Technical analysts is baat ki explaine kartay hain k Morning start aik 3 canldes ka pattern hai jo price ko bullish sighn karta hai. Jab chart pay aik pattern down trend main movements kar raha hota hai aur price bullish start laina chahty hai tab chart pay Morning start pattern appear hota hai usk baad price bullish movements start kar daity hai. Yeh is baat ki sighn hoty hai k price ka previous pattern finised ho chuka hai aur price new trend, aur pattern ko start kar rahi hai. Experts, seniors traders ki ayes is baat ko follow kartay huway trading kar rahi hoty hain k kab chart pay Morning start pattern appear ho, jaisay he aisa possible hota hai traders is baat ko confirm karnay k liye aur bhi technical indicators ka use kartay huwya market main entr ho jatay hain.
What Does a Morning Star Tell You:
Morning Star aik merely a visual chart pattern hai jisko methamatical calculations ki koi required nai hai. Low point say three candles ka yeh chart Morning start candlestick pattern kehlta hai. Yeh jab chart pay appear hota hai to iski wazahat aur confirmations last bullish candle say possible hoty hai.
Agar price kisi support zone k kareeb hai, ya chart pay moving averages prices ko oversold show kar rahi hai tab agar chart pay morning start chart pattern appear hota hai aur sath dusray technical indicators is ki confirmations kartay hain to traders achi management k sath earning ko possible bana saktay hain.
Neechay aap is image say Morning start ka chart daikh saktay hain.
Example of How to Trade a Morning Star:
Chart pay trading kartay huway agar dusray technical indicators is baat ko confirm kartay hain k trend change honay wala hai aur tab yeh pattern appear hota hai to trading aur bhi ziayda easy ban jaty hai aur aisi trades say profit hasil karna possible hota hai. Is baat ki confirmation hasil karna aur bhi ziada significent ho jata hai k trend ki directions kis hisab say hai.
Jab Morning start candlestich chart pattern third session main entr hota hai to traders currencies main bullish entries k sath enter hona start ho jatay hain, aur tab tak us pair main trading kartay rehtay hain jab tak price main koi dusra indicator reversal ka sighn nai daita hai.
Shukrya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим