AOA

INTRODUCTION

Friends kya haal hai aapki ummid karta hun aap khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe mahfuj rahe hain aur apne business per focus rakhen kyunki forex trading market complicated Hai har lamha price badalti hain aap profit se Los mein aane mein koi time Nahin lagta hai isliye Apne business per focus Karen hard work karte Rahe Hain aaj is topic per main aapse Apne knowledge share karna chahta hun vah Hai Rickshaw man candlestick pattern ise Ham kaise trade laga sakte hain aur kis Tarah Ham isko trading chart mein find out karte hain yah sab baten Ham discuss karte hain ummid hai aapko Pasand aaegi aur aapka knowledge bhi improve hoga

RICKSHAW MAN CANDLESTICK PATTERN

Single candles pattern jismein buyers aur sellers ka market mein control aksar barabar rahata Hai ek natural candle tasawar ki jaati Hai rickshaw man candle bhi market mein buyers aur seller ka yaksan hone per wajood mein aati Hai rickshaw candle ke upar aur niche ek lamba shadow hota jiske darmiyan mein ek line se rail body hoti hai jismein price ka upar aur close same hote hain yah ek natural candle somwar hoti hai jo ki ek strong trend ke down trend reversal ka signal deti HAI rickshaw man candle ky oper or beachy shadow aik to size main equal hony chahie aur dusra yah length mein lamba hona chahie kyunki short open per yah doji Star candle Ban sakti hai

CANDLES FORMATION

Rickshaw man candle price ke top per bottom donon mein Ban sakta hai side way market mein yah candle ek netural candle hoti hai jo ki price ke jyadatar maujuda trend mein continuous ka Sabha banti hai price chart main rickshaw man candle ki information niche aapko ek image mein dikhata hun Taki aapko ache trah samajh Aaye

RICKSHAW MAN CANDLE STICK

Risk shaw man candle chart pattern per aksar market mein candle real body ek black line se najar aati Hai jiske upar aur niche ek lamba shadow hota Hai yah candle bagair real body ke hoti hai jismein price ka open aur close seme point per hota hai yah candle bullish aur bearish donon Tarah se market ki position ke mutabik apne situation tabel karti hai

EXPLANATION

Rickshaw men candle ek single do ji candle Hai jismein price din ke aghaz mein pahli ek side per move karne ke bad apna trend tabdil Karke dusri direction per move karna Shuru karti hai Lekin din ke end per yah price same point per Band ho jaati Hai price chart per buyers aur salary market mein sem quat mein hote hain jisse price ek timeframe ke dauran upar aur niche jaane ke bad wapas Apne aghaz wali position per aakar close ho jaati Hai yah ek Baghar real body wali small real body wali candle hoti hai jo ki trend ke mutabik apni position tabdil Karti Hai yah candle price ke top ya bottom per strong reversal ka sabab banti hai

TRADING

Rickshaw man candle sideway market mein ya newly breakout trend mein trend continuation ka kam karti hai jab ke price ke top ya bottom mein yah candle aksar trend reversal ka kam karti hai yah candle price ke bottom mein bullish trend reversal aur price ke top per bearish trend reversal pattern ka kam karti hai candle ke bad trend ki confirmation ka candle ka hona jaruri hai jo ki real body mein hona chahie yah single candle pattern hone ki vajah se trend ki confirmation CCI indicator ya stochastic oscillator ki ja sakti hai stop loss candle ke sabse top per ya bottom se trend reversal ke mutabi 2 pipe below ya above set Kiya ja sakta hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим