loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
    trading mein 90 pecent logon ko loss hota he. ye kam assan nahi he.patience ke sath trade krein
    balance ka istamal ache tareqe se krein.
    dear forex aik boht hi hard working business hy mager kuch is ko boht easy lyty howay bagair knowledge aur experience k trade karty hain tu aeisy logon ko srif loss ka samna karna perta hy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      I think forex trading in something losses because lots of mistakes done by the trader, and then learn from their mistakes it better for the future trading and lack of knowledge is the common mistake which is every trader done.
      • #48 Collapse

        g bhai jan frex me boha se log loss kr jate hn forex tradign business me ak traderko ache andaz se ache trike se forex trading acount ka balance istemal krna chahye g nahi to forex me loss b ho skta ha g forex is the really risky business
        • #49 Collapse

          g bilkul hamen trading mein loss hota hai aur hum ager loss se bachna chahtay hain to hamen chahea ha kay trading mei ziyada practice karen aur isko sikhain ta kay hum loss se bach sakian aur forex se kuch earn kar sakain aur apni trades ziyada na lagaen kum trade lgaen ta kay loss se bach sakain hum .
          • #50 Collapse

            tradeing me loss q hota hai ?

            q.k hm jaldi karte hain bina soche smjhe order lete hain..

            ap chate hain loss na ho market ko thek se smjho jano then order lo or batao loss hua ya profit :) ...
            • #51 Collapse

              han g forex trading mein loses ke to waqie 90 percent chances hote but un logo ke liye jo ke apna acha knowledge and enough
              experience leke nai ate aur aise hi trading start kar dete hai to phr to loss hona hi ha na
              • #52 Collapse

                mere khyal main forex trading ke business main sab logo ko hi loss hota hai is main loss hona normal se baat hai aur ap ke experience ka hissa hai but is business main ye learn karne ki cheez hai ke ap ko jo loss hota hai ap os kese recover karte hain aur kitni juldi recover karte hain
                • #53 Collapse

                  dear loss to har kisi ko hota hai or mene bi yehi note kia hai k ache se ache trader ko bi kabi na kabi loss ho hi jata ahi q k yehi aik way jis se hum apne ap ko improve kar sakte hain or apni mistakes ko khatam kar sakte hain so we have to accept our loss here to become good trader here..
                   
                  • #54 Collapse

                    Je haan ziada logonko loss islye hota hai wo lalach main akar apni lot size ko barha charha kr lagatay hain aur is tarha unhayn trading main loss hotay hotay apna sara bonus hi khatm kra bethty hain jissay unhayn mayusi hoti hai aur wo forex ko blame krna shuru kr daty hain islye apny lalach sy trading ko door rakhyn.
                    • #55 Collapse

                      dear koi bhi trade ho es main losses to hoty hain kion k loos ager na hoon to har kio ameer ho jai likan ye qudrat ka qanoon hai k yahan p loos bhi or profit hota hai likan aisa nahi k yahan p sirf loss hi hota hai nahi yahan p aap ko profit bhi hota hai
                      Azadar Morai
                      • #56 Collapse

                        han jee trading hay to bohot hi loss wala kam is main hamain kuch nahi pata hota kay ham kab profit kama len or kab ham saray ka sara capital zaya ker den so Forex main apnay ap ko qabu rakhna chahiay.
                        • #57 Collapse

                          Trading main jab hum kaam karty hain to loss bhi hota ha to iss ka yah matlab to nahi ha kay hum iss loss ko hi lay kar baithy rahaion aur koi kaam na karain kin kay jitna yada hum kaam karain gay utna hi humary liye behtar aur acha ha aur tasrki ka zaria bhi ha
                          • #58 Collapse

                            me apki bat sy itifaq nahi kru ga q ke 70 % sy ziada log is sy profit hasil kr lety hain aur 30% log is sy loss me chaly jaty hain aur woh kam chor kr chlay jaty hain ap mehnat kry ek dafa loss hubi gaya hai to koi bat next time profilt gain kry gain
                            • #59 Collapse

                              the loss in the forex trading is not the bad but if we will not learn from the mistakes then it is the bad that is why friends we should learn from the every loss that why we have done this loss then it will be the best for us
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex trading aik risky business he is me hamy loss bhi hota he or profit bhi hota he ye to ham per depend karta he ke haml log forex se profit lena chty hen ya loss agr ham log forex me thek se trading karty hen to ham log loss se bach jaty hen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X