Rickshaw man Candlestick Pattern
Rickshaw man bazaar mein be faisla kin honay ka ishara kar raha hai. rakshay man candlestick ke oopri aur neechay ke lambay saaye hotay hain, jis mein candlestick i ke markaz ke qareeb aik chhota sa asli body hota hai. rickshaw man ko dosray takneeki isharay, qeemat ke amal ke tajzia, ya chart ke namonon ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye taakay mumkina rujhan ki tabdeeli ya tasalsul ka ishara kya ja sakay .
Pattern ka Tafseeli Jaiza
Rickshaw man candle k banne ki pechahay ki psychology ka inhisar traders par hoti hai, jab bhi buyers ya sellers prices ko kisi khas semat main move karne k baad wapis dosri semat main same pressure se push karte hen. Lekin kahani yahan khatam nahi hoti, bulke din k ikhtetam tak prices wapis apne aghaz wali position par a kar close ho jati hai. Iss soratehal main jo candle banti hai, wo Rickshaw man candle hoti hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close same point par hota hai, jab k upper aur lower sides par long shadows hote hen. Shadow lenght main taqreeban same hote hen, jo buyers aur sellers ki barabari ko dekhati hai.
Candlestick Pattern k sath Trading Strategy
Rickshaw man candle qeematon k dono atraf (leny wly aur Bechny wly log ) ka dabao k barabari ko zahir karti hai. Agar ye candle qeematon k trend k darmeyan me ban jati hai, to us sorat me ye candle neutral tasawar ki jati hai, jis pe trading se ihtiat karni chaheye, lekin ziada tar chances hote hen k trend apne sabeqa rujhan ko hi jari rakhe ga. Agar ye candle qeematon k lower area ya bearish trend k baad paye jaye to bullish trend reversal k bohut zyada chances hote hen, isi tarah se high price area ya bullish trend k baad banne pe ziada tar ye candle bearish trend reversal ka kaam karti hai. Rickshaw man candle ki timeframe jitna ziada hoga utna hi is ki reliability bhi ziada hogi. Stop loss candle k lower ya upper side pe market me entry k mutabiq set karen.