Shooting Star Candlestcick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shooting Star Candlestcick Pattern
    Introduction
    Dosto forex main kamyab trading ke liye lazmi hay ke aapke pass trend revirsal candlestick pattern ka malomat hona zarori hay take aap ke analysis main woh candlestick madad kar sakain to chaliye aaj aik ayse candle stick ke bare main jante hain jo trading main kafi ziada bharosa mand pattern mana jata hay jisko Shooting Star Candlestick Pattern ke nam se jana jata hay to ayye mozu ka baqaida aghaz karte hain

    Under Discussion Points
    Dosto darje zail points ke detail main jane ke liye mazeed mutaila kegiye

    1 What Is (Shooting Star Candlestcick Pattern )?
    2 How To Identifiy
    3 Strong Resistance Level
    4 For Secure Trading
    5 Chart guidline


    What Is (Shooting Star Candlestcick Pattern )?
    (Shooting Star Candlestcick Pattern )basically aik reversal candlestcick pattern hota hai. Jo apko market ma aik strong uptrend k bad available hota ha.. Jb market ka trend uptrend sy downtrend ki trf ja raha hota ha to is trend ko completely study krna ho ga. Nahi to ap k analysis wrong ho sakty hain.
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	33
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12551470

    How To Identifiy
    (Shooting Star Candlestcick Pattern ) ko identify krna bht important hota hai. Hum is candlestcick pattern ko easily identify kr sakty hain. Ye candlestcick pattern sirf aik candle pr depend kr raha hota hai. Is candlestcick par hamen aik asi candle milti ha jiski wicks zayda hoti hain.
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	36
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12551471

    Strong Resistance Level
    (Shooting Star Candlestcick Pattern ) hamesha hamen resistance level pr mil sakta hai.Agr hum is candlestcick Patterns ko study krna chahty hain tobhamen resistance level par aik reversal candlestcick milti hai. Jo reversal trend ki confimation deti hai. Is ma hum aik achi entry ly kr kafi profit hasil kr sakty hain. Islye market jb resistance level ko jb break krti ha to jb break krti hain to market ka down trend bnta hai. Resistance level pr aik reversal candlestcick milti hai jo reversal trend ki confirmation krti hai.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	10
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12551472

    For Secure Trading
    (Shooting Star Candlestcick Pattern ) study kr k market ma entry laty hain.to hamesha last candlestcick ki wick level ko break kr jati hai. To phr market future up words ja sakti hai is liye trade ko protect karna zarori hay
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Shooting Star Candlestcick Pattern

    WHAT IS A SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN :





    Shooting star ak bearish candlestick pattern ha ya pattern market ma ak candlestick sa banta ha. Ya pattern jab banta ha ti is ke candle ka top ma ak long shadow hota ha or is ka lower ma koi shadow ni ho ga or little shadow ho bhi sakta ha or is pattern ke candle ke ak small real body ho ge jo ma market ka day ka lower ma ho ge or is candle ke real body small is liya ho ge ka is ma jo market ka opening or closing price ho ge wo ak dosra ka near ma ho ge. Ya pattern market ma tab banay ga jab market uptrend ke traf ho ge or is shooting star pattern ke candle uptrend ka end ma banay ge. Shooting star ak type ho ge candlestick ke jo ka open ho ge to is ka open hona ka bad market ak strongly advance move ho ge or ak new top point banay ge or ya close day ka near ma a kar ho ge jes point sa market open hoi the. Is shooting star candlestick pattern ka market ka chart ma advance ma banna must ho ga ya market ka advance ma banay ge or is candle ka jo upper shadow ho ga wo market ma new point ko banay ga is pattern ka jo ya upper shadow ho ga ya highest ho ga or ya twice ho ga is ke real body sa. Ya shooting star pattern market ko reverse karna ka kam kara ga jab ya banay ga to is time market uptrend ma ho ge ya pattern market ko bearish ke traf reverse kara ga.




    WHAT DOES THE SHOOTING STAR TELL YOU :





    Shooting star pattern huma market ka top sa reversal hona ka batay ga. Jab ya pattern market ka chart ma banay ga to is pattern ma market uptrend ke traf move kar rahe ho ge or market jab uptrend ka high par ho ge to ya pattern huma dakhna ko mila ga jo ak single candlestick sa mil kar banay ga or is ka top ma ka long upper shadow banay ga jo ka market ka new high point banay ga. Is pattern ma market ka bullish sa bearish ke traf reversal ho ga is pattern ma zada strong reversal tab ho ga jab is pattern ka top ma bannay sa phalay market ma kuch bullish ke candle ho ge jo market ko high ke traf la ja rahe ho ge in candles ka top ma agar ya shooting star pattern banata ha to ya bahot he effectively downward ke traf market ko lay ga. Jasa he ya shooting star pattern banay ga to is ka start ma he market strongly upward ke traf move ho ge or is ka result ma is candle ka long upper shadow banay ga is ma market strongly rise ho ge or is ma market high ke traf jana ka bad market strongly reversal ho kar opening point ka near ma a jay ge jo huma batay ge ka market ka jo uptrend ha wo reversal hona ha or market is candle ka bad strongly reversal star ho jay ga ya reversal bearish ke traf ho ga.





    TRADING WITH SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN :





    Jab ya shooting star pattern market ka chart ma bamy ga to is pattern ka banay sa phalay market ma strong uptrend ho ga or market ma bull ka control ho ga is control ke waja sa market high ke traf jay ge or market is ma strongly upward ke traf jay ge is bull ka pressure ke waja sa. Jab market uptrend ka high ma ho ge to is ka bull ka pressure sa is pattern ke starting ho ge or is bull ke pressure sa market high ke traf jay ge or is candle ma market apna opening point sa high ma jay ge or market ka uptrend ma ak top point ko banay ge is top ko bannay ka bad market ma jo bull ho ga wo apna control ko lost karda ga or market ma high bear ka pressure ay ga jo market ko high sa reverse kar ka downward ke traf lay ga or is pattern ke candle ka high ma long shadow mila ga or jo ya closing point ho ga wo is ka opening point ka near ma ho ga jo market ka bearish ke traf jana ka batay ga. Is pattern ke candle ka jetna zada long upper shadow ho ga market ka downtrend ke traf reversal ka chances itna he zada ho ga. Is pattern ma traders ko market ka downtrend ke traf jana ka signal mila ga magar is signal ke conformation karna bahot he zaroori ha is ke conformation karna ka liya traders is pattern ka bad jo next movement ho ge os ko dakha ga agar is pattern ka bnnay ka bad market lower ke traf ate ha to is ke conformation ho jay ge or traders is ma sell ke trade ko enter kara ga.

    • #3 Collapse

      Re: Shooting Star Candlestcick Pattern

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Shooting Star Candlestick


      Shooting star candlestick sirf prices ya market k top par nazar ata hai. Agar aap daily chart par iss ko candle ko dekh lete hen, to yeh mumkin hai keh yeh candle minor prices k up-trend se reversal jane ki warning degi. Agar shooting star candlestick aik barray real body k candle k baad banti hai, to yeh aam tor par aik strong message hota hai, k iss k baad price high level ya bullish trend ko barqarar nahi rakh sakti hai. Price chart par jab bhi shooting star candlestick banti hai, to uss k baad stock ya assets ki value mein taizi se kami honi chahiye. Jab bhi aik bullish trend k dowran aik din k aghaz par prices pehle upward jati hai, lekin baad main wapis apne aghaz wale position k qareeb a kar close ho jati hai, aik shooting star candle tarteeb deti hai, jiss ka aik small real body k sath upper side par aik lamba shadow hota hai.

      Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	4
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12440899

      Candles Formation


      Shooting star candlestick k leye prices k top trend ya bullish trend main hona zarori hai, jab k ye candle bullish trend main akhari candle honi chaheye, jiss ki small real body k sath upper side par aik lamba saya hota hai. Candle ki price chart par darjazel tarah se formation hoti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	27
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12440900

      Shooting Star Candle: Shooting star candlestick aik small real body wali long upper shadow ki candle hoti hai. Ye candle prices k top par banti hai, jiss se market mumkina tawar par trend tabdeel karti hai. Normal price chart par ye candle aik neutral candle hi tasawar hogi, sewaye prices k top par banne k.

      Explanation

      Shooting star candlestick aik strong indication deti hai, k stock, assets ya currencies k maojooda bullish trend ab yahan par end hone wala hai, jiss se prices ki agli candles bearish trend ki banna shoro hoti hai. Shooting star candles prices k top par aik small real body k sath upper side par long shadow banati hai. Ye candle bullish trend ko mazeed upward jane se rokh kar market k inverse signal deta hai. Ye candle long timeframes main ziada moasar hoti hai, jab bhi kisi stock ya assets ki prices indicator par overbought zone main chali jati hai. Candle ka upper shadow real body k muqabele main dugna ya uss se ziada hona chaheye. Candle k lower side par koi shadow nahi banna chaheye, lekin agar banta bhi hai, to ye real body se size main ziada nahi hona chaheye.

      Click image for larger version

Name:	images (39).png
Views:	69
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12440898

      Trading

      Shooting star candle normal price chart par koi khas reaction nahi dekhata hai, lekin jab bhi ye prices k top ya bullish trend main banta hai, to ye mumkina bearish trend reversal ka kaam karta hai. Ye candle traders k leye aik bearish signal deta hai, jiss par sell ki entry ki ja sakti hai, jab k dosre technical indicators par iss ko istemal karne par, indicator ka value overbought zone main hona chaheye. Ye candle aik single candle pattern hai, iss waja se trend confirmation k leye bearish real body ki candle k baad hi market main entry karen. Bearish candle ka lazmi shooting star candle k baad lower par close honi chaheye, jab k candle par stop loss ka bhi zaror istemal kia jana chaheye. Stop Loss candle k sab se top position ya shadow k high price se two pips above set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	10
Size:	13.7 کلوبائٹ
ID:	12440897
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Shooting Star Candlestcick Pattern

        Trading
        Shooting star candle normal price chart par koi khas reaction nahi dekhata hai, lekin jab bhi ye prices k top ya bullish trend main banta hai, to ye mumkina bearish trend reversal ka kaam karta hai. Ye candle traders k leye aik bearish signal deta hai, jiss par sell ki entry ki ja sakti hai, jab k dosre technical indicators par iss ko istemal karne par, indicator ka value overbought zone main hona chaheye. Ye candle aik single candle pattern hai, iss waja se trend confirmation k leye bearish real body ki candle k baad hi market main entry karen. Bearish candle ka lazmi shooting star candle k baad lower par close honi chaheye, jab k candle par stop loss ka bhi zaror istemal kia jana chaheye. Stop Loss candle k sab se top position ya shadow k high price se two pips above set karen

        Shooting Star Candlestick
        Shooting star candlestick sirf prices ya market k top par nazar ata hai. Agar aap daily chart par iss ko candle ko dekh lete hen, to yeh mumkin hai keh yeh candle minor prices k up-trend se reversal jane ki warning degi. Agar shooting star candlestick aik barray real body k candle k baad banti hai, to yeh aam tor par aik strong message hota hai, k iss k baad price high level ya bullish trend ko barqarar nahi rakh sakti hai. Price chart par jab bhi shooting star candlestick banti hai, to uss k baad stock ya assets ki value mein taizi se kami honi chahiye. Jab bhi aik bullish trend k dowran aik din k aghaz par prices pehle upward jati hai, lekin baad main wapis apne aghaz wale position k qareeb a kar close ho jati hai, aik shooting star candle tarteeb deti hai, jiss ka aik small real body k sath upper side par aik lamba shadow hota hai.

        ​TRADING WITH SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN
        Jab ya shooting star pattern market ka chart ma bamy ga to is pattern ka banay sa phalay market ma strong uptrend ho ga or market ma bull ka control ho ga is control ke waja sa market high ke traf jay ge or market is ma strongly upward ke traf jay ge is bull ka pressure ke waja sa. Jab market uptrend ka high ma ho ge to is ka bull ka pressure sa is pattern ke starting ho ge or is bull ke pressure sa market high ke traf jay ge or is candle ma market apna opening point sa high ma jay ge or market ka uptrend ma ak top point ko banay ge is top ko bannay ka bad market ma jo bull ho ga wo apna control ko lost karda ga or market ma high bear ka pressure ay ga jo market ko high sa reverse kar ka downward ke traf lay ga or is pattern ke candle ka high ma long shadow mila ga or jo ya closing point ho ga wo is ka opening point ka near ma ho ga jo market ka bearish ke traf jana ka batay ga. Is pattern ke candle ka jetna zada long upper shadow ho ga market ka downtrend ke traf reversal ka chances itna he zada ho ga. Is pattern ma traders ko market ka downtrend ke traf jana ka signal mila ga magar is signal ke conformation karna bahot he zaroori ha is ke conformation karna ka liya traders is pattern ka bad jo next movement ho ge os ko dakha ga agar is pattern ka bnnay ka bad market lower ke traf ate ha to is ke conformation ho jay ge or traders is ma sell ke trade ko enter kara ga.

        اب آن لائن

        Working...
        X