Description.
Dear friends forex trading karna asaan nahin Hai kyunki is mein bahut hi risk lena padta hai aur agar aap ko proper indicators ki learning nahin hai to yah aapke liye Kafi dangerous ho sakta hai friends market ko analysis karne ke liye Hamen indicator aur Inki nature ke bare mein Idea Hona chahie aur ab ham Iske bare mein kuch discussion Karenge friends market Mein trend ki strongness ko find karne ke liye ismein kuch aise indicator hote Hain Jo price ka trend badalne se pahle hi Ishara kar dete Hain Misal ke Taur per ine indicators Mein RSI indicator ,stochastic indicators ko Ham leading indicators Kahate Hain yani ke ye indicator Humko bahut hi jaldi market ki price change hone ka Ishara kar dete Hain isase Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain.
Main types of indicators.
Leading indicators.
Dear friends agar leading indicators ke bare mein baat ki Jaaye to in ko kuch is tarha say difine kia ja sakta hea kay leading indicators previous price data and is ki forecast karty hain market ki future price movement aur yea indicators allow karty hai k trader move k start ma he market ma in ho jayn is ka disadvantage ye hai k trader ko us time par anticipate karna hota hai jb ye move start he nahi howa hota.
Lagging indicators
Dear friends lagging indicators,leading indicators ke comparison mein different types of trading strategy provide Karte hean friends Lagging indicator aisy indicator Hain Jin Se Hamen Hamesha profit Milta hai agar Hamen in ko acchi tarike se judge karte hain aur bearish aur bullish Trend ke patterns ko Palan karte hain aur moving average type ke indicators ko follow Karte Hain To Hamen bahut hi Achcha result Milta Hai market se lagging indicators ki movement bahut slow hai but ye indicator Hamen profitable trading provide karty hean.
Conclusion.
Dear friends proof table trading karne ke liye yah bahut important hai ki right time per right indicator ko use kiya jaaye aur indicator ka istemal kaise karna hai means ke leading aur lagging indicators mein kaun sa indicator aapke liye profitable sabit hoga ya aapke experience per hai.

- Leading indicators
- Lagging indicators

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим