Trendline Hamari trading ka ek aham taree hisa hoti hai aur takariban sabhi trader trendline ko as a evidence use karte hain laikn bahut sare traders aisy Hain jinhen trendline ko istemal karne ka Sahi tarika tak Nahin pata. Main aapko bataunga ki trendline kya hoti hai aur ise kis Tarah istemal karte Hain.
Multiple Trendlines
Hamari daily ki trading me Aam toar par 1 trendline Kafi hoti hai lekin baz uqat hamein multiple trendline bhi use karna padati hain jis me her 1 trendline different time frame me price change ko represent krti hai. Humain ye bat yad rakhni chahye k 1 vartical trendline ziada der tak price ko hold Nahin Rakh sakti isliye Shallower trendline ziada reliable aur hoti hn aur ziada der tk hold ho sakti hn. Several time frames me trendline lagana traders ko Trend identify karne mein madad Karti Hain, Choty trend aur corrections ko identify krny me bhi help krti hn.
Adjustment of trendlines
Aik extendeTime frame mein prices hamesha change hoti rahti Hain isliye trendlines me adjustment aur modification bhi bht ziada zaroori hai. Trader ko hamesha price par nazar rakhni chahye k kahan par prices trendline ko break kr rhi hn aur kahan par trend line me adjustment ki zaroot hai.Aik bat hamesha yad rakhni chahye k trendline me adjustment me ye matlb nahi hota k trend change ho gaya hai.
Always use Trendline As A Guide
Ap janty hn k Trendline mein hamesha adjustment hoti rahti hai to yah ek imperfect indicator hai aap 100% is per relay nahin kar sakte balky aap isy as a guide use kar sakte hain. Isliye apko trade mein enter hony aur exit hone ke liye mazeed criteria mein jaane ki zarurat hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим