Forex trading main "Morning Star Candlestick Pattern" ki importance.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main "Morning Star Candlestick Pattern" ki importance.....
    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur achy sy apny tasks complete kar rhy hain. Jasa k ap sab janty hain k forex trading main learning, knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai. Dear members, forex trading me loss say bachny k liye, aur aik profitable trade krny k liye, candlesticks ka knowledge, aur technical analysis skills ka hona bohat zarori hai. Aj main ap sy aik important candlestick pattern k bary main discuss krna chahta hu. Wo pattern “Morning Star Candlestick Pattern”hai. Agar hum loss sy bachna chahty hain aur risk sy avoid karna chahty hain to is pattern ki understanding bohat zarori hai. Isi candlestick ki knowledge gain kr k, hum blind trading sy avoid kar k profit earn kar sakty hain aur risk management kr k loss sy bach sakty hain. Aur perfect trading kar sakty hain.



    Definition of “Morning Star candlestick pattern”:

    Morning star candlestick pattern,3 bars p mushtamil hota hai, jisy technical analyst bullish sign k tor p interpret karty hain. Morning star aik downtrend k bad banta hai aur ye upward trend ko indicate karta hai. Ye pichli price trend main reversal ka sign deta hai. Traders morning star ki formation ko dekhty hain, aur phir is ki confirmation azafi indicators sy karty hain, k reversal asal main ho rhi ha ya nhi.



    Key Takeaways of “Morning Star candlestick pattern”:

    1. Aik morning star lambi black candlestick sy banta hai, us k bad aik choti white ya black candle hoti hai, jis ka jisam chota aur long wicks hoti hain, aur us k bad aik lambi white candle hoti hai.

    2. Morning star candlestick pattern ki middle candlestick market k moment ko capture karti hai. is surat main bears bulls ko rasta dena shuru kar dety hain. Third candle reversal ko confirm karti hai, aur aik new uptrend ka signal deti hai.

    3. Morning star ka opposite, evening star candlestick pattern hai, jo uptrend k downtrend main reversal ko indicate karta hai.

    Difference between Morning star and Evening star:

    Dear members, Morning star k opposite pattern, Evening star candlestick pattern hai. Evening star main aik lambi white candle hoti hai, jis k bad aik choti white ya black candle hoti hai. Aur us k bad, aik long black day hota hai, jo pehly session main white candle k kam az kam half lambai sy nechy jata hai. Dear members, evening star uptrend main reversal ka signal deta hai. Jis main bulls, bears ko rasta dy rhy hoty hain.

    Limitations of using the “Morning star candlestick pattern”:

    Dear members, sirf visual patterns ki base p trade karna risky ho sakta hai. Morning star candlestick pattern, us waqt behtareen hota hai, jab isy dosry indicators jasy support level sy back up kia jaye. Warna Morning star ko banty hue dekhna bohat aasan hai, jab b koi small candle, downtrend main ati hai.

    How to take advantage from “Morning Star Candlestick pattern”:

    Dear members, agar hum is pattern ko achy sy understand kar lain, aur is k sath dosry indicators aur support level b apply karain, to ye pattern hmy aik achi buying opportunity deta hai. Lakin kbi b isy akela istemal nhi karna chaiye. Hmesha aik second confirmation lazmi ly lani chaiye. Ta k right time p, right decision ly k acha result gain kia ja saky.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main &quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; ki importance.....

    Explanation:-

    Friends Forex trading mai Morning start candlestick pattern per hamara sath apna precious knowledge share kiya ha. Ye ak technical trend Reversal candlestickts pattern ha jo hamen technical analysis man financial Assets k price chart man long term bullish trend k bara man batata hai. Morning start pattern ka long bearish trend k bad ana lazmi ha. Jitna long bearish trend k bad ye pattern ae ga itna he ye long bullish trend ki predictions deta ha. Isko Morning start is liye kehta han k Japanese bearish candle ko black color sa repesent kerta tha aur bullish candle ko white color man use kerta tha. To is pattern man long bearish trend ko rat sa compare ki ha aur jab is pattern man bullish white candle banti han to isko sobah ki roshni hona ki waja sa sobah hona ki nishani qarar dia gya hai.

    Click image for larger version

Name:	Morning-Star-Candlestick-Pattern.png
Views:	5
Size:	137.9 کلوبائٹ
ID:	12399739


    "Morning Star Candlestick Pattern"


    Forex trading mai Morning start pattern aik best way of trading aur analysis Hy ham is aor ais market mai trade kar sakty hai hum ne agar ais market mai trade karni hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai candles stick ko dekh k trade lagaty hai to confirmation k baad entry le aor aus k sath sath hum ko ais mai resistance aor support par jo pattern bany aus par trade lagani chaye aus se hum ko faida hota hai agr hum ais market mai achi trade laga lety hai to aus par hum acha profit bana sakty hai aor aus se hum apna account growth kar sakty hai ais market mai hum jinti zayda mehnat karty hai hum ko ais market mai atna hi zayda faida hota hai agar hum ais market mai plan acha banaty hai to kamyab ho sakty hain. Morning start pattern ki madad se hum forex business mein bohot hi ziada achi tarah se work kar saktey hein aur forex ki totally market chalti hi candles par hey aur agar hum inki confirmation ko achi tarah se seekh len to hamen market mein daily basis par itni ziada opportunities milti hein keh hum sambhaal hi nahin saktey hei Morning start ky hwaly se share ki yeh information hmari trading ko successful bnane mein hmari help kr sakti hai lekin us ky liye humein sab se pehle is candle ko find krna seekhna ho GA market Mein bnny wali different candles ki movement ko samajhny ki koshish krni ho ge jab hum market ko samajhny mein Kamyab ho jaen ge to hmare liye Morning start candle ko samajhna aur is ko follow krty Howe apni trading ko profitable bnana koi masla Nahi Rahe ga lekin sab se pehle humein apnna experience strong bnane ki koshish Karni ho ge is ky bgher hmare liye Kisi bhi candle ya Kisi bhi pattern ko samajhna asaan nahi ho sake GA kyun KY forex market mein jahan candles ko samajh kr kamyabi hasil ki ja sakti Hai wahen agar Hum in candles see bnny waly patterns ko bhi smajahna shuru kr dyn to kamyabi hasil krna aur bhi asaan aur hmara profit aur bhi acha ho Jae ga is liye apny experience ko hmesha focus kren aur strong bnane ki jitni ho sake koshish karen ta ky acha faida hasil Kiya ja sake aur apny future ko him khud jitna secure bnaen ge utna he hmare liye behter ho ga.
    Click image for larger version

Name:	MorningStarMDYchart.gif
Views:	26
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12399740
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main &quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; ki importance.....

      Morning Star Candlestick Pattern


      Morning star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik pattern hai, jis me pehle aik bari black candle us k bad aik choti black candle, aur akher me (gap k bad) aik bari white candle hoti hai. 1st black candle bearish trend ka tasalsul ko zahir karti hai, jab k center wali black candle waqfay ki alamat hai, aur akheri white candle bullish trend ka signal de deti hai. 2nd black candle 1st aur 3rd candle se size me choti honi chaheye aur is ki body open aur close position k bulkul darmeyan me honi chaheye, ye market me sell k dabao (pressure) ki kami ki alamat hai.

      Click image for larger version

Name:	images (6) (39).jpeg
Views:	22
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12399860

      Morning Star Candlestick Pattern k Rules


      1. Market me pehle se bearish trend chal raha ho ( is waja se pehli candle lazmi black honi chaheye)
      2. 2nd candle bhi black (white bhi ho sakti hai) hi hogi jo body me pehle candle se choti hogi aur is ka opening aur closing position shadow k bulkul darmeyan me hona chaheye
      3. 3rd candle lazmi white honi chaheye aur is ka closing point 1st black candle k opening position se oper (above) hona chaheye
      4. 2nd black candle aur 3rd White candle k darmeyan gap lazmi banna chaheye


      Click image for larger version

Name:	download (6).png
Views:	47
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12399861

      Spinning Top aur Morning Star Pattern me Faraq (Difference)



      Spinning top candle pattern aur morning star candlestick pattern me bohut had tak yaksangi (similarity) hai. Do patterns me candles bhi same hote hen aur tarteeb bhi aik jaisa hota hai. Lekin sirf aik waja hai jis se Spinning top candlestick pattern Morning Star Candlestick Pattern me badal jata hai aur wo hai, 2nd black candle aur 3rd white candle k darmeyan gap ka banna. Agar ye gap darmeyan me nahi hoga to ye pattern Spinning top ban jayega.

      Click image for larger version

Name:	images (6) (40).jpeg
Views:	5
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12399862

      Trading on Morning Star Candlestick Pattern


      Morning star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo bearish trend k bad banta hai. Ye pattern traders k leye buy k signal genrate karta hai. Agar candle banne k rules sare thek hon to ye pattern bagher next confirmation k, market me strong buy k entry k leye perfect hai. Stop loss 2nd black candle k lower side pe hoga.

      Click image for larger version

Name:	images (6) (41).jpeg
Views:	78
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12399859
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main &quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; ki importance.....

        Morning Star Candlestick Pattern,,
        dear all, Morning star candle design youngster candles standard mushtamil aik design hai, jis me pehle aik bari dark flame us k awful aik choti dark light, aur akher me Morning star candle (hole k terrible) aik bari white candle hoti hai. first dark candle negative pattern ka tasalsul ko zahir karti hai, hit k place wali dark candle waqfay ki alamat hai,Morning star candle aur akheri white flame bullish pattern ka signal de deti hai. second dark candle first aur third candle se size me choti honi chaheye aur is ki body Morning star candle open aur close position k bulkul darmeyan me honi chaheye, ye market me sell k dabao (pressure) ki kami ki alamat hai.Morning star candle aay hi trading ho jay gii...


        Candles Formation,,
        Morning star candle Turning top candle design aur morning star candle design me bohut had tak yaksangi (similitude) hai. Do designs me candles bhi same hote hen aur tarteeb bhi aik jaisa hota hai. Lekin sirf aik waja hai jis Morning star candle se Spinning top candle design Morning Star Candlestick Pattern me badal jata hai aur wo hai, second dark flame aur third white light k darmeyan Morning star candle hole ka banna. Agar ye hole darmeyan me nahi hoga to ye design Spinning top boycott jaye gayy....


        Morning star ki Importence,,
        Morning star candle design serious areas of strength for aik pattern inversion design hai, jo negative pattern k awful banta hai. Ye design brokers k leye purchase k sign Morning star candle genrate karta hai. Agar candle banne k principles sare thek hon to ye design bagher next affirmation k, market serious areas of strength for me k passage k leye amazing hai. Stop misfortune second dark light k lower side pe hoga.
        Forex exchanging mai Morning start design aik most ideal Morning star candle way of exchanging aur examination Hy ham is aor ais market mai exchange kar sakty hai murmur ne agar ais market mai exchange karni hai to Morning star candle murmur ko ais market mai ye dekhna hai k murmur agar ais market mai candles stick ko dekh k Morning star candle exchange lagaty hai to affirmation k baad passage le gi.
        aor aus k sath murmur ko ais mai obstruction aor support standard jo design bany aus standard exchange lagani chaye aus se murmur ko faida Morning star candle hota hai agr murmur ais market mai achi exchange laga lety hai to aus standard murmur acha benefit bana sakty hai aor aus se murmur apna account Morning star candle development kar sakty hai.
        Morning star candle ais market mai murmur jinti zayda mehnat karty hai murmur ko ais market mai atna hey zayda faida hota hai agar murmur ais market mai plan acha banaty hai to kamyab ho sakty hain. Morning start design ki madad se murmur forex business mein bohot hey ziada achi tarah se work kar saktey hein.
        Morning star candle aur forex ki absolutely market chalti hey candles standard hello aur agar murmur inki affirmation ko achi tarah se seekh len to hamen market mein consistent schedule standard itni ziada amazing open doors milti hein keh murmur sambhaal hey nahin saktey hei
        Morning start ky hwaly se share ki yeh data hmari exchanging ko fruitful bnane mein hmari help kr sakti hai lekin us ky liye humein sab se pehle is candle ko find krna seekhna ho GA...
        Explanation,,
        Morning star candle say hi market Mein bnny wali various candles ki development ko samajhny ki koshish krni ho ge poke murmur market ko samajhny mein Kamyab ho jaen ge to hmare liye Morning start light ko samajhna aur is ko follow krty Howe apni exchanging ko beneficial bnana koi masla Nahi Rahe ga lekin sab se pehle humein apnna experience solid bnane ki koshish Karni ho ge...
        Trading ka Amal,,
        Market me pehle se negative pattern chal raha ho ( is waja se pehli candle lazmi dark honi chaheye) second flame bhi dark (white bhi ho sakti hai) hey hogi jo body me pehle candle se choti hogi aur is ka opening aur shutting position Morning star candlestick pattern shadow k bulkul darmeyan me hona chaheye third candle lazmi white honi chaheye aur is ka shutting point first dark candle k opening position se oper (above) hona chaheye
        Morning star candlestick pattern second dark candle aur third White flame k darmeyan hole lazmi banna chaheye tu hi morning star say hi trad ho jay gii....

        اب آن لائن

        Working...
        X