new trader ko forex trading thori investment se start krni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    yes dear i think that you shoudl start forex trade from the real investment i think that you shoudl start forex trade from the bonus amount an di think that the bonus trade is the ebst for all of the new trader sna i think that we all have to eba lot foexpert in forex trade so that w ell cna gain much mkore moey form forex
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Jee bilkul sahi hai yeh k agar ap bilkul hi wakif nahi to is market investment se pehle learning kro or iske bad small investment se shoro ko 10 usd 15 ya maximum 100 usd is se profit to ziada nahi hoga lekin confidence zaror gain hoga.
      • #138 Collapse

        bhai mere agar ap bari amount sy b start kar lo tw koi faraq nai parta agar ap ko confidence hy kay ap kay pas itny skills haien kay ap kar sakty haien tw phr bari amount sy hi jana chahiay or han agar ap ko itna yaqeen nahin kay abi ap ko zayada experience nai hy tw ohr yehi behtr hy kay thori amount invest karien takay agr loss b ho jay tw zayada faraq na pary
        • #139 Collapse

          you are rite 1st time hamari amount jitni kam hogi hum utna he acha experience gain kar skty hen or agr loss bhi hona huwa to itna nhi hoga so amount jitni kam ho Good hy hamary lye he
          • #140 Collapse

            G han yeh sahi kaha hai ap ny agr new trader is sbusiness ko ziyada investent sy start krty hai to unn ko iss main loss bhi ho sakta hai aur yeh boht ziyaad hoga iss liye thora amount boht hai unn k liye .
            • #141 Collapse

              ge brother aap thek keh rahe ho new trader ziada tar loose he karte hai is liye start mai thori amount se karni chaye q ke agar ziada investment ho ge to wo be loose ho jai ge jo ke nakable barddasht hota hai i liye jitna loss bear kar sakte ho utne se he start lena chaye.
              • #142 Collapse

                koi mbhi bussiness jo admi start kary us mein kam investment karna hi aqalmandi hai,phir jesy jesy experience bharhta jay investment bharaha deni chaiye aur forex mein start mein zyada investment karana bawakoofi hai mery nazdeek.
                • #143 Collapse

                  Investmint ke kam ya ziyada hone se koi farq nhi parta lekin beginner ko order chote chote lagana chahiey maximum 0.01 ya 0.02 ta ke market ap ke againts kitni hi revers Q na ho jae ap ka account balance khatam hone se mehfooz rahe ga
                  • #144 Collapse

                    han g sir g aap ne bilkul sahi kaha new trader ko thori thori trading karni chaiye one of the most iportnnt thing k investment b wo choti rakhey warna banda lalach mein ajata hai or galat kaam kar jata hai wo investment b chali jaati hai or kuch nahi bachta
                    • #145 Collapse

                      iss say hamk ois mai nboaheth fida ahsil ho gia is sliye forex main boaheteh e eanring hai is sliye forex best hai.jab ap is ko achi tarha kareen gatrading ka pressure to hota ha lakin hmain presser main nhi ana chahe hmain apny kam main dhyan dana chahiye.
                      • #146 Collapse

                        Main ne abhi tk trading start nai ki hai lekin itna andaza zaror hai k new trader ko kam se kam profit se trading start krni chahiye q k starting hoti hai is liye itna experience nai hota jis ki waja se loss ho sakta hai .
                        • #147 Collapse

                          mera manna hay k new trader koo chayee kaa woo demo account paar practices karey aur jab tak uss kay order demo account mey profit naa karey tuo woo real account mey naa aayee aur phir tooree investment sey start leey....
                          • #148 Collapse

                            new traders ko Forex trading ko phelay seekhna chahiye hai aur phr unko forex trading main investment karni chahiye hai agar wo forex trading seekh gaye hai tou wo big amount bhi invest kar saktay hai.
                            • #149 Collapse

                              Asalam O Alaikum..bro apne bilkul theek kaha k ager koi new comer hai or use knowledge hai to thori investment se bhi wo acha profit earn kar le ga or agar usey knowledge hi nahi to wo ziada invest kar k bhi loss hi karwaye ga apna
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Jee haan aap ne bilkul sahi kaha aur bohat sey new traders ye ghalti bohat kartay hain kay capital ki amount bohat zada rakhtay hain jabkay unhain trading nahi aati hoti iss liye unhhain chaiye kay shuru main capital kam rakhain takay loss bhi kaam hoo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X