Trend hai kiya?
Sadaa alfaaz mein forex market mein trend kise bhe currency ke lagataar value kam ya zaidaa honey ka naam heay. Trend ka matlab hai keay jab aek baar kise bh pair kee price kam hote ha to ussi simmtt mein lagatar aahista aahista km ho jaati hae aurjab zaida hotee hai to lagatart eseay zaida hoti rehti hay. Yeh aik aisea baat heay aur yehi wajha heay keay traders koo har time aise cheezin dekhni chahey jin seay wo zaida trades maein kamyaab ho. Our inn cheezoon maein seay aik cheez trend hay. Trend keay sath trade keseay karna heay ye seekhna intehaai zaroori hay. Agar aaap ne koi strategey bnaai heay aur us strategey maein koi imperfections hein to trend us koo cover kar sakta hay. For example. market downtrend maein aur aappnay trend identify karney keay baad agar trade trend maein laga de aur market aappkeay against chali jaati hay. Lekin wo trade aappkeay liey khatry ka baais ess liey nahi hae kun keay eventually market trend ke simt maein aay ge aur aapptrade seay ba-asaani nikal sakte haein.
Trend ke shanakt kesy ke jaaey?
Aggar aaap ney trend koo determine karna hae pehly aap ne gisss currency pair kaa trend find karna heay uss ka chart jo kam az kam 100 seay 200 candles perr mushtamil ho. nikaalin aur uss sey price ke simt ka taaiyun karin. Aur aappdekhin gey keay market up trend maein heay yaa downtrend maein.
Agar trend up hae to wo ess cheez koo dekh keay confirm kiya jaa sakta heay keay aapko chart pe higher highs our higher lows dekhney koo miltey haein. Jesa keay neechy dee gai tasveer maein aappvalid up trend dekh sakty haein. Giss maein aglaa high pichley high seay higher heay aur aglaa low pichly low seay higer hay.
Jaissa key aapkoo bhe maloom heay keay har trend kaa end lazmi jota heay our trend tabdeel hota hay. Jab uptrend downtrend maein tabdeel hota heay to chart perr aapko lower highs aur lower lows dekhny koo milty haein. Neechy diey gey chart maein aappdekh sakte hein keay lower highs our lower lows clearly downtrend ke nishaan dehi kar rahy haein.
Trendlines ka estemaal
Trend koo identify katna aur bhe easeay ho jaata heay agar hum trendlines ka istemaal karte haein. Trendlines seay ye asaani seay pata chal jaata heay keay market kahan seay bounce kary ge ya support our resistance koo torr kar market ke direction koo change kare ge. Agar trend upward chal raha heay yo aappmultiple lows koo connect kar keay trend line khench sakty hein downtrend market maein aappmultiple highs koo connect kar keay trendline laga sakty haein.
Neechy diey huy chart maein clear uptrend dekh sakty hein our our higer lows koo connect kar ka trend line lagai gai hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим