Bullish Mate Hold aik bullish trend continuation pattern hai jo k panch (5) candles par mushtamil hota hai. Ye pattern same "Rising Three Methods" jaisa hai. Mate Hold Pattern me faraq ye hai k 2nd black candle 1st white candle k uper se yani gap me open bhi hoti hai aur usi gap me close bhi hoti hai (yani pher bhi 1st white candle aur 2nd black candle k darmeyan thora sa gap baqi rehta hai). Mat hold bhi forex market main trade kerny ky liay behtareen patterns main sy aik hai ky jab forex market main aesa pattern creat hota hai tou hamain isky follow kerty huey trade open kerny per bahot acha profit hasil ho jata hai same pattern totally five candles sy creat hota hai jis main first aur last candle one direction main aur three candles jo first aur last ky darmian main hoti hain .
Types of Mat Hold Candlestick Pattern
Bearish Mat Hold Candlestick
Bullish Mat Hold Candlestick
Bullish mat hold pattern.
is pattern ma pehle candlesrick bullish or large body ki hoti hai or es k bad wali 3 candlesticks small hoti hai or bearish trend ma hoti hain jb k last candlestick phr sy bullish or large body ki hoti hai. Jo middle wali 3 small candlestick hoti hai wo small hoti hai sari previous yani first candle k nechy close hoti hai. Jo last candle hoti hai wo pattern k high point ko manage karny ma kamyab ho jati hai.
Pattern ki Tafseel:
Mate Hold bullish pattern aik bullish tasalsul ka pattern hai, jo k "Rising Three Methods" pattern se melta jolta hai, aur "Sakata’s Five Methods" ka hisa hai. Ye pattern "Rising Three Methods" se ziada tez upward jata hai, q k correction candles (black candles) ziada mazbot nahi hai. Q k wo 1st white candle k darmeyan se nechay nahi ate hen. Ye kami take-profit k leye hai, na k trend reversal ya trend change k leye. Ye market ka rest show karati hai, lekin is dowran volume me numaya kafi waqea hoti hai. Lekin 5th candle aik bari real body ki waja se pechla trend dobara continue hota hai (yani khareedar market me dobara active ho jate hen).

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим