Supply and Demand zones in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply and Demand zones in Forex.
    Assalamu alaikum dear Pakistan Forex forum members dear forex market mein jo log kam kar rahe hote hain vah ismein mehnat karte Hain Jo log achcha profit le rahe hote Hain uske behan unki mehnat hoti hai aur Unka hard work hota hai forex market ko samajhne ke liye time lagta hai vah is market Mein kamyab hone ke liye aapko Kafi jyada mehnat karna hoti hai aap is market Mein jitni jyada mehnat karenge aur market ko jitna jyada time denge isase aapko itni hi jyada kamyabi milegi aur aap is market se itna jyada fayda Le sakte hain isliye is market ko samjhe aur apna experience hasil karen to aapko fayda hoga dear main aaj aapke sath supply and demand zones ke bare mein apna knowledge aur experience share karta hun.

    WHAT IS SUPPLY AND DEMAND ZONE: Forex trading main jab koi currency pair resistance zone par pohnchta hai to usy selling zone kehty hain kun kay wahan say market overbought conditions say reversal ke jaanib aati hai. Aur sellers selling options ko consider karte hain ya apni long positions ko close karte hain. Essi tarha jab market down aati hai to strong support par market main buyers entry lety hain. Oversold conditions main buy ke entry zaida moasar saabit hoti hai. Ye dono cheezin jab market main hoti hain to selling zone ko supply zone aur buying zone ko demand zone bhe kaha jaata hai.
    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	40
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12547273

    SUPPLY AND DEMAND ZONE EXPLANATION: Supply and demand zones forex market main generally traders ko perception hasil karny main sood mand saabitt hoty hain. Supply and demand zones support aur resistance kay barakas aik larger area cover karte hain. Jiss say aapko bhetar andaza ho sakta hain. Jab kay support aur resistance zones ko lines ke soorat main lagaya ya mark kiya jaata hai jab kay demand and supply ko aik bary area main mark kiya jaata hai. Jesa kay aap neechy de huii tasveer main dekh sakty hain kay market main supply and demand zones kahan hain. Aur market waahan sy kesy reversal bana rahe hai. Jesy he market demand zone main jaati hai to market main buyers ke sharp movement dekhny ko milte hai aur esi tarha jab supply zone main jaatee hai to sellers in control nazar aaty hain.

    SUPPLY AND DEMAND Zoned FOR TRADING: Supply aur demand zones main trading karne kay liey 3 cheezon ko lazmin zehan-nasheen karnaa chaheyy.

    i). Supply aur demand zone ke shanakht kay liey bary time frame ko istemaal karin Bary time frame main traders ko bhetar pata chal sakta hai kay kahan sy market sharply bounce kar rahi hai aur kahan sy supply aur demand levels create ho rahy hain.

    ii). Jab aap supply aur demand kay levels ko identify kar lain to us kay baad ye observe karin kay market kinn kinn areas say bounce back kar rahi hai jesa kay aap neechy dee hui picture main bhe dekh sakte hain.

    iii). Support aur resistance levels ko dekhny kay liey jin indicators ka aap istemaal karte hain unn say bhe aap supply aur demand levels ko dekh sakty hain ya phir aap fibonacci levels kay iste say bhe supply aur demand zone ke nishaan dehi kar saktey hainn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Supply and Demand zones in Forex.

    Forex mein Demand & Supply se kiya murad hey?

    Forex business mein Demand & Supply ka name to suna hoga aap sab ney is se kiya murad hey isko apne asaan alfaaz mein bayan karen.

    SUPPLY:

    Supply ko economic theory price aur quantity ka relation hota hay quantity ki supply agar zeyda ho gi to price be increase ho sakti hai. supply relationship hamesha upward ko show karta hay, higher supplied quantity se hi market price higher ho jati hay question poucha ha mary khayal jibb loss apply hogi to ap kam sy kam ibveinvest kro kau ky is soorat ma ap sub logo ko buot hi kam profit milta ha or jib ap ky high apply ho to is sy ap zayada investment sy zayada profit hasil kr skty ho demand or supply par depend hoti hai jis trah hum es bat ko hum talab or rasad k sam se bat kar sty hai.

    Demand:-


    Demand buyers ko kitny quantity ki produced ya service ki desire (khuwaish) hoti hay ye economic market key supply graph se es ki identification ki ja sakti hai. demand main har consumer achi price par hasil kar sakta hai demand and supply bohat effect hota hai market par agar supply zeyada ho jaye to price me kami ajati hai bcz wo cheez market me zeyada ho jati hai is liye us ki price kam ho jati hai ta k market stable ho saky.aur is tarha hi jab kisi cheez ki demand barh jaye to to us ki price brha di jati hai tay ky us ko demand kam ho jaye or us ki halat market me stable ho jaye.
    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	40
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12411141

    اب آن لائن

    Working...
    X