forex me first month ki trading me bohat km log profit gain krte hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g is men koi shak nahi k shuru men bht kam looog gain akrty hen profi kiun k un pas expeince nahi hota ur wo demo account pe kam bht kam karty hen men kahoon ga agar k wo demo account pe kaa kren ht aur phir real account pe aen to wo bht kama skty hen aur aek achey business man ban skty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      dear brather first men humain itna knowledge nahi hota our experience bhi kam hota hai laikin koi baat nahi ahista ahista profit mile ga ager app ke pass is business men experience hai to app aick successfull traders bhi ban sakte hain
      • #63 Collapse

        main nay jab start kia tha to main nay demo practice kay baad start kia tha to first month ki trading main he mujy profit hua tha.main nay wo withdraw kar lia or phir kush loss hua lekin main loss ko recover kar kay again earning ki.
        • #64 Collapse

          yes i m agree with you, bohat se logon ko apne first month ki trading mai loss hota hai i think so isliye kiun ke woh new trader hote hin unke expressions bohat hote hain apni trading ke hawale se ke hamara first profit ayega, ya phr isliye ke woh bohat ziada jaldbazi dikhate hain aur without planing aur market ko analyiz kiye bagir trade open karte hain isliye unhain loss hojata hai
          • #65 Collapse

            haan ji ap bilkul sahe khe ra hain jo b new ata ha forex me wo zaida ter lose he krtay hain ku k unk pass zaida experince ny hota or new hotay hain zaida ter jald bazi kr jatay hain is liye wo lose kr jatay hain jb apk pass zaida information ho gi tu ap ko lose ny ho ga apko trading k baray me zaida se zaida knowledge hasil krne ki koshish krni chiye.
            • #66 Collapse

              jee haan orr tkreban Sabhi succesful Traders k eek baar Account zaroor blow huye hotay hain Wo Alag baat hai K Wo Chupatay hain... Account blow honay K baad he Asal imtehaan Shoro hotaa hai...Tab Agar Ap nay apni ghalti ko pakar Kar theek KAr liyaa Tou Aap yakeenaan forex Ko money machine Sabit Kar Saktay hain
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #67 Collapse

                yes brother app ny theek bola ha jo b log first time trading karty han wo achi trading nehy kar sakty or ager wo log Pratic karty han demo account par wo trading kar skty han
                • #68 Collapse

                  bhai pehlay mahinay main to her kisi ko koi khas experience nahi hota he kisi ko kam hi hota hay isi waja say ham aksar pahlay mahinay apna loss ker bethty hen.
                  • #69 Collapse

                    Dear sir g han forex me first month ki trading me log bohat kam profit gain karte hain kyun ka is main experience kafi maine rakhta ha jis ka jitna ziada experience hota ha who utnay ziada profit kamata ha.
                    • #70 Collapse

                      ap na theak kaha pehly month log boht kam profit kamaty hn shayed log new new hoty hn or darty hn k shayed un ko loss na ho jaaey isi leay wo full care full hoty hn k kahen loss na ho jaey to risk kam sa kam lety hn
                       
                      • #71 Collapse

                        Pehli bar mein loss hone ki waj ab yahi hogi k apne demo account mein forex trading ki sahi se practice nahi ki hogi forex k bary mein sahi se knowledge hasil nahi ki hogi or jab loss hojata he nuksan hojata he to ghalati se insan ko sabaq mil jata he jo aik achi cheez hoti he ghalati se sabaq hasil karna
                        • #72 Collapse

                          brother maine to abi koi trade nahi lagai aur mera 1st month hai next month pata lage ga dua karna ke ma next month kamyab ho jaon mere khyal se first month mai loss is waja se hota hai q k aap market mai new hote hai aur ap ko market ka thek tarha se pata nahi hota phir jaise jaise aap trading karte jate hai aap ka expereicne ho jata hai aur aap ki earning be achi ho jati hai bad ma.
                          • #73 Collapse

                            yes my dear friend apne theek kaha hy mj b kam se kam 200 hundred doller ka loss ho chuka hy jb ma ne start kya tha but ma ne hemat nhi hari aur ma ab is ko proper learn kar rhaa hun aur phr jb complete kar lo ga to ma phr is ma kam karwn ga aur market se profit ko gain karn ga aur apna loss ko recover karwn ga
                            • #74 Collapse

                              dear friend is baat say may ap say agree nahee kerta hu q kay jaha thak mara khayl hay ist mnth may log zyada kamatay hain q kay wo pahlay moth bohat zyada soch say tradding kerta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Es mein aisi preshani wali baat nhi hai kabhi bhe yak dam to koi rato rat ameer nhi ho jata practice k sath sath profit bhe increase hota rehta hai bus loss karny wali koi harkat na karayn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X