Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    G haan starting mai jb aap trading mai new hoty ho to jb aap prices ko up down hota dekhty ho to aapka dil b use trhn darta hai k pta ni kya hoga aur kahen aapko loss na ho jaye pr jesay jesay time guzrta hai aapko market ke smjh aany lg jate hai or sb normal hota jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      salam han ji ye bat to sach he k starting me jab koi trader trading kerta he to price k up or down hone pe dil zarur dharakta he is ki ek wajha ye bhi hoti he k hame new hone ki wajha se koi khas experience bhi nahi hota or ziada investment lagane ki wajha se bhi dil dharakta he so hame trading ki achi knowledge or samajh hona bohat zaruri he..............thanks
      • #453 Collapse

        dear Forex trading main hamara profit and loss market ke up and down par he depend karta hai,,,,is liye hamain chaye k hum market ko samjhy and ussi k hisab se trading karain......
        • #454 Collapse

          dear me aap ki baat se agree hun lakin yahi hamaary emotion han jin ko humain control me rukhna chaahiay jub bi market me tazi hoti ha hum bagher soch ay hi trade open ker deaty han jis se humain loss ho jaata ha.
          • #455 Collapse

            forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey
             
            • #456 Collapse

              je haan asa he hota hai jab rate up and down jatay hain agar ap ne down par bit kiya hai tu market up chali jae tu ap ku kafi tention ho ge apar up par lagay tu down chali jae tu tab be
              • #457 Collapse

                g ha bhai ye b 1 bessiness he or is me bhi up and down hota rehta he ap log tention na lia karo q k sabar ka phal metha hota he ok God bless you
                • #458 Collapse

                  gee han hamara dil wakai market ki fluctuation ke sath darakhta hai kun ke market ki fluctuation ke sath hamara profit or loss jura hota hai
                  • #459 Collapse

                    Naturaly baht haa jab b ap koi kam new start karty hain toh us may ap ka dil starting may dharkta haa. or forex may kas kar jab starting may prices down ho rahi hoti hain doh dil b dharkta haa or blood ki rawani b taiz ho jahti haa yaa sub new trader ka mushtarqa tajrba haa.
                    • #460 Collapse

                      g han bilkul ager market hmari favor me ho gi to yakeenan ham khush hi hon ge or agr ni to loss ka khtra b hota he but apni trading skills ko achi trha use karte hue good earning n profit kmana cahiye
                      • #461 Collapse

                        g g jnab,,,ye to app ny bohat he achi or karny wali baat ki hay janab,mtrading aik bohat heacha business hay jnab,,,,,,is mai kaam kar k kafi mza bhi ata hay jnab,,,,,,,,or dar bhi lagta hay jnab.......
                        • #462 Collapse

                          Jee bhai jaan bilkul jab hamari trade chal rahi hoti hai hamari sans bhi kafi kam ho jati hai aur humara dill bhi kafi zor se dharak raha hota hai jis se hume kafi tension bhi hoti hai......
                           
                          • #463 Collapse

                            g han tension to bohat hoti hai lakin ap apni tension ko kam kar sakty hain agar ap market analyse ko importance dein to.. the power of technician analysis is that it can give you good and true trend by which you can get success in trading
                            • #464 Collapse

                              forex trading platfrom aysa hai k yahan par kafe log kehty hain k hum ne yee kia hum ne wo kia , laken baat ye hai k apne ne yahan se earn kiitna kia hai or app yahan par kitnee successful rahy hain tab jaa kar ap apni baat par utart sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                bilkul bhai jaan sub k sath esa hi hota hai jab ap loss mein jany lagty hai tab to kuch zeda hi darkta hai mery khyal se app is mein kuch nae kar sakty han aghr app ka dil bohat bhara hai harne ki bardast hai app mein to phr nae darky ga ap ka dil dil ki darkano py zara cantrol hi rkhna chahiye kahin harttack na ho jay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X