Bullish Railway Track Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Railway Track Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Railway Track Candlestick Pattern


    Japanese candlestick pattern baar chart aur line charts pattern ki nisbat ziada aur accurate information deti hai. Ye candles price chart par mukhtalif pattern k bante hen, jiss se analyst apne analysis k mutabiq results hasil karte hen. Candlesticks pattern ko traders analysis main as leading indicators k istemal karte hen, jo low ya high area se trend reversal ka sabab bante hen. Bullish railway track candlestick pattern two days candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jiss main shamil dono candles opposite formate ya trend k hote hen. Ye pattern prices k bottom ya bearish trend main bearish uar bullish candles se mel kar banta hai, jo uptrend ki indications deta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (319).png
Views:	6
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12547314

    Candles Formation


    Prices charts main shamil trend reversal pattern aksar candle ziada opposite direction main hote hen, jo k apne se pehle candle k asarat ko zayel karte hen, issi tarah se bullish railway track candlestick pattern bhi do opposite color k candles par mushtamil hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	IMG_20220722_070520.png
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12547315

    1. First Candle: Bullish railway track candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, ye candle long real body, small body, shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jo k prices k downtrend ya low prices ka ishara deti hai.

    2. Second Candle: Bullish railway track candlestick pattern ki dosri candle pehli candle k opposite yani bullish candle hoti hai, jo k kisi bhi formate main ho sakti hai. Dosri candle ka low price same pehli candle k low price se match hona lazmi hai, jo k candle ka shadow bhi ho sakta hai. Ye candle white ya green color main hoti hai.

    Explanation

    Bullish railway track candlestick pattern ki two days ka aik opposite candles wala bullish trend reversal pattern hai, jis main candles ka low same point ya price par hota hai. Pattern main shamil candles ki real body kisi khas pattern ya shap main hona zarori nahi hai, jo k long real body, small real body, long shadow ya bagher shadow ki bhi ho sakti hai. Ye candles same lower point par banne wale Matching low candlestick pattern ki tarah dekhta hai, jo same bullish trend reversal pattern hai lekin uss main shamil dosri candle bhi same bearish hoti hai. Bullish railway track pattern main candles prices ka double low pattern banati hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (155).jpeg
Views:	5
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12547316

    Trading

    Price chart par jab prices baar baar same price se baar baar reject ho jati hai, ye position support ya resistance level ban jata hai. Bullish railway track pattern main bhi candles same bottom point ko double time touch karti hai, jo k prices k leye aik strong support level ban jata hai. Pattern par trading se pehle pattern ka long timeframes main hona zarori hai. Jab k trend confirmation white candle ka real body main bhi banna chaheye. Pattern k confirmation k leye CCI indicator aur Stochastic oscillator ka istemal karna chaheye, jiss par value oversold zone main hona chaheye, jo k low prices ka indication hoga. Stop Loss pattern k sab se lower side ya dono candles k support level se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (156).jpeg
Views:	4
Size:	45.0 کلوبائٹ
ID:	12547317
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish Railway Track Candlestick Pattern

    Market main successful Trading karna chahty hain to ap ko es main diffrent factor par study karna hoti hai.Pivot point ki discussion bahut zyda Importance hoti hai, kunk technical analysis kay liye pivot point bahut zyda perfect ho sakhta hai. Candlesticks ki help sa ap different important points per identification kar sakhty Hain, For example candlestick ki help sa ap support level, resistance level, Pivot Point jesi important information hasil kar sakhty Hain. Tu a main apko Pivot point sa related kuch aisi information share krna chahti Hun, Jo app Kay liye helpful ho sakti hain.

    DEFINITION OF PIVOT POINT:

    Dear forex members Pivot Point basically aik eisa point hota hai, isko aap central point bhi keh sakhty hain, jis per market depend kar rahi hoti hai. Agar ap pivot point ki basis per apni trading decisions complete karte Hain, to definitely aap bahut hi acchi trading kar sakhty Hain. Pivot Point per aapko market hamesha achi entry provide kar rahi hoti hai, liken iski exact calculation bahut important hai. Pivot point ki identification Kar Kay ap perfect analysis Kar sakhty Hain, tu aapko maximum advantages hasil kr sakhty hain.

    TRADEING TECHNIQUE:

    Dear Jab ap pivotki real body kisi khas pattern ya shap main hona zarori nahi hai, jo k long real body, small real body, long shadow ya bagher shadow ki bhi ho sakti hai. Ye candles same lower point par banne wale Matching low candlestick pattern ki tarah dekhta hai, jo same bullish trend reversal pattern hai lekin uss main shamil dosri candle bhi same bearish hoti hai. Bullish railway track pattern main candles prices ka double low pattern banati hai, jo point per trade laty hain, tu Pivot point ki interpretation ka apko achi tarah idea hona cheye. Jab aap pivot Point ki basis per decision making process complete kar rhy hoty hain, tu ismein aapko selling aur buying confirmation mil rahi hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Bullish Railway Track Candlestick Pattern

      sab se pehlay, aik safaid ( taizi ) candle stuck honi chahiye. dosra, safaid candle stuck ke baad aik siyah ( bearish ) candle stuck honi chahiye jo pehli candle stuck ke neechay khulti hai, aik khalaa banati hai. teesra, doosri candle stuck ki tashkeel ke douran qeemat kabhi bhi khalaa mein nahi brhhni chahiye. is shart ki wajah se, aap ko doosri candle stuck par Shaz o nadir hi aik taap vick miley gi .

      agarchay bearish kukkar patteren ko lambay lambay izafay ke baad honay ki zaroorat nahi hai, lekin yeh baaz auqaat sarmaya karon ke jazbaat mein tabdeeli ke achanak honay par zor deta hai. aap mukhalif shakal bhi dekh satke hain ( aik siyah mom batii jis ke baad aik safaid mom batii hoti hai jo khalaa mein jati hai aur kabhi bhi khalaa mein nahi girty hai ) jisay blush kukkar candle stuck patteren ke naam se jana jata hai .


      Mean

      jab pehli mom batii khulti hai to qeemat ki oopar ki simt hoti hai aur yeh barhti hui harkat din bhar jari rehti hai. taham, aglay din ki candle stick, pichlle din ke khulay par ya is ke qareeb khilnay ke douran, qeemat ko musalsal neechay ki taraf le jati hai. qeemat kabhi bhi pichlle din ki trading range mein nahi barhti hai, jis ki wajah se farq parta hai. simt mein is ahem tabdeeli ki wajah se, aam tor par yeh samjhna mehfooz hai ke doosri candle stuck ki neechay ki taraf harkat kaafi waqt tak jari rahay gi .

      bearish kukkar aksar aik chonka dainay walay khabar ke baad zahir hotay hain jo market ke auqaat se pehlay ya baad mein sarmaya car ke jazbaat mein achanak tabdeeli ka sabab bantaa hai. yeh is waqt sab se ziyada mutaliqa hota hai jab yeh ziyada farokht shuda ya ziyada khareeday hue ilaqay mein bantaa hai, lekin ilaqay ya rujhan se qata nazar, candle sticks ke darmiyan farq aik mazboot aur bamani tabdeeli ko zahir karta hai. farokht ka dabao bhi bohat ziyada hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X