Assalam -o-alaikum,Dear Forex member indeed krti hun ki aap sab khairiyat se honge aur Forex se acha profit Hasil kar rahe hongy. aaj Ham chart Pattern mein bearish Pattern ko discuss karne gay. pahle main aapko batana chahta hun Bearish ka matlab kya hota hai bearish market ki use halat ko kahate Hain jismein market mein sell main jati hai market niche ki taraf yani selll mein jaati hai.
BEARISH ENGULFING PATTERN:
Bearish engulfing Pattern ek Technical Chart Pattern hai jo ke market ke niche girny ka signal deta hai ya Pattern do candlestick per mushtamil hai jismein ek bar green candle hoti hai uske bad use bari ek red candle banti hai jo ki green candle ko kar deti hai. iska matlab hota hai ki Sellers market mein in ho chuka hai aur aap market musalsal niche ki taraf se jayegi.
HOW TO TRADE BEARISH ENGULFING PATTERN?
Dear member jab market main aapko bearish engulfing pattern dekhte hain to aapane pahle iski confirmation ka wait karna hai. iski confirmation yah hoti hai ki Bearish engulfing candle ke bad ek aur bearish candle iske low k niche close hone chahie .aapane 3ri candle k close hone par entry leni hai aur aapka stoploss engulfing candle ke low Tak hoga ya use upar hoga.
HANGING MAN CANDLESTICK PATTERN:
Dear member ya candlestick Pattern hamesha uptrend ke end mein banta hai aur yah is baat ki wazahat hota hai ki market up girne wali e aur trend reversal hone wala hai. Uptrand ke aakar mein ek hammer type candle banti hai jiski lambi se wicky hoti hai jo ki is baat ki ki nishani hoti hai ki Sellers market mein in ho chuke hain aur is Pattern ki confirmation yah hoti hai hai ya ki hanging man candal k bad ek red candles hanging man candle k low niche k close hoti hai.
HOW TO TRADE HANGING MAN?
Is Pattern mein entry ke liye aapko confirmation ka wait karna chahie aur jaise hi iski confirmation ho to aap next candl py sell ki entry Le sakte hain aur Is tarah aapka stop loss hanging man candle ke low k equal hoga ya usse upar hoga.