Railway Track Candlestick Pattern
Railway track candlestick pattern do candles ka aik trend reversal pattern hai, jo k prices k peak top ya peak bottom par banta hai. Raily track pattern me shamil dono candles same length k hote hen, lekin hote opposite direction me ya opposite pattern k hote hen. Railway track pattern aggar prices k top par banta to ye aik bearish trend reversal pattern hoga lekin agar same ye pattern prices k bottom me banta hai to ye bullish trend reversal pattern shumar hota hai.
(a) Bullish Railway Track Candlestick Pattern
(b) Bearish Railway Track Candlestick Pattern
Bearish Railway Track Candlestick Pattern
Railway track patteren aik trend reversal pattern hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Ye pattern aam tor par bohat se traders ke zareya istemaal kya jata hai, kyunkay usay kisi bhi chart mein talaash karna aasaan hai aur usay nazar anay ke liye bohat se indicators ki zaroorat nahi hai. Agarchay railway tracks candlestick patteren ka tasawur bohat seedha hai, lekin is mein bohat se dosray tareeqon se istemaal honay ki salahiyat bhi hai. Ye pattern aik trend reversal ka ishara karta hai. Yeh traders ke liye mumkina nuqsanaat se bachney ke liye positions k buy ya sell ka aik signal hai. Bearish railway track candlestick pattern prices k top ya bullish prices main bearish trend reversal ka kaam karta hai.
Bullish Railway Track Candlestick Pattern
Bullish railway track pattern to days candles per mustmel Ek Bullish stand reversal pattern hai jo ki price ke bottom per ya bear stand ke bad banta hai yah pattern market Mein price ke masjid bear is Se Na jaane se rokane aur Bole stand ka signal Deta Hai Bulleh railway track pattern Dekhne Mein sem tabhi Kisi Khas pattern ka Nahin Hota railway track pattern ke banne ki Piche ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai Ki Jab Bhi price Mein fast candle Ek bearing per close Ho Jaati Hai Aur second Din Ki candles banne ke bad sem fast candle Ke Logon Ko touch karne ke bad Apar per close hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим