Morning star candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Morning star candlestick pattern
    Introduction

    Assalamu Alaikum dear members with karta hoon aap sab khairiyat se Honge aur Forex Mein acchi kar rahe Honge. Aaj ka Mera Sawal bahut hi important
    hai aapko information aur knowledge provide Karega aaj ka Mera Sawal hai ki Forex trading ke morning star candlesticks pattern in forex trading kiya hota hy. Ap is ko kasy used kr kay ap kasy profit gain kar sakhty hy.

    What is shooting star


    subah ka sitara aik basri namona hai jo teen mom btyon par mushtamil hota hai jisay takneeki tajzia car taizi ke nishanaat se tabeer karte hain. neechay ki taraf rujhan ke baad subah ka sitara bantaa hai aur yeh oopar ki taraf charhne ke aaghaz ki nishandahi karta hai. yeh pichlle qeemat ke rujhan mein tabdeeli ki alamat hai. tajir subah ke setaaray ki tashkeel ko dekhte hain aur phir is ki tasdeeq chahtay hain .

    Click image for larger version

Name:	download (70).png
Views:	24
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12539744

    Key features

    subah ka sitara aik basri namona hai jo aik lambay siyah shama daan se bana hota hai, aik choti si siyah ya safaid shama jis ka jism aur lambi choorian hoti hain, aur aik tahai lambi safaid shama daan. subah ke setaaray ki darmiyani mom batii market ki be aitnai ke aik lamhay ko apni girift mein le layte hai jahan reechh belon ko rasta dena shuru kar dete hain. teesri candle ulat jane ki tasdeeq karti hai aur aik naye up trained ko nishaan zad kar sakti hai. subah ke setaaray ka mukhalif patteren shaam ka sitara hai, jo oopri rujhan ke ulat jane ka ishara karta hai .

    Working of shooting star

    subah ka sitara aik teen mom batii ka namona hai jis mein doosri mom batii par kam point hota hai. taham, kam nuqta teesri mom batii ke band honay ke baad hi zahir hota hai. deegar takneeki isharay is baat ka andaza laganay mein madad kar satke hain ke aaya subah ka sitara ban raha hai, jaisay ke aaya price action support zone ke qareeb hai ya rishta daar taaqat ke isharay ( rsi ) yeh zahir kar raha hai ke stock ya commodity ziyada farokht hui hai.

    Click image for larger version

Name:	download (69).png
Views:	49
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12539745
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Morning star candlestick pattern

    Morning Star Patter in Forex Trading Business.

    Forex trading market mai yeh dekhna hai k hum agar ais market mai candles stick ko dekh k trade lagaty hai to confirmation k baad entry le aor aus k sath sath hum ko ais mai resistance aor support par jo pattern bany aus par trade lagani chaye aus se hum ko faida hota hai agr hum ais market mai achi trade laga lety hai to aus par hum acha profit bana sakty hai aor aus se hum apna account growth kar sakty hai ais market mai hum jinti zayda mehnat karty hai hum ko ais market mai atna hi zayda faida hota hai agar hum ais market mai plan acha banaty hai to kamyab ho sakty hai. pattern ki madad se hum forex business mein bohot hi ziada achi tarah se work kar saktey hein aur forex ki totally market chalti hi candles par hey aur agar hum inki confirmation ko achi tarah se seekh len to hamen market mein daily basis par itni ziada opportunities milti hein keh hum sambhaal hi nahin saktey hei aur candlestick ko jo bhi achi trha se learn kar leta hey to us ko market mein har lambha ba lamha achi se achi trade milti rehti hey aur ziada tar successful traders bhi inhi ki wajha se kamiyab hotey hein kioun keh woh is mein achi learning karke daily basis par profit bana rahey hotey hein isliye hamen candlestick patterns ko zaroor achi trha se learn karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	23
Size:	39.2 کلوبائٹ
ID:	12403577


    Information About Morning Star Candlestick:-


    Morning star candlestick patterns bahut hi informative hote hain yah market mein bahut jyada important role play karte hain market mein inki maujoodgi jaruri hoti hai aur inka knowledge experience hasil kiye bagair ham kabhi bhi market mein trade open nahin kar paate market mein maujud tamam patterns aur candlesticks bahut best hai aur bahut important bhi hai agar ham forex mein kam karna chahte hain to hamen sabse pahle market ka analysis karna chahie jab ham market ka analyses kar lete hain to market mein maujud tamam patrons aur candlesticks ko bhi samajh lete hain market mein maujud patterns mein hamesha different candlesticks banti hai.
    Click image for larger version

Name:	MorningStarMDYchart.png
Views:	18
Size:	73.6 کلوبائٹ
ID:	12403578
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Morning star candlestick pattern

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Morning Star Candlestick Pattern


      Morning star candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k intehaye lower position ya bearish trend k baad bantta hai. Ye pattern aik unique qissam ka hai ajr bohut kam hi prices main nazzar atta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hotta hai. Jiss main pehlee candle aik strong bearish trend ki alamat hotti hai, aur dosree candle aik small real body candle (umoman Spinning top candle hotti hai, lekin zarori nahi hai) hotti hai, jo k bearish candle se gap main open aur close hotti hai. Last candle aik bullish candle hotti hai, jo k doji candle se above gap main open aur close taqreeban pehlee candle k midpoint se ziadda ya bearish candle k open price k barabar hotti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1) (9).jpeg
Views:	22
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12403920

      Candles Formation


      Jaisa k uper battaya gaya k Morning star candlestick pattern ek bullish trend reversal pattern hai, aur low prices area main bhi banta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehlee bearish candle, dosree Spinning top candle aur teesri aik bullish candle hotti hai, aur ye candles darrjazel format main honi chaheye;

      Click image for larger version

Name:	images (1) (10).jpeg
Views:	35
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12403921

      1. First Candle: Morning star candlestick pattern main pehlee candle aik strong aur long real body wali black/red yanni bearish candle hotti hai, jo k market k bearish trend ki mazzboti ki tarraf ishara kartti hai.

      2. Second Candle: Morning star candlestick pattern main dosree candle aik small real body candle bannti hai, jo umoman ya ziddar tar Spinning top candle hotti hai. Iss candle ki opening aur closing price same hi hotti hai. Ye candle pehlee candle se gap main open aur close hotti hai.

      3. Third Candle: Morning star candlestick pattern ki teesree candle aik strong aur long real body wali bullish candle hotti hai, jo k dosree candle se gap main above open hotti hai, jab k close bearish candle k body ya top par hotti hai.

      Explanation

      Morning star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main bulkul bullish abandoned baby candlestick pattern ki tarah hotta hai, lekin doji candle k difference ki waja se ye pattern "Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se bohut mukhtalif ban jatta hai. Ye pattern prices k downtrend ya low price area main bannta hai, jahan se ye trend reversal ka kaam kartta hia. Morning star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik trend reversal pattern hai, jiss main pehlee candle color main black ya red yanni bearish trend wali candle hotti hai, ye candle long real body main banne ki waja se bearish trend ki mazbotti ki alammat hotti hai. Dore din ki candle aik small real body candle hotti hai, jo k prices ko temporary pause kar detti hai aur iss candle ka opening aur closing price aik dosre k qareeb hotti hai. Ye candle pehlee candle se gap main nechay ki tarraf bantti hai. Pattern ki teesri candle aik strong bullish candle hotti hai, jo k dosree candle se gap main open hotti hai aur close bearish candle main ya uss se upper ja k hotti hai. Ye candle prices k bullish trend reversal ka sabbab bantte hen.

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220623_201856.jpg
Views:	1
Size:	66.1 کلوبائٹ
ID:	12403922

      Trading

      Morning star candlestick pattern par trading karnne k leye market aap ko buy ki entry karnni paregi, lekin pattern par bagher trend confirmation k trade laggana bohut ziadda riski hai. Ye pattern banntta to bearish trend main hai lekin ye zarrori nahi k prices lazzmi bullish reversal honggi. Pattern par trade se pehle dosre technical indicators se market ki trend confirmation karlen, aggar market ki confirmation price action jaise pattern k baad aggli candle bhi bullush bannti hai to ye trend confirmation ho jatti hai. Confirmation candle k baad market main buy ki entry karen aur Stop Loss k leye market ka sab se lower position, jo k umoman Spinning top candle ka lower position banega par set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (1) (8).jpeg
Views:	78
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12403919

      اب آن لائن

      Working...
      X