How to Money Flow Index In Forex importance (MFI) ,,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Money Flow Index In Forex importance (MFI) ,,,
    Aslam o alaikum


    Introduction. ,,,,


    Dosto hamara is post ka topic hay money flow index jis ko short main hum MFI bhe kah sakte hain agay chal kar is par tafseli guftgu karainge take MFI ke bare main bahtar samjha ja sake to chalte hain aapne topic ke taraf

    Money Flow Index (MFI) ,,,

    money flow index akak technical oscillator hai jo assets mmain overbought overbought our oversold signals ki pehachn k liya liya price orr volume ka data use krta hai iska use divergence k spot k liya bhi kea ja sskta hai jo price main trend ki tabdeli ko warn krta haiyh 0 sey 100 k darmyn movement krta hai<br>
    Conventional oscillator jesa k relative strenght index (RSI) money flow index price or volume dono ko shmil krts hai. Jesa k sirf price k opposite hai is wja sy kuch analysis MFI ko volume k lehz sy RSI khty hain.


    How to Conclusions of MFI ,,,

    money flow index (MFI) ak technical oscillator hai.money flow index signal produce krny k liya bhtr hai but kbi ye&nbsp; signals bhi produce krta hai jis sy traders ko loss bhi ho skta hai or loss sey bachny k loya ak strong trade ko trade krny sy phly dusry indicator ko use bhi kr lena chaiya ta k wo loss risk sey mehfooz rahy and apni entry par acha profit earn kr sky.MFI or RSI bht closely related hain.main differences yh hai k MFI volume ko shamil krta hai or RSI nhi krtaVolume analysis k proponent yh believe krty hain k yeh ak acha indicator hai.is liya wo yh bhi believe krty hain k MFI signals provide kary ga and RSI k muqably main zda timely reversal sy update kry ga.is wja sy zda tar traders MFI py believe krty hain k yh sb sy fast hai.
    Dosto umeed karta hon ke aap ko yah topic bhe pasand aya hoga or is se hasil hone wali malomat bhe trading main aap ke madadgar sabit honge
    Shukarya ,,,


    Importance of MFI ,,,

    Money flow index ak technical indicator hai jo price or volume data ko use krty huye overbought hony wly signals tayar krta hai.80 sy opr ki MFI reading ko overbought smja jata hak hai or 20 sy km MFIMFI ki reading ko oversold smja jata hai jab k 90 or 10 k level b haad k tor par useuse hoty hain indicator or price price k darmyn divergence noteworthy
    hai. Indicator kuch important cheez k bary main warn krny k liya bhi fail ho skta hai jab k divergence k results main price main kuch time change ho skta hai.is liya price k tamam resversal jany k liya dirvergence majud nai hoga.is wja sy kaha jata hai k traders analysis or risk control ki dusri hikmat smli ka use karen or sirf ak he indicator par&nbsp; trade karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to Money Flow Index In Forex importance (MFI) ,,,

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Money Flow Index


    Money Flow Index (MFI) aik momentum oscillator ya indicator hai, jo trading dabao, khareed o farokht ki pemayesh karne ke liye time aur price dono ka analysis karta hai. MFI indicator ko Volume Weighted Relative Strength Index (RSI) bhi kaha jata hai, q k iss mein valum shaamil hota hai, lekin RSI ke bar-aks, jis mein sirf price ki analysis ki jati hai.
    Positive money flow ka bahao aam price mein izafay se zahir hota hai, jo buying pressure ka signal deta hai, jab ke aam price mein kami MFI negative pressure ki nishan-dahi karti hai, iss terhan selling pressure ka signal deti hai. Yeh positive aur negative flow ko money flow ratio ya money ratio k liye jama kya jata hai.
    Money ration ko MFI maloom karne ke liye istemaal kya jata hai, jo 0 aur 100 ke darmiyan ghoomta hai. Jaisa k MFI valum ko shaamil karta hai, is ka istemaal prices ki extreme aur mukhtalif signals k sath reversal jane ki shanakht k liye kya ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (42).jpeg
Views:	6
Size:	47.2 کلوبائٹ
ID:	12429450

    Formula for the Money Flow Index (MFI)


    Money Flow Index (MFI) ki calculation ko darjazel fomulas ki madad se calculate kia ja sakta hai;
    1. Compute the typical price for a period.


      Typical Price = (Low + High + Close) / 3

      • Agar aaj ki typical price kal se ziyada hai, to is ka matlab hai, k MFI positive hai. Lekin agar typical price kam hai, to iss ka matlab hai, k MFI negative hai. Makhsos time period ke dowran positive money positive money flow deti hai, aur makhsoos time period mein negative money negative money flow deti hai.


    2. Compute the raw money flow.


      Raw Money Flow = Volume x Typical Price

    3. Compute the money ratio.

      Money Ratio = 14-period Positive Money Flow / 14-period Negative Money Flow

    4. Compute the Money Flow Index (MFI).


    Money Flow Index (MFI) = 100 – [100 / (1 + Money Ratio)]


    Money Flow Index (MFI) Signals

    MFI indicator teen tarah k signals genrate karta hai, overbought/oversold conditions, failure swings, and divergences. In ki mazeed information darjazel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (72).png
Views:	1
Size:	31.6 کلوبائٹ
ID:	12429451
    1. Overbought/Oversold Condition


      Agar MFI prices mein taizi se izafay ko high level par zahir karta hai, to security ko overbought move karna samjha jayega. Issi terhan, agar MFI price mein kaafi low level par taizi se kami ki nishandahi karta hai, to security ko oversold samjha jata hai. Overbought shuda aur oversold hui levels price ki extreme positions ko pehchanney mein helpful hote hen.
      Aam tor par, overbought condition uss waqat hoti hai, jab bhi MFI 80 se oopar ho, aur MFI 20 se kam ho to oversold position ki nishan-dahi karta hai. Prices mazeed upward rise kar sakta hai, jab bhi bullish trend mazboot ho, aur MFI 80 se ziyada increase sakta hai.
      Dosri taraf, MFI 20 se neechay ger sakta hai jab prices neechay ki taraf mazboot trend ki mojoodgi mein girty hen. Agar MFI 90 se oopar rise hota hai, to usay waqai overbought condition samjha jata hai, aur 10 se kam MFI ko waqai oversold honay wali condition samjha jata hai.
      Taham, MFI 90 se ziyada aur 10 se kam kabhi kabhaar hota hai aur yeh tajweez karta hai ke qeemat ki movement paidaar nahi hai. bohat si securities exchange market mein 90 / 10 k levels ki price ki extreme ko puhanche baghair trading karti hen.
    2. Divergence

      Divergence uss waqat hota hai jab price action ki movement aur MFI ki movement aik dosre k opposite direction main hon. Dono k darmeyan faraq ko new ane wale signal k tawar par dekha jata hai. Divergence ki do aqsaam hen;

      Bullish Money Flow Index (MFI) divergence


      Bullish MFI divergence uss waqat hota hai, jab price aik new low level par change ho jati hai, jabkay, MFI high low honay ki nishan-dahi karta hai, jo money k flow mein izafay ko zahir karta hai. Iss ka matlab hai, ke selling pressure kam ho raha hai, aur buyers market par qabza kar rahay hon ge. Yeh prices par securities buy karne ka aik achah mauqa faraham karta hai.

      Bearish Money Flow Index (MFI) divergence


      MFI bearish divergence uss waqat hota hai, jab price aik nainew high par change hoti hai, jabkay MFI lower high ki nishan-dahi karta hai. Yeh buying pressure mein kami aur sellers k liye market par qabza karne ke waqat ki nishan-dahi karta hai. Yeh sellers k liye munafe kamanay ka aik achah mauqa hota hai.

      Click image for larger version

Name:	images (43).jpeg
Views:	1
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12429452
    3. Failure Swing


    Divergence ki terhan, failure swings ke nateejay mein price mein bhi tabdeeli ho sakti hai. Taham, failure swings ka inhisaar price par nahi hai aur mukammal tor par MFI par inhisaar karte hain. Failure swings ki do aqsaam hen, bullish aur bearish, jab k in dono aqsaam ko mazeed chaar marahil main taqseem kia jata hai;

    Bullish Money Flow Index (MFI) failure swing

    • Step 1: MFI decreases below 20 (oversold)
    • Step 2: MFI recovers and rises above 20
    • Step 3: MFI decreases but stays above 20
    • Step 4: MFI shoots above the previous high



    Bearish Money Flow Index (MFI) failure swing


    • Step 1: MFI increases above 80 (overbought)
    • Step 2: MFI drops below 80
    • Step 3: MFI slightly increases but stays below 80
    • Step 4: MFI drops below the previous low


    Click image for larger version

Name:	images (73).png
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12429453

    اب آن لائن

    Working...
    X