What is Bollinger Bands (BB) indicator?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Bollinger Bands (BB) indicator?
    Introduction


    Assalamu Alaikum dear member kya haal chaal hai main Amit market Mein kam karne ke liye time management bahut jaruri hai Jitna time Ham market Mein Doge utna ya parson kar paoge aur Achcha experience bhi hoga kisi knowledge aur experience ke sath sath aap kafi Jyada earring dikha sakte ho Achcha kar sakte hain main aaj aapke liye ek naya topic Lekar Aaya hun topic se aapko Kafi Jyada fayda Hoga aur aapka Bhi Jyada airing bhi kar sakte hain aaiae Apne topic kar sakte hain



    What is Bollinger Bands (BB) indicator?



    metric mayaari tarmeem ke sath khususiyaat ki tadaad dekhata hai. yeh isharay market ke halaat par munhasir hai. agar is par ghair yakeeni sorat e haal peda hoti hai, to is ke nateejay mein doghla pan barh jata hai ya stitionary auqaat mein kami waqay hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	5
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12552044

    Bollinger baind dobarah qeemat ya isharay ke chart par lagaye jatay hain. istehkaam ki muddat ke oopri aur nichale hudood ke andar qeemat mustaqil rehti hai is ki khasusiyat hai. dogli harkiyaat ko chaalo karne ke douran inhen tabdeeli ke liye mazeed gunjaish darkaar hoti hai.



    Bollinger baind ke coverage honay ke baad qeemat mein tabdeeli ki sharah dekhi gayi. agar qeemat muqarara had ke andar nahi reh sakti hai, to rujhan jari rahay ga. rujhan ke ulat jane ka ulta amal is waqt hota hai jab isharay ka bairooni urooj aur zawaal aik hi androoni rujhan ke sath hota hai. baind ki qeemat ka amal mukhalif intahaa tak pounchanay ka paband hai.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	2
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12552045

    Bollinger baind mein teen linon ka dhancha hota hai jis mein oopri, nichli aur darmiyani lakerain shaamil hoti hain. center line ka kirdaar aik range ke andar baqaida waqfon par chart ki mutharrak ost haalat ko dikhnana hai.


    darmiyani baind aik aam harkat ka namona dekhata hai, jahan ( hajam ) cl ( band ) auqaat x ( muddat ) ka majmoa hai. taap line ( top ) dikhaane ke liye, is ke urooj ke douran aafsit ka taayun karne ka tareeqa istemaal kya jata hai. oopri line ka taayun darmiyani baind ki qader ko shaamil kiye gaye mayaari inhiraf ki tadaad ke majmoa ki qader mein shaamil kar ke kya jata hai. zaireen matawazi ka taayun mukhalif tareeqay se kya jata hai - bunyadi wast se mayaari inhiraf ki tadaad ko ghata kar.


    mayaari inhiraf ( sd ) ki qader ko aik makhsoos waqt ke waqfay ke liye band honay wali qeematon ko jama kar ke nikala jata hai. baind baondri paira metar ke bilkul durust hisaab kitaab ke liye, 20 muddat ke darmiyani moving average aur do mayaari inhiraf par mabni data tajweez kya jata hai. agar mutalea 10 adwaar se kam istemaal karta hai, to moving average ki durustagi kaafi malomati nahi hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bollinger Bands Indicator
    Bollinger Bands indicator ek technical analysis tool hai jiss ko John Bollinger ne 1980s main stocks for trading k leye banaya tha. Bollinger band indicator k bands pechle trading k high ya low k pemayesh k mutabiq volitilety indication deta hai. Volitilety ko standard deviation k mutabiq mapa jata hai. Jab bhi prices high ya upward jati hai, to Bollinger indicator k bands phelte (increases) jate hen, jab k kam pricea main bands tang (decrease) hote jate hen. Is dynamic hososeyat ki waja se Bollinger bands indicator ko mukhtalif securities par apply kia jata hai. Bollinger band indicator teen lines par mushtamil aik lagging indicator hai, jiss main middle line price line aur uss se upper aur lower aik aik line hoti hai. Ye teeno lines Bollinger Bands indicator k trend (bullish aur bearish) ki wazahat karti hai.
    Explaination
    Bollinger band indicator ka itlaq tamam financial markets equities, forex, commodities, aur futures sab par kia jata hai. Bollinger band indicator ko ziada tar k timeframes main istemal kia ja sakta hai, jaise k short-term periods, se lekar hourly, daily, weekly ya monthly tak sab par ye indicator fit kam karta hai. Bollinger band indicator aik khas mudat k dauran security ki prices k high aur low levels ko dekhati hai, aur uss security ki khas taqat ka bhi batati hai, jab uss k high upper line aur low uss k lower line k qareeb pohunchti hai. Bollinger band indicator k bandwidth k increase ya decrease honna prices k volitilety par munhasir hota hai. Ab agar prices ki volitilety high hai, to indicator k bands bhi wide (increase) ho jate hen, jab k low volitilety main bands narrow (decrease) honna shoro ho jate hen. Ye bands muntakhib karda timeframe main moving averages k over-bought aur over-sold dekhati hai. Bollinger band indicator k bands "Moving Average Envelope" jaise hote hen, lekin in ki calculation mukhtalif hai. Bollinger band indicator main standard deviations levels ko upperbaur lower lines ko khenchne k leye samjha jata hai, jab k moving average envelope main lines ki aik muqarara percentage le kar plot kia jata hai.
    Bollinger Band Indicator Calculation
    Bollinger band indicator ki calculation k leye darjazzel variables ki zarorat pesh ati hai;
    1. Time Period Denoted : "N"
    2. Standard Deviations Value : "S"
    3. Bollinger band indicator k darjazel lines :
      1. Moving Average Line ya Middle Band "N" period MA (N) k leye.
      2. Upper band ya line jiss main "MA" line ko "N" period k leye prices k standard deviations k zarye upper muntaqil kia jata hai, ko "SD" se zarab deya jata hai.
      3. Lower band ya line jiss main "MA" line ko "N" period k leye prices k standard deviations k zarye lower muntaqil kia jata hai, ko "SD" se zarab deya jata hai.
    Limitations
    Bollinger band indicator jahan traders k leye bohut ziada faida mand sabit hota hai, wahi iss indicator k kuch limitation bhi hen, jiss ko trading k waqat lazmi made nazar rakhna parta hai. Sab se bara issue jo Bollinger band indicator k sath hai wo ye k, ye indicator aik lagging indicator hai, yanni jab bhi prices trend change karti hai to indicator ka reaction baad main ata hai, kabhi bhi ye indicator pehle se prices k mode ko nahi parh sakta. Jahan tak ziada tar traders indicator k bands ko trend k napne k leye istemal karte hen wahi iss indicator ko kabhi bhi akele trading main istemal nahi kia ja sakta. Uss k leye dosre reliable indicator ya prices action se madad leni parti hai. Indicator k leye ziada maozon non-correlated indicator hai, jiss k ekhate istemal se ziada faida hasil ho dakta hai. Bollinger band indicator ki settings bohut aham hai, aam tawar par to by-default setting main 20day MA ka istemal kia jata hai, lekin aggar dafa ye indicator kaam karne main nakam rehta hai, to traders baar baar settings tabdeel karte rehte hen. Standard setting ziada reliable aur istemal hone wala hai.
    Trading
    Bollinger band indicator se trading ka kaam lena bohut aham hai. Indicator main centre ya price line ko aam tawar par aur ziada tar 20 day moving average par muntakhib kia jata hai. Jab k dosre upper aur lines ko uss se kam aur ziada levels deya jata hai. Moving average indicator k fast prices ki situation batati hai. Jab bhi prices indicator k mutabiq upper level ya band ko cross karne ki koshash karti hai, to ye aik qisam ka overbought level hota hai. Overbought level par ziada chances hotte hen k prices yahan se rebound hongay. Agar prices overbought level main jane k baad wapis band se nechay a kar candles banate hen to ye indicator ki sell ka signal hota hai. Agar prices band k lower line ko cross karne ki koshash karte hen to ye position prices k leye oversold ka area hogga, jahan se prices ka rebound ho kar bullish jane k chances hote hen. Agar prices lower band k bahir jane k bad wapis in ho jati hai aur candles band k andar banna shoro hoti hai, to ye indicator ki taraf se buy ka signal hota hai. Stop Loss indicator k selling point par band k sab se bahir wali candle k top ya uss se aik ya do pips upper par set karen. Buying par stop loss ko band k lower side k band k bagir candle k lower side par ya uss se aik ya do pips lower par set karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction of Bollinger Bands Indicator Aoa Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ ham Bollinger I Bands indicator ek technical analysis tool hai jiss ko John Bollinger ne 1980s main stocks for TRADING k leye banaya tha. Bollinger's band indicator k bands pechle trading k high ya low k pemayesh k mutabiq volitilety indication deta hai. Volitilety ko standard deviation k mutabiq mapa jata hai. Jab bhi prices higher ya upward jati hai, to Bollinger indicator k bands phelte (increases) jate hen, jab k kam pricea main bands tang (decrease) hote jate hen. Is dynamic hososeyat ki waja se Bollinger bands indicator ko mukhtalif securities par apply kia jata hai. Bollinger's band indicator teen lines par mushtamil aik lagging indicator hai, jiss main middle line price line aur uss se upper aur lowered Trah Say hi Following ho gy The Explaination of Bollinger band indicator Dear jab bh Bollinger's band indicator ka itlaq tamam financial markets equities, forex, commodities, aur futures sab par kia jata hai. Bollinger band indicator ko ziada tar k timeframes main istemal kia ja sakta hai, jaise k short-term periods, se lekar hourly, daily, weekly ya monthly tak sab par ye indicator fit asaani Say kar Rahy Hein Bollinger's band indicator aik khas mudat k dauran security ki prices k high aur low levels ko dekhati hai, aur uss security ki khas taqat ka bhi batati hai, jab uss k high upper line aur low uss k lower line k qareeb pohunchti hai. Bollinger's band indicator k bandwidth k increase ya decrease honna prices k volitilety par munhasir hota hai. Ab agar prices ki volitilety high hai, to indicator k bands bhi wide (increase) ho jate hen, jab k low volitilety main bands narrow (decrease) honna shoro ho jate hen. Ye bands muntakhib karda timeframe main moving averages k over-bought aur over-sold dekhati hai.Bolliynger band indicators k bands "Moving Average Envelope" jaise hote hen, lekin in ki calculation mukhtalif hai. Bollinger band indicator main standard deviations levels ko upperbaur lower lines ko khenchne k Sath hi good guide mile gy Bollinger's Banda Indicators Calculations Dear jab bh Bollinger's band indicators ki calculation k leye Un ki type ka Jaza Laity Hein Times Periods Demoted : "N"Standards Deviations Value : "S"Bollinger band indicator k Types line's :MOVING AVERAGE Line ya Middle Band "N" periods MA (N) k leye.Upper band ya line jiss main "MA" line ko "N" period k leye prices k standard deviations k zarye upper muntaqil kia jata hai, ko "SD" se zarab deya jata hai.Lowered band ya line jiss main "MA" line ko "N" period k leye prices k standard deviations k zarye lower muntaqil kr Saken gy Conclusion Dear jab bhe Bollinger's band indicators jahan traders k leye bohut ziada faida mand sabit hota hai, wahi iss indicator k kuch limitation bhi hen, jiss ko TRADING k waqat lazmi made nazar rakhna parta hai. Sab se bara issue jo Bollinger band indicator k sath hai wo ye k, ye indicator aik lagging indicator hai, yanni jab bhi prices trend change karti hai to indicator ka reaction baad main ata hai, kabhi bhi ye indicator pehle se prices k mode ko nahi parh sakta.Jahan tak ziada tar trader's indicator k bands ko trend k napne k leye istemal karte hen wahi iss indicator ko kabhi bhi akele trading main istemal nahi kia ja sakta. Uss k leye dosre reliable INDICATORS ya prices action se madad leni parti hai. Indicator k leye ziada maozon non-corrosive indicator hai, jiss k ekhate istemal se ziada benefit Mile gy Trading Stradgy Dear jab bh Bollinger's band indicator se trading ka kaam lena bohut aham hai. Indicator main centre ya price line ko aam tawar par aur ziada tar 20 day moving average par muntakhib kia jata hai. Jab k dosre upper aur lines ko uss se kam aur ziada levels deya jata hai. Moving average indicator k fast prices ki situation batati hai.Jab bhi prices INDICATORS k mutabiq upper level ya band ko cross karne ki koshash karti hai, to ye aik qisam ka overbought level hota hai. Overbought level par ziada chances hote hen k prices yahan se rebound hongay. Agar prices OVERBOUGHTS level main jane k baad wapis band se Neechay a kar candles banate hen to ye indicator ki sell ka signal hota hai.Agar prices band k lower line ko cross karne ki koshash karte hen to ye position prices k leye oversold ka area hogga, jahan se prices ka rebound ho kar Bullishness jane k chances hote hen. Agar prices lower band k bahir jane k bad wapis in ho jati hai aur candles band k andar banna shoro hoti hai, to ye indicator ki taraf se buy ka Signal hota hai.Stop Loss INDICATORS k selling point par band k sab se bahir wali candle k top ya uss se aik ya do pips upper par set karen. BUYINGS par Stop loss ko band k lower side k band k bagir candle k lowered Side par hi Trad le jayen gy
      ****Do Good have Good****

      اب آن لائن

      Working...
      X