what is bullish hammer candle stick pattern
bullish hammer candle stick pattern aik single candle stick pattern hota hey jo keh frex market mein price kay chart par pai jate hey jo keh forex market mein bullish reversal janay ko indicate karte hey yeh dosray candle stick kay mokabellay mein different hota hey aik single candle stick jo keh kame kay trend mein indicate ho jate hey
forex market mein hammer kay nechay kay candle stick es bat ko indicate karte hey keh jo keh forex market ke candle stick open close high or low level ko indicate karte hey hammer bananay kay ley currency pair kay ley price ko wazah kea price ko wazah tor par sell kea jata hey tahum es low kay bad prices mein wazah tor par ezafa hota hey jes ke wajah say prices aik chote body rakhte hein or es ke starting price tak price tak pohnch jate hein
yeh yad rakhna chihay keh bullish hammer candle stick pattern ke lambai kam say kam double wick hona chihay candle stick ya t red ya phir green hona chihay jo keh forex market kay reversal janay par depend karta hey
zyada tar bullish hammer candle stick pattern hanging man candle stick pattern kay sath oljh jata hey kun keh dono candle stick aik jaice nazar ate hein en dono candle stick kay darmean farq trend saz market mein on ke jagah par fix kea jata hey hanging man candle stick pattern mein aik small body hote hey laken yeh upper trend kay end mein hanging hove hote hey hammer ke body small hote hey or sath mein long wick bhe hote hey or yeh serf down trend mein indicate hote hey
trading with bullish hammer candle stick pattern
bullish hammer candle stick pattern mokhtalef kesam kay chart or time frame say mell kar banta hey nechay wallay chart mein yeh dekhaya geya hey keh bullish hammer candle stick pattern AUDUSD ke aik mesal dekhai gey hey 20 april say 31 may tak 892 pips ka ger hova hey es down trend ka end bullish hammer ke aik mesal say kea geya hey or es kay bad price nay aaj kay price action mein total 792 pips ka ezafa kea hey
chokeh hammer ke strength graph par es ke jagah par depend karte hey aam tor par trader price ko es ke jagah par trader price ko dosray support ko dosray indicator kay sath mell kar estamal karta hey jaisay pivot point Fibonacci retracement jo aik mesale manzar namay mein hota hey hammer kay wick support level mein enter ho jata hey laken body buying kay new jazbay par support kay opar close ho jay ge forex market mein buying kay aik new chance kay sath trader es kay bad support kay nehay banay gay wick kay nechay stop laganay ka entazar karay ga
bullish hammer candle stick pattern in equity market
bullish hammer candle stick pattern ke tashreeh tamam financial market mein hote hey tahum stock kay analysis ke confirmation kay tr par mazeed data ke zaroorat hey yeh note karna zaroore hey keh broker aam tor par frex kay sath dosree financial market kay andorone volume kay atar charhao ko dekhatay hein jes ke wajah say volume indicator market kay otar charhao or over all volume kay ley kabel e aitmad nahe hota hey
nechay deya geya chart PLC ka chart hey jo keh bullish hammer candle stick pattern ko dekhata hey bullish hammer candle stick kay sath mell kar jaisa keh wazah kea geya hey trading volume bad mein nesbatan ezafa ho jata hey big volume ke wajah say yeh es period kay ley edara jate activity par zoor karta hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим