Head and Shoulder pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Head and Shoulder pattern
    Introduction

    Assalamu Alaikum dear members with karta hoon aap sab khairiyat se Honge aur Forex Mein acchi kar rahe Honge. Aaj ka Mera Sawal bahut hi important
    hai aapko information aur knowledge provide Karega aaj ka Mera Sawal hai ki Forex trading ke andar Head and Shoulder candlestick pattern kiya hota hy. Ap is ko kasy used kr kay ap kasy profit gain kar sakhty hy.

    Head and Shoulder

    sir aur kaandhon ka patteren aik chart ki tashkeel hai jo teen chotyon ke sath aik bunyadi line ke tor par zahir hota hai, jahan bahar ke do oonchai mein qareeb hotay hain aur darmiyan mein sab se ziyada hota hai. takneeki tajzia mein, sir aur kaandhon ka patteren aik makhsoos chart ki tashkeel ko bayan karta hai jo taizi se mandi ke rujhan ke ulat jane ki paish goi karta hai .

    Click image for larger version

Name:	download (58).jpeg
Views:	32
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12540462

    Key features of head and shoulder

    sir aur kaandhon ka patteren teen chotyon ke chart patteren ke sath aik takneeki isharay hai, jahan bairooni do oonchai mein qareeb hain aur darmiyani sab se ziyada hai. aik sir aur kaandhon ka patteren — jisay sab se ziyada qabil aetmaad rujhan ke ulat patteren mein se aik samjha jata hai — aik chart ki tashkeel hai jo paish goi karti hai.

    Working of head and shoulder pattern

    sir aur kaandhon ka patteren is waqt bantaa hai jab stock ki qeemat urooj par pahonch jati hai aur is ke nateejay mein pehlay ki oopar ki bunyaad par wapas gir jati hai. is ke baad, qeemat Sabiqa ​​chotti se barh kar" naak" banti hai aur phir asal bunyaad par wapas aa jati hai. aakhir mein, stock ki qeemat dobarah barh jati hai, lekin chart patteren ki bunyaad ya gardan ki lakeer par aik baar phir girnay se pehlay tashkeel ki pehli, ibtidayi chouti ki satah tak .

    Click image for larger version

Name:	download (59).jpeg
Views:	32
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12540463
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Head and Shoulder pattern

    Definition Head And Shoulder Chart Pattern:-

    Forex trading mai kam kar sakte hain dear chat mein bahut jyada different patterns bante hain jin per aap trading karke achcha profit hasil kar sakte hain diya jis tarah aapane head and shoulder pattern ke bare mein knowledge hasil karne ki koshish ki hai dear ham dekhte hain ki forex trading mein ek pattern head and shoulder pattern bahut hi famous pattern hota hai jo ki market ke a movement ke mutabik ban raha hota hai aur different candlesticks se ban raha hota hai jis per aap trade kar sakte hai.

    Click image for larger version

Name:	230164ee2327bb82f6b01b143cd530b1.jpg
Views:	1
Size:	20.9 کلوبائٹ
ID:	12404323


    head and shoulder chart pattern ki formation:-


    Forex trading mai Head and Shoulder chart pattern kuch is tarah se banti hai k is me chart pehle bullish movement karta hai us k bad market ki price down ho jati hai lekin ye price wapis upward move karti hai, aur jab ye upward jati hai to ye pehle wali unchaye se bari peak banati hai aur dobara wapis ye down ward move karti hai. Kuch downward movement k bad market ki price wapis upward jati hai lekin pehle wali peak ko cross nahi karti hai bulke 1st peak jo bani hoti hai us tak hoti hai. Is k bad market ki confirm down trend pakka ho jata hai aur ye chart pattern bearish movement ki taraf ishara deti hai. pattern man ham wait kerta han k prices neckles line ko break ker ker nicha jae to tab ham Sell ki trade lagata han jab pattern normal ho aur jab inverse pattern ho tab neckles line ko break ker oper jae to ham BUY ki Trade lagata hai.

    Click image for larger version

Name:	5_1.gif
Views:	1
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12404326


    HEAD AND SHOULDER PATTERN:-

    Head and Shoulder candlestick pattern ek bahut hi effective chart pattern hota hai jisko trader is a market ki buy or sell position ko confirm karne ke liye aur market mein buy aur sell se related complete signals ko identify karne ke liye apply karte hain traders market major head or shoulder candlestick pattern go use karte hain to use waqt vah market mein is chart pattern mein maujud price ko confirm karne ke liye sport or resistance lines ka istemal karte hain inlines ke jariye se hi vah market ki price aur uske signal ko confirm kar lete hain market mein ya bahut hi powerful chart patterns hote hain market name is patron ki to type hoti hai ek head and shoulder pattern aur dusri reverse head and shoulder pattern yah donon types ek dusre ke opposite work karti hai. market me trend reversal ki aur is k bad market ki bearish trend shoro ho jati hai. head and shoulder chart pattern ziada tar bullish chart pattren pe hi banti hai lekin head and shoulder chart pattern banne k bad market me strong kisam ki reversal hoti hai jo k technical analysise me ye aik behtareen reversal hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	grade7-head-and-shoulders-before.png
Views:	44
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12404324
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Head and Shoulder pattern



      Head and Shoulder pattern:


      Head
      & Shoulders Pattern ak trend reversal candlestick pattern ha. Head & Shoulders Pattern man market price three peak banati ha. Jis man sa dermiyan wali peak baqi 2 peaks k moqabla man higer hoti isko "Head" kehta han aur baqi 2 less high per same level wali peaks ko right aur left "Shoulders" kehta han. Head & Shoulders Pattern man teeno peak ak common price level sa start hoti han, ager in common starting points ko ager ak trend line k sath jora jae to is line ko "NECKLINE" kehta han. Head & Shoulders Pattern per trading k liye Neckline bhot importance rukhti ha is liye trader ko live chart k ander lazmi draw kerna chaheye ta market price jab Neckline breakout kara to confirmation per trader trade active ker saka.

      Click image for larger version

Name:	kkk.png
Views:	2
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12404394
      Different types of Head and Shoulder pattern:


      1:
      Bullish Head and Shoulder Pattern:
      2:
      Bearish Head and Shoulder pattern:

      Difference between Bullish and Bearish Head and Shoulder pattern:

      Bullish Head and Shoulder pattern:

      Head
      & Shoulders Pattern man ager teeno Peaks (Head aur two shoulder) Neckline sa nicha banan to isko Bullish Head & Shoulders Pattern kehta han aur ye Bearish trend ko bullish trend k ander reverse ker deta ha, isliye isko Bullish Head & Shoulders Pattern kehta han.

      Bullish Head & Shoulders Pattern man jab market price Neckline ko oper ki taraf Breakout kerti ha aur market price Neckline k oper candle open de to ye confrimation ha is pattern k complete hona ki. Is per trade ko "Buy ki trade active" kerni chaheye, aur Stop loss right shoulder per place kerna chaheye aur Take Profit ko next support level per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place kerna chaheye.

      Bearish Head and Shoulder pattern:

      Head & Shoulders Pattern man ager teeno Peaks (Head aur two shoulder) Neckline sa oper banan to isko Bearish Head & Shoulders Pattern kehta han aur ye Bullish trend ko bearish trend k ander reverse ker deta ha, isliye isko Bearish Head & Shoulders Pattern kehta han.

      Bearish Head & Shoulders Pattern man jab market price Neckline ko nicha ki taraf Breakout kerti ha aur market price Neckline k nicha candle open de to ye confirmation ha is pattern ki complete hona ki. Is per trade ko "Sell ki trade active" kerni chaheye, aur Stop loss right shoulder per place kerna chaheye aur Take Profit ko next resistance level per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place kerna chaheye.

      Click image for larger version

Name:	jjj.jpg
Views:	19
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12404395

      Explanation of Head and shoulder pattern:

      Head and Shoulder pattern ko understand karna aapke liye bahut hi Aasan Hota Hai Jab aap is patterns ko completely study kar rahi Hote Hain To Aisi situation main market sabse pahle Ek Aisi position per Jaati Hai Jo market ka highest point Hota Hai Uske bad market downwards movement karti hai aur Iske bad fir market Ek Aisi position per Jaati Hai Jo market ka ek again highest hota hai aisi situation Mein Uske bad market downwards movement karti hai to ismein aap second shoulder ki competition ko easily find out kar sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	gg.jpg
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12404396

      اب آن لائن

      Working...
      X