AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hain aapke ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfuj rahe hain forex trading mein acchi trade karte hue achcha profit hasil karte Rahe forex trading main kam karne ke liye isko knowledge ko hona bahut jaruri hai experience ka hona bahut jaruri hai aur sabse important baat hai pattern ki ke pattern ke bagair trading uncomplete hoti hai aur isliye aaj se hamen pattern ko samajhna behad jaruri hai jab tak Ham patterns aur ismein banne wali candles ke bare mein information Nahin rakhenge To Ham behtar trading nahin kar sakte isliye aaj topic hai pipe top and pipe bottom candlestick pattern Ham trading chart mein dekhte Hain To hamen kis Tarah trade Karni chahie aur apne trade ko profit table kaise banaa sakte hain aur jab yah trend bante Hain To Ham usko dekh kar kya samajhte hain yah tamam knowledge ki baten main aapke sath share karna chahta hun ummid hai aapko Pasand aaega aur aapke knowledge mein bhi improvement ho G
WHAT IS PIPE TOP PATTERN
Yah ek bearish reversal pattern hai aur yah bullish candle ke and mein banta hai iske bad market mein trend revers ho jata hai aur market bearish hoti hai isiliye is pattern mein hamen acchi sel entry mil jaati Hai
HOW TO WORK
Is pattern mein ek bullish candle Is Tarah close hoti hai ki uske upar Shadow Nahin hota ya mamuli sa shehd hota hai aur upar complete body Hoti Hai jab ke iske bad ek bearish candle banti hai aur yah candle bullish candle ki 70% body ke equal Hoti Hai is bearish candle ke upar bhi Koi Shadow Nahin hota agar ho to mamuli sa hota Hai israe bearish candle or aik bullish milkar top banati Hai jisko pipe top kaha jata hai
HOW TO TRADE
Is pattern mein second bearish candle ke close hone ke bad Ham sel ki trade Le sakte hain aur ismein hamara stop loss pipe top ke upar hota hai jabki profit target next support hoti hai
WHAT IS PIPE BOTTOM CANDLE STICK PATTERN
Ek bullish reversal pattern hai aur yah Bearish candle ke and mein banta Hai ismein pahle ek bullish candle isra ki close hoti hai ki uske niche Shadow ya to bilkul Nahin hota ya bahut mamuli hota hai aur iske bad next candle bullish banti hai aur iske niche bhi Shadow na hone ke barabar hota Hai Is Tarah bullish candle milkar bottom banati Hain jisko kaha jata hai pipe bottom candle stick pattern
HOW TO TRADE
Ismein bhi 2 bearish candle ke close hone ke bad ismein Ham buy ki trade lete hain aur hamara stop loss buttom se niche hota Hai jab ke profit target next resistance tak hota Hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим