Evening star Candlestick:-
Evening star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bullish trend k baad main paya jata hia. Ye candle dekhne main "Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern" aur "Evening Doji-Star candlestick Pattern" jaisa hai, lekin star candle ki difference k waja se ye un dono pattern se change ho jata hai. Pattern ki pehli candle aik bari real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka bad gap main upper side par aik small real body wali candle hoti hai, jis ko star candle kaha jata hai. Ye candle small shadow wali Spinning top candle candle hoti ha.
EXPLANATION:-
Evening star candlestick pattern bullish, Bearish aur star candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bullish trend me banta hai. Pattern ki 1st candle aik bari real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad aik star candle above gap me banti hai. Pattern ki star candle small rela body wali hoti hai, jiss ka color zarori nahi k bullish ya bearish ho, lekin iss k position 1st candle k top par hona chaheye. Pattern ki 3rd candle aik bari black ya bearish candle hoyi hai, jiss ka high price star candle ko touch krti hai.
Evening star pattern chonkeh prices k current trend k khatemay ka aik ishara hota hai, iss waja se market par yahan sell ki entry se trades enter keye ja sakte hen. Pattern par trading se pehle aik confirmation bearish candle ka hona zarori hai, jo k real body hone k sath teesri candle k lower par bhi close honi chaheye. Lekin ye pattern uss waqat invalid ho jayega, jab confirmation candle bullish ban jati hai. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja skti hai, jiss par value oversold zone main honi chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим