Details Of Support and Resistance in Forex Trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Support and Resistance in Forex Trading..
    Assalamu Alaikum dear member kaise hain Sab ummid Hai Ki theek Honge aur acchi arni kar rahe Honge dear jawab ismein kam karte hain to aapko bahut hi careful hokar kam karna hota hai aur Market ko 6 tarike se judgement karna hota hai jo members forex market Mein proper time dekar trading karte hain vah Hamesha successful Ho Jaate Hain trading mein bahut hi important hai kya aap acche experience aur acche knowledge ke sath kam Karen main aaj aapko support and resistance level ki important information Dungi jo aap apni trading ko banaa sakte hain..

    What is Support And Resistance:

    Dear member forex market Mein Jab aap kam Karte Hain To usmein aap Jab Bhi trade open karte hain to aapko chart available hota hai aur ismein aap chart per analysis Karke trading kar sakte hain support aur resistance level bahut jyada important point Hai Jahan per supply aur demand milati Hai market ki nasihat aur supply aur demand ke to Karte time technical analysis ine support aur resistance level ko bahut and samajhte Hain Jab Bhi yah support aur resistance level break out Ho Jaati Hai To yah samajh jata hai ki supply aur demand ki force jinhone ine Sathiyon Ko Banaya Hai muntakil ho gaye hain Aisi condition Mein naye support aur register level ke banne Ka imkaan Hota Hai..

    Click image for larger version

Name:	images (8) (26).jpeg
Views:	32
Size:	29.6 کلوبائٹ
ID:	12535177

    Support:

    Dear member forex market Mein Jab aap kam karte hain to usmein support vah level Hai Jahan per demand Itni strong Hoti Hai Ke stock ko Masjid down Girne se rokati hai sports level ke kareeb aati hai to market Mein buyers kharidne ki taraf Jyada Mile Ho Jaate Hain aur sailors Market mein jyada kam Hota Har EK Hote Hain...

    Resistance:

    Dear member forex Mein resistance wo level hota hai ki Jahan supply utani strong hoti hai ki stock ko Majid Apar Jaane Se rokati Hai Jab Bhi Kisi stock ki price register level ke kareeb Jaati Hai To usko Jyada Apar Jaane Mein difficult pesh Aati Hai Iski vajah se yah hai ki जैसे-जैसे price register level ke kareeb pahunchti Hai To sellers Sel karne ki taraf Mile Ho Jaate Hain aur Buyers market Mein kharidne ke liye kam dilchaspi dikhate Hain..

    Support And Resistance Role Reversal:

    Dear member forex market Mein Jab aap sport and resistance level ko dekhte hain to ismein technical analysis Mein Ek yah bhi concept hai ki Jab Bhi prize port or resistance level ko break out Karti Hai To is ka roll reversal ho jata hai agar price support level se down Aati Hai To vah level registence Ban Jaega aur Agar price register level se Apar Jaati Hai To yah Aksar support level ban jata hai price support ya register syllabus se Gujarti Hai To yah Khyal Kiya jata hai ki support aur demand Mein change aaega Jiski vajah se yah changing reversal roll karti hai..

    Resistance may stock ki maujuda price $50 hi tasawar karti hai aur buyer stock ko $50 per bye karte hain ab Agar price $50 se 55 per Chali Jaati Hai To trader Koshish Karte Hain Ki vah stock ko 55 dallar per Sel kar de Bajaye Iske ke yah Wapas $50 per Aaye Aur maximum traders Aisa Hi karne ki koshish Karte Hain Jab bahut jyada bekar Mein stock market Mein purchase ke liye pesh hoga to price Wapas support level ki taraf Chalna start karti hai..


    Click image for larger version

Name:	images (8) (27).jpeg
Views:	23
Size:	44.7 کلوبائٹ
ID:	12535178
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details Of Support and Resistance in Forex Trading..

    Support and Resistance


    Technical analysis market main stock ki musttaqil ki qeemmat ka tayyun karne k leye bohut sare tasawaraat ya concepts ka istemal karte hen. Jab bhi stock ki qeemat pehlle se tay shudda qeemat k points se takra jatti hai, to wo ruk jatti hai, aur pher mukhalif semmat main harkat karnne lagtti hai.
    Support level: Ye wo satah hai jiss par stock ki qeemat mazzeed nechay nahi atti hai. Yahan se qeemat k bounce back ya bullish janne ka imkaan hai. Ye aik aisee satah hai jahan buyers ki demand sellers ki nisbbat bohut ziadda honne ki ummeed hai.
    Resistance level: Ye satah support level ki opposite kaam karta hai, jisbmain qeemat aik khas upper had se mazzeed upper nahi jatti hai. Stock ki qeemat k is point par buyers ki jagah sellers se market main ziadda dilchaspi ki tawaqqa hotti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (26).png
Views:	2
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12399144

    Support Level Kia hai?


    Candlesticks Pattern par support aur resistance levels ki nishan-dahi karnne se aap market main buy aur sell trades k leye apnna haddaf muqarrar kar sakte hen. Support price wo qeemat hotti hai, jiss par aap sellers ki nisbbat market main bayers ki ziadda dislchaspee dekh saktte hen. Support levels par trades ki market main stock k leye demand barh jatti hai, jiss se prices ki wapis morne ki tawaqqa hotti hai. Support levels par stocks ki qeematen gerr jatti hai, jiss se market main is ki demand main izzafa hotta hai.

    Resistance level kia hai?


    Candlesticks chart pattern par resistance wo satah hotti hai, jahan par buyers ki jaggah sellers market main ziadda mutaharek ho jatte hen. Ye market main qeemat ko mazzeed upper janne se roktti hai, aur us stock k leye ziadda se ziadda demand peda kartti hai, jiss se market main selling pressure par jatta hai. Resistance level se upper par ye selling indicator k tawar par kaam kartta hai. Resistance level support k opposite par prices k top area main trading kartti hai.

    Breakout in levels


    Support aur resistance levels trader ko market mein kisi stock ki qeemat ki up down harkat ka aik idea detta hai. Lekin ye zarrori nahi hai, k qeematen sirf inhen do levels ki darmeyyan hi upper nechay hongi, bulkeh ye levels breakout bhi ho saktti hai. Jab bhi aisa hotta hai, yanni support aur resistance levels breakout ho jatti hai, to aik nayye support aur resistance levels bantti hai.
    Jab bhi support level breakout ho jatti hai, to qeematen uss waqqat tak downward harkat kar rahee hotti hai, jab tak wo aik naye support level na banna de. Isis tarah se jab bhi resistance level breakout hotti hai, to qeematen uss waqqat tak blish ya uptrend par chal rahee hotti hai, jab tak k wo aik nayye resistance level na banna de.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (27).png
Views:	35
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12399145

    Reliability of Support & Resistance


    Support aur resistance levels prices k leye buy aur sell k indicator ka kaam kartte hen, lekin app ko iss par mukamal inhissar nahi karnna chaheye. Dosree taraf wo sirf indicators hen, aur koi bhi indicator 100% reliable nahi hotta hai. Support aur resistance ko buy aur sell k leye istemal karnne se pehle market ki achi tarah se confirmation kar leyya karren.

    Use in Technical Analysis


    Forex trading market main aik trader k leyye stock ki aggli mumkina qeemat maloon karna technical analysis main sab se aham aur mushkil kaam hai. Financial markets main ye mumkinn nahi hai k har daffa hi humari high ya low prices k bare main analysis perfect hon. Is waja se support aur resistance ka concept qeemat k movement k barre main kaffi achih malomat faraham kartta hai. Support aur resistance k levels traders k leye trends ki nishan-dahi karnne aur trade entry main maddad kartti hai.
    Aggar trader dekhtta hai k aik khas stock support level par a gayya hai, to wo market main buy ki entry kar saktta hai. Is ki waja ye hai k matlobba stock ki demand main izzafa mumkin ho saktta hai, jiss se us ki value main izzafa ho saktta hai. Isi tarah jaise jaise stock resistance level ki tarraf ki taraf barhta hai, to traders sell karne se faida hasil kar saktta hai.
    Jab bhi stock ki qeematen support aur resistance levels tak pohunchi hai to us waqqat bohut ziadda muhtat rahen q k in levels par volitilety bohut ziadda ho jatti hai. Support aur resistance level traders ko trend ki nishan-dahi aur is se faida hasil karnne ka muqqa faraham kartta hai. Ye baat zehen nasheen karr len k stock aggar in levels tak pohunchti hai to is ka matlab ye nahi hai k wo lazzmi reversal jayegi, bulke ye breakout bhi ho saktti hai, is waja se analyst k tawar par aap ko sirf in levels par mukamal inhisar nahi karna chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (28).png
Views:	2
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12399146
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Details Of Support and Resistance in Forex Trading..

      Assalamu Alaikum Forex members umeed hai aap sab theek honge aaj ka hamara topic hai support and resistance level in Forex trading kia hai Forex trading mein kis tarike se help karta hai aur ham Aaj hum is per detail per baat krte hain.

      Support and resistance level:

      support and resistance level ko Ham use karte hain trader ko Dafan karte hain price level Ki Chart ke liye Jo ke Hamen present Karda Hai price ko aur Hamen Vada tarike Se Puch Karta Hai Iski criteria mein jo uski direction se Pata Chalta Hai jismein Ham support and resistance level ke concept ki helps a trader ko understand karte hain analyse karte hain aur uske art ko chat ke patton mein financial market Mein dekhte hain.


      Click image for larger version

Name:	download (5).jpeg
Views:	17
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12399437

      What is support and resistance level?
      Support and resistance level Ko Jab Hum price ke throughout reasons ko Dekhte Hain To Ham bahut acche tarike se market ke resistance level ko potentially totka support system Hai jisse Hamen Mod Dun price ke test ke level ke bare mein pata chalta hai jo ki resistance aur support level ke kam kar rahe Hote Hain.


      Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12399435

      How do you trade support and resistance in Forex trading?

      Support and resistance level ko Ham basically topper trading method main use karte hain support resistance ko Ham buying Mein dekhte hain jo ki bahut jyada nearly hota hai supported karta hai ab trend ko Dekhte Hue se paath screen range mein chart pattern ko dekhte hain jo ki Hamen bahut acchi tarike se price ki movement ke bare mein batata hai agar price hun ho rahi hoti hai ab side per To Ham selling ko short selling nearly 2 residence Mein dekhte hain jo ki downtrend ke pass code range mein jata hai aur Iske chart pattern ki price ko move down karta hai.



      Click image for larger version

Name:	download (6).jpeg
Views:	6
Size:	12.2 کلوبائٹ
ID:	12399434

      اب آن لائن

      Working...
      X