Important information about "Bid Price, Ask Price and Bid Ask Spread"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important information about "Bid Price, Ask Price and Bid Ask Spread"
    Bid Price


    Jab forex trading market ko aik makhsos (specific) currency k khareedne k leye tayar kia jata hai, to is ko bid price kaha jata hai. Is qeemat (price) pe trader currency jore k base currency ko bhej (sell kar) sakta hai. Base quote k left side pe hoti hai. Misal k tawar par (for example), USD/CHF 1.4527/32 quote me, bid price 1.4527 hai, is ka matlab hai k app aik American dollar (USD) ko 1.4527 Swiss Francs (CHF) me sell kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (355).jpeg
Views:	21
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12552432

    Ask Price


    Bid price k bar-aks Ask price me forex trading market ko aik makhsos currency k ferokht karne k leye tayar kia jata hai. Ask price ko "offer price" bhi kaha jata hai. Is qeemat (price) par tajir (trader) base currency khareedta (buy karta) hai. Is qoute k dayen (right) taraf dekhaya jata hai. Misal k tawar par, USD/CHF 1.4527/32 qoute me, ask price 1.4532 hai. Jis ka matlab hai k app 1.4532 Swiss Francs (CHF) me aik American dollar (USD) khareed (buy) kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (356).jpeg
Views:	12
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12552433

    Bid-Ask Spread


    Bid price aur ask price k darmeyan faraq ko Spread kaha jata hai. Spreads ko financial market me pipsbme count kia jata hai. Agar aik currency jore USD/JPY ki bid qeemat 110.50 aur ask qeemat 110.76 hai to ye 50 aur 76 k darmeyan faraq (pips) ko spread kehte hen. Spreads dar-asal brokers ki commission hoti hai, jo wo apne clients se trading k sahulat k badle le rahe hote hen. Aam tawar par brokers apne clients ko pehle teen digits me radu-badal nahi karte. Bulke wo sirf last 2 digits ka hi hawala pesh karte hen k 50 aur 75, yani bid price 50 hai aur ask price 75. Aaj kal forex market me 5 digits ki sahulat bhi muhaya ki jati hai. Is waja se market me bid aur ask ki trade lagane se pehle is ko baghawar tajzeya zarori hai.

    Click image for larger version

Name:	images (611).png
Views:	19
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12552431
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important information about &quot;Bid Price, Ask Price and Bid Ask Spread&quot;

    Assalamu alaikum dosto ummid karta Hun ki sab khairiyat se nahin hai aur Market mein achcha kam kar rahe ho Ham sab logon ko pata hai ki market mein achcha kam karne ke liye hamen ismein jyada se jyada learning ki jarurat hoti hai jitni jyada Ham ismein mehnat Karke kam karenge utani hi hamen success bhi milegi agar hamen ismein without experience aur without knowledge ke kam Karen to hamen kamyabi Nahin milati ha .

    What is the bid price

    Doston Ham bid price ko currency k knowledge lene k liye use krte hein Ham market chart ko follow karke mid price ka andaza Laga sakte Ham jaat ko daily follow Karen to hamen kamyabi milati hai aur ham market ke knowledge Le sakte hain mid price ka matlab Ham jis currency mn kam karna chahte hain usko Ham market chart mein follow karke uski daily ki candle ko follow karke mid price ka andaza Laga sakte hain koi bhi Kam hai jab tak Ham usko time nahin denge Ham usmein kamyab Nahin ho sakte isliye hamen chahie ki isko daily time den to Ham aasani se kamyab ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (27).png
Views:	7
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12415949

    What is the ask price

    Forex member bid price or ask price ke darmiyaan ke Fark ko hum spread khate hein jab Ham trading mein kam karte Hain to Jo pips count Hoti ha currency hum se fee leti ha hum is ko bid price ur ask price hi khate hein hamen ismein kam karne ke liye sabse pahle currency ka knowledge Lena hota hai uske bare mein pata hona chahie ki Ham ismein kis tarike se kam Karke kamyabi Le sakte hain kuchh currency aisi bhi hoti hai jinka friend bahut jyada hota hai aur unmen risk bhi jyada hota hai isliye hamen samay ke kam karna chahie agar Ham jyada Lena chahte Hain to uske liye hamare pass balance bhi jyada hona chahie.

    Click image for larger version

Name:	images (26).png
Views:	2
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12415950

    Market trading

    Respect forex member market mein kam karne ke liye hamen pata hona chahie ki Ham agar market mein without knowledge ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi aur agar Ham ismein sahi samajhdari se time table ke hisab se kam Karen to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aur ek successful trader Ban sakte hain hamen chahie ki Ham market ka complete knowledge lekar kam Karen aur jiske candle stick mein kam karna chahte hain uske bare mein bhi knowledge hona chahie hamen ismein kam risk se kam karna hota hai.

    Market analysis

    Analysis ko follow karna bahut hi important hai analysis ko follow karke Ham market ka bahut hi achcha knowledge Le sakte hain Ham market ki move ment ke bare mein andaza Laga sakte hain agar Ham without knowledge aur ham ismein without indicator ko follow karke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi ismein do analysis se bahut jyada use hote Hain technical analysis aur fundamental analysis market mein kam karne ke liye Ham bahut jyada technical analysis ko use karte hain kyunki yah short trading ke liye bahut jyada best hote Hain aur ham aasani se trading mein profit banaa sakte hain ine analysis ko follow karke .
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X