ap forex trading mai kis cheez se madad hasil karte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    bhai jan ma agar ap ko apna trading style btaon tu ya kahon ga k main trading sa pahlay markete ka fundamental aur technical analysis kar leta hon aur us ka bad hi decision making ki taraf jata hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      humain is main agr help ki zaorort hay to humain demo say trading kay bary mani help mil sakti hay agr humain market main achi earning hasil karni hay to humain is main learning karni hogi
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #708 Collapse

        Mai tu forex furam mai phla is sai posting ke zarya sai bunas laita hun or phr us bunas ke madad sai mai trading kerta hun us sai hasil hona wala profit maire erning hoti hy
        • #709 Collapse

          ap kisi achy trader sy madad ley sakty hainy eaik real kama hai i sko kahin bhi kia jakst ahai y eaik online kaam hai sko ksi waqt bhi kia jakst ahai ye aik online kaam hsi i sko kahin bhi kia jaksta hai
           
          • #710 Collapse

            Bhai g bohat acha sawal hy forex trading mai traders ko chahye hy k wo market ke trand ko chek kiya karain or market kaanalysis ker ke ap trading mai help liya karo
            • #711 Collapse

              Forex trading ma humen pakistan forex forum.sy knowldge experience tips tricks skills aor stragic guideline milti hai humen bonus milta hai humen basics bnany ky leay fainancial aid di jati hai hum is sy trading ma trust build krty hen keun ky hamara msla yeh hota hai ky humen lgta hai fruad hai jub hum bonus sy profit lety hen to hamara trust brh jata hai
              • #712 Collapse

                hum jab trade main kam karty hain to humain is main hard work kar kay ka karna ho ga is main practice kar kay kam karna ho ga is say humain demo ko use kar kay kam karna ho ga
                • #713 Collapse

                  aik tradr aur professional hony k naaty m ye smjhta hun k apko har kisam ki analysis ko study krna chahye aur trde lgany se phly ap ko sab analysis ko zehen m rakh kr trading krni chahye
                  • #714 Collapse

                    forex trading mien apko chahiye ke ap pehle isko deeply seekehn iski bhrapoor practice karen aur is mien ap hamesha bina panic hue trading karenge to ap zaroor kamiyab honge.
                    • #715 Collapse

                      man tu her trader ku ye suggest kerta hun k apni policies ku daikha karain overall aik look diya krain tamam analysis ku or experts ki suggestions ku but trade apni merzi say karain ager loss hu jai tu ap kisi ku blame na karain gyn phir.
                      • #716 Collapse

                        forex trading bohat acha business hay esmain agar hum help lena chahty hay to kisi achy traders say eskay bary main help lain aur es trha hum market say achi earining kay bary main jan paye gay
                        • #717 Collapse

                          Hamain is main kamyab hona hai to hamain is main jam karna hai to hamain is main learn lar k kam karna ho ga ta k hamain is main jam karny main bi asani ho is main hamain demo par kam karna ho ga
                          • #718 Collapse

                            dear ham trading main ham kiss cheese se help la skty hai seaway apny knowledge or experience . yani hamary her order k lai in dono cheezo ko boaht zrooat huty hai agr ap k pass yha hai to ap ko loss any k chance boaht kam hai warna forex main loss aik normal bat hai or agr ap k pass in cheezo ko kami hai to ap ko chahain k pahly un per grip krain
                            • #719 Collapse

                              Dear men forex trading men apko kahon ga k ap fundamental or technical donu ki maadad se trading kerien , mujhy technical analysis ka zada ilam hai, mager fundamental mujhy samjh nahi ata hai, men zada technical ko use kerta hon, fundamental ki tarf bhi tawajoo dy rha hon
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                dear mai zyda tar data aur news ko follow karta hon jab ap es business ko seekh smjh k aur phr es mai practice k seekh smjh k kam karo jaise jaise ap seekho gy ap ko talented hona chahiye aur sath sath demo account pe b practice karni ho gii aur phr ahe ap smjh skte ho es business ko....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X