary then again trade kary ap ko loss nahi hoga.
      • #573 Collapse

        yes brother ap bilkul sahe keh rhay hai'n jaisa kay hr trader ya janta hai kay trading ma ups and downs atay rehtay hai'n es liye ysau apnay loss pay disherat nahe hona chahye blkay or zyaada harwork krna hota hai....
        • #574 Collapse

          Well you are right that we should not loss hope after loosing but we should have rich captive on our self and on our sign because by this we can garner writer and if we exit prospect so e embellish real strong ad when we are distressed we can not do trade easily but will loss more.
          • #575 Collapse

            forex trading aisa business hay jis myn loss kay bagair trading nahi hoti yani forex loss forex ka hisa hoti hay is liya jab apko loss ka samna krna par jay aur loss ho bhi jay to ap hamiat na haro bal kay haimat ko barhao aur yeh baat zehan myn rakho kay apko agar loss ho rha hy to next time apko profit ho ga
            • #576 Collapse

              han ji ap ne sahi kaha he loss to business ka hissa hota he ap ko dil chota nahi kerna chahie or zada se zada hard work or is k bare me knowledge rakhen ap zarur zada se zada profit earn ker saken ge is lie ap himmat se koshish kerte rehen ...............thanks
              • #577 Collapse

                Jee haan bhai jaan bilkul hume agar loss ho bhi jaye to hume apni himmat nahi haarni chayye kiyo ke forex me loss bhi hai hume dobara se is kaam me mehnat karni chayye.......
                   
                • #578 Collapse

                  bhai jaan loss to har buissness ka hissa hota hai hamen kabhi bhi loss se mayoos nahi hona chahye balke us sy sekhna chahye aur forex tradng ko chornen k bary men nahn sochna chahye balke aur ziyada confidence k sath trading krni chahye taake hum next time loss na karen.
                  • #579 Collapse

                    All the same expectations in forex trading, you will often be damaged should be easier to fix any mistakes you'll ever make, and feel frustrated, but give yourself, you can become a successful trader and it's not that you do not discriminate for the same error, then you become a successful trader will not lose hope.
                    • #580 Collapse

                      g haan loss serf forx ka nai balke harr aik business ka hissa hy or bina loss ke koi earning bi naii kara sakta business me loss zaror hoga chahe jitna bi bara ya chota karobar ho us me loss hoga zaror
                      • #581 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
                        yes dear koi bi business ho us me profit ore loss saath saath hotay han ..forex me loss ore profit short timing me hota ha is liay humain agr loss hota ha to zaroor sochna chaahoay k kis mistake ki weja se loss hua ha .ore mistake ko control kerain ore himmet na haarain
                        Jee haan bhai bilkul sahi baat hai hume jab bhi loss ho jaye to hume pane loss ki waja se talaash karni chayye aur hume loss ho bhi jaye to hume kabhi bhi himmat nahi haarni chayye kiyo ke loss aur profit business me sath sath chalte hain......
                           
                        • #582 Collapse

                          Bilkul saha bt kahi hai ap ne. agr trader forex me loss kr jata hai to wo forex se us loss k double dubara haasil b kr skta hai. is liye trader ko mayoos nahi hona chahye kabi b loss per. ye aik buisness hai. loss hojata hai or bad me recover b hojata hai
                          • #583 Collapse

                            G han bhai apne thek kaha himat na haro or khud ko mazbut rakho dil bara karo qk yeh real forex business hai businessman bany k lea loss karna or sekhna or kamiyab bana ye bhot aham bat hai humko chahy k forex ko samjain or himat nh harain umeed nh chorain mayoos nh hon gay tou kabi loss na hoga or agar howa be tou farak nh pary ga yeh forex or trader ka ek hesa hai
                            • #584 Collapse

                              Haar jeet game ka hissa hota hai ... ussi tarha profit or loss forex ka hissa hai ... profit hota hai to hum boht khush hotay hain .. or agar loss hota hai to hum dukhi ho jaty hain or some times wrong faisly le lety hain ... loss hony pay humain himat nahi harni chaiye bal kay himmath kar kay humain agy barhna chaiye ....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                g han dear ap bilkul theak kah rahy hain agar hum ko forex main loss b ho jay to hum ko tens hony ki bjay es main himat sy kam lena chahiy aur es main apni khamio ko dor kar k es main phr sy trading start karni chahiy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X