Forex trading mein hmara wasta different types ka candlestick patterns sa hota hai, en mein sa aik bahut hi important candlestick pattern stick sandwich candlestick pattern hai. Tou eski understanding ki taraf janay sa pehlay , es pattern ki definition bahut zaroori hai:
Definition:
" Aik Aisa technical trading pattern jis mein 3 candle banti hain, jo keh traders ki screen per sandwich sa resemblance show karti hain, aisay candlestick pattern ko ham stick sandwich candlestick pattern kehtay hain"
Important points:
Uses:
Recognition:
Although es candlestick ki recognition difficult nahin hai kyun keh yeh bull ya bear market mein khud ko present kartay hain, per traders ko en mein involved colors ka baray mein careful hona chahie.
Basic criteria yeh hai keh both sides ka color ko dekhain aur middle mein sandwich color ko bhi dekhain. Jab yeh pattern recognize ho jata hai,
green-red- green ko bearish consider kia jata hai aur red -green- red ko bullish.
Yeh pattern three candles sa mil kar banta hai, pattern ki jo middle candle hoti hai dono sides wali candles ka opposite candle hoti hai, jab keh pehli aur third candle running trend ki range ko zahir kar rahi hoti hai,
es tarah ki formation sa aik upright sandwich ki shape ban jati ha,
Graphically , bullish ya bearish representation:
Understanding and badics:
Pattern ko samjhnay ka liay yeh confirm krnay ka liay hamain yeh critria daikhna chahiay,
Trading process:
Trading process mein different types hoti hain , eski aik chart representation dekhtay hain.
Bullish market main first candle bulls ka control ko show kar rhi hoti hai, jab keh 2nd candle buying pressure ka decrease honay ko zahir karti hai hai, trade open karny ka liay bullish ki soorat main hamain third candle ka high ka aur bearish ka case main hamain third candle ka low ka break karnay, ka wait karna chahiay, es pattern main strong support ki waja sa reversal ki high probability hoti hai.

- Stick sandwich mein middle candlestick, dosri sides ki candlestick sa oppositely colored hoti hain, jin mein trading range middle candlestick sa larger hogi.
- Stick sandwich candlestick pattern , bearish aur candlestick indication mein sa dono mein ho sakta hai.
Uses:
- Yeh candlestick chart pattern, traders use kartay hain , possible price movement ko determine karnay ka liay jo keh past patterns per base karti hain.
- middle candlestick pattern oppositely colored hota hai, to sides ki candlestick ki broader trading range hoti hai , agar middle sa compare kia jay.
- Yeh patterns dosray pattern ka sath conjunction mein use hotay hain , kyun keh yeh bullish ya bearish indication ko show kartay hain. Koi specific nahin hai , tabhi dosray indicators ka sahara lena parta hai.
- Traders ka pas cues hotay hain , jo keh 3rd candlestick ki closing price sa obtain kiay jatay hain, keh kab bullish position take out karni hai aur kab bearish position ki taraf jana hai.
- Aik bar chart ki tarah , aik daily candlestick market ki open , high , low aur din ki closing value ko point out karti hai.
Recognition:
Although es candlestick ki recognition difficult nahin hai kyun keh yeh bull ya bear market mein khud ko present kartay hain, per traders ko en mein involved colors ka baray mein careful hona chahie.
Basic criteria yeh hai keh both sides ka color ko dekhain aur middle mein sandwich color ko bhi dekhain. Jab yeh pattern recognize ho jata hai,
green-red- green ko bearish consider kia jata hai aur red -green- red ko bullish.
Yeh pattern three candles sa mil kar banta hai, pattern ki jo middle candle hoti hai dono sides wali candles ka opposite candle hoti hai, jab keh pehli aur third candle running trend ki range ko zahir kar rahi hoti hai,
es tarah ki formation sa aik upright sandwich ki shape ban jati ha,
Graphically , bullish ya bearish representation:
Understanding and badics:
Pattern ko samjhnay ka liay yeh confirm krnay ka liay hamain yeh critria daikhna chahiay,
- Is main aik row main three candles hoti hain.
- Middle candle side wali candles ka opposite hoti hai, matlb agar side wali candle bullish hai tou middle candle bearish hogi aur agr side wali candle bearish hogi to middle candle bullish hogi.
- Dono sides wali candles ki trading range middle candle ki range sa larger hoti hai, jo in ko middle candle sa taller bnati hai.
- Middle candle small hoti hai jis ki wja sa uski body first aur third candle ka darmian totally engulfed ho jati hai.
- Bullish candlestick Sandwich pattern downtrend main banta hai aur bearish stick sandwich uptrend main show hota hai.
Trading process:
Trading process mein different types hoti hain , eski aik chart representation dekhtay hain.
Bullish market main first candle bulls ka control ko show kar rhi hoti hai, jab keh 2nd candle buying pressure ka decrease honay ko zahir karti hai hai, trade open karny ka liay bullish ki soorat main hamain third candle ka high ka aur bearish ka case main hamain third candle ka low ka break karnay, ka wait karna chahiay, es pattern main strong support ki waja sa reversal ki high probability hoti hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим