INTRODUCTION
Forex trading mein kuch patterns ka follow karna bahut ziada important hota hai, en men sa aik hai bullish meeting line pattern. Agar hm es pattern ko trading mein apply karna chahte hain to hamen isko understand karna hoga aur understanding ka liay es pattern ko sab sasa pehlay define kartay hain.
Definition:
"Bullish meeting line aik bullish reversal pattern hai, yeh downtrend mein happen hota hai, es pattern mein :
1st candle black hoti hai, jo keh ongoing downtrend sa correlate karti hai.
2nd candle aik new low per open hoti hai, per previous day ki closing per close hoti hai."
Important points:
Trend ka Japanese name: deaisen .Forecast : Bullish reversal hai.
Es pattern sa prior downtrend hota hai.
Es ka opposite pattern bearish meeting line pattern hota hai. Eska opposite pattern dekhnay ka liay aik picture sa help lay saktay hain:
Umeed hai es picture sa apko pattern ka opposite pattern ki samjh a gai hogi , per as it is pattern ko understand karnay ka liay yeh picture apko thori si unclear hogi . Per mazeed explanation mein ja kar apko es trend ki picture ki understanding ho jay gi.
Bullish meeting line pattern ki construction:
Confirmation:
Bullish meeting pattern ko agar dekha jay to yeh , In neck bearish continuation pattern sa similarity show karta hai. Per jo main difference hai wo 2nd line body ki length per depend karta hai, In neck pattern mein 2nd candle ki body shorter hoti hai. Esko aik picture sa understand kartay hain:
Es picture mein bullish meeting line ki occurrence , 1st line ki long black candle ka sath hoti hai, jo keh resistance zone form karti hai. Aik black candle jo keh pattern ko follow kartay huay downtrend ka breakout ki aik failed attempt hoti hai. Es ka result mein resistance zone stronger ho jata hai aur bears control retake kar letay hain.
Brief explanation:
Yeh pattern decline mein occur hota hai. Pehli stick black aur long hoti hai. Per next day yeh sharply open hoti hai jis sa bears positive direction mein show hotay hain. Pher bulls counterstrike kartay hain jis sa prices up jati hain aur pher prior close ka sath aik close ko approach krti hain . Downtrend breached ho jata hai.Es pattern ko understand karnay ka liay aik picture dekhtay hain:
Bullish meeting line ki candles show ki gai hain , es mein up 56 percent hai aur down 44 percent hai, black aur white dono candles dekhain , es mein common rank H+ aur efficiency B- hai. Umeed hai es explanation aur picture sa apko trend ki achay sa understanding mili hogi.
Note:
Bullish meeting line pattern , bullish piercing pattern sa comparable hai. Bullish piercing line pattern aik more significant bottom reversal hota hai. Day 3 ko , reversal ki confirmation zaroori hai, aik white stick sa aik large gap up ya higher close sa.
Trading mein use:

- Pehli candle ki properties ; pehli candle downtrend hoti hai, es candle ki body black hoti hai, aur yeh aik long line ki tarah appear hoti hai.
- Dosri candle ki properties; yeh white body candle hoti hai aur closing price , previous closing price ka equal hoti hai.
- Dono candles same level per close hoti hain.
Confirmation:
Bullish meeting pattern ko agar dekha jay to yeh , In neck bearish continuation pattern sa similarity show karta hai. Per jo main difference hai wo 2nd line body ki length per depend karta hai, In neck pattern mein 2nd candle ki body shorter hoti hai. Esko aik picture sa understand kartay hain:
Es picture mein bullish meeting line ki occurrence , 1st line ki long black candle ka sath hoti hai, jo keh resistance zone form karti hai. Aik black candle jo keh pattern ko follow kartay huay downtrend ka breakout ki aik failed attempt hoti hai. Es ka result mein resistance zone stronger ho jata hai aur bears control retake kar letay hain.
Brief explanation:
Yeh pattern decline mein occur hota hai. Pehli stick black aur long hoti hai. Per next day yeh sharply open hoti hai jis sa bears positive direction mein show hotay hain. Pher bulls counterstrike kartay hain jis sa prices up jati hain aur pher prior close ka sath aik close ko approach krti hain . Downtrend breached ho jata hai.Es pattern ko understand karnay ka liay aik picture dekhtay hain:
Bullish meeting line ki candles show ki gai hain , es mein up 56 percent hai aur down 44 percent hai, black aur white dono candles dekhain , es mein common rank H+ aur efficiency B- hai. Umeed hai es explanation aur picture sa apko trend ki achay sa understanding mili hogi.
Note:
Bullish meeting line pattern , bullish piercing pattern sa comparable hai. Bullish piercing line pattern aik more significant bottom reversal hota hai. Day 3 ko , reversal ki confirmation zaroori hai, aik white stick sa aik large gap up ya higher close sa.
Trading mein use:
- Trading mein application bahut ziada important hai, us ka liay identification ka bad hi hm esko apply kar ka benefit gain kar saktay hain .
- sab sa pehlay oper diay gay way sa esko market mein chart per find out karen , q keh forex ki trading mein agar hm profitable trading carry karna chahte hain to eski paracticl application bahut ziada important hai.
- bullish meeting line pattern mein agr prices k downtrend yha lower mein ho to yhe hamary leay trading mein signal buy ka hota hay.
- Is tarah agr hum is py trade kr rhy hain to oss ky liye prices ka lower mein hona zroori hay aor us ky sath trend ki confirmation bht important hay.
- aur agr ham chety hain ky ham trading mein kmyab ho to os ky leay hmein chaey ky ham stop loss aur take profit ka zroor estemal kren tab hi hm es mein kmyab ho skhty hain so es sy hamara account bi safe rahy ga aur account bhi meintain rahy ga.
- Es tarah hmein acha profit mily ga or hmary account ki safety bhi rahy gi.
- Aur hm best treader bhi bn jaein gy.or jb him achy or best trader bn jaein to fore x trading sey zada koi busness profitable nahe hai.
- Umeed hai apko es pattern ko complete information mil chuki hai aur apko understanding mil gai hogi.
- agr mazeed koi issue ho ya koi cheez apko lagay unclear hai to dear members ap poch saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим