Complete Information about Zone and its Formation in forex .......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Complete Information about Zone and its Formation in forex .......
    Definition.

    Dear Friends Zone basically aik eisa area hota hai, jo kay support level aur resistance level per hota hai. Is area ko aap aik specific colour main prescribed kar sakhty hain. Jab market is area ko touch krti hai aur is kay ander ander aapko kei reversal candlestick pattern show karti hai, tu us time per ap na enter ho kay profit hasil karna hota hai. Zone area ko aap 2 vertical line main identify kar kay isko coloured kar sakhty hain.



    Explain Zone Formation.
    Friends Jab aap zone ki formation ko learn krty hain, tu aapko support level aur resistance level per is area ki formation ko dekhna hota hai. Jab market support level aur resistance level per aik specific area ko break nahin kar sakhti hai, tu us area ko aap identify kar kay zone ki creation kar sakhty hain. Jab aap 2 different points per line ko set kar laty hain, or en lines ka gap bahut zyda bhi nahin hona cheye.



    Trading Method at Zone.

    Dear Friends Forex trading mein jab aap zone area per trade krty hain, tu is main aapko hamesha maximum advantages hasil krny kay liye aapko zone trade krny ko learn kar sakhty hain. Kunk jab aap zone ki proper identification kar laty hain, tu us point per aapko bahut achi entry mil sakhti hai. Zone ko aap na achi tarah trade krny kay liye utilised kar sakhty hain aur Forex trading mein jb ap zone area pr trade krty hain, to es main ap ko hmesha maximum advantages hasil krny k liye ap ko zone trade krny ko learn kr sakty hain. Kun k jb ap zone ke proper identification kr lty hain, to us point pr ap ko bahut achi entry mil sakti hy. Zone ko ap ny achi trah trade krny k liye utilised kr sakty hain.


اب آن لائن

Working...
X