Indicators ko use karney kayy mukhatalef tareekey hotey hein aur mukhhtaliff tarrha kayy results app koo deitay hein. Indicators trading platform par aek aiesay tools kee hasiiyat rakhtey hein jo aapki trading kaa mazeed wazeh aur accurate bnaatey hein aur aapki trading mein nikhaar laatey hain. Indicators long term aur short term forecast aapko btaaety hain, market kee current state aapkey samnay laaty hein ya historical data aapko analysis kayy liey provide karty hain. apko kafi saary aisee indicators milll sakte hein jinnko aap use kar sakte hein lekin chand indicators mein aap k sath share karta hunn.
Kon Sa Indicator Best Hae?
Every trader kayy apany pasandeeda technical indicators hotyy hein aur ye indicators traders apni strategy mein isttemaal karte hain. Lekin aek baaat jiss mein koi do raay nahi hae kayy koi aissa indicator nahi hae joi sab sy best ho. Kun kayy har trader ka apna style hota hae, aur har trader ke strategy mukhtalif hoti hae jiss mein mukhtalif indicators usko suit karte hain. Lekin channd aise indicators hein jo har trader ko maloom hony chahey wo ma aap kayy sath share karta hun.
Oscillator Indicator
Oscillators marrket ka woo wakat ke taraf ishaara karte hein jabb market aek limit par pohnnch jaati hae aur wahan say trend ke mukhalif direction mein correction yakeeni nazar aa rahi hoti hai. For example, agar market mein up trend chal raha hae aur market kafi zaidaa upp move karti hai, Aur aek peak pe jaa kar rukti hae to to wo overbought condition mein hoti hae our wahan sy market correction kayy liey aany kayy kafi imkanaat s ban jaaty hain. Ise kayy baraakas market jab oversold conditions mein hoti hae to correction kayy liey up jaany kayy imkanaat hoty hain. Aur ye baat ko zehan mein rakha jaay kayy jab market oversold ho to buy kiya jaay aur jab overbought ho too sell kiya jaay.
Stochastics Indicator
Stochastic indicators ko khaas toor par market ke overbought aur oversold conditions kayy zone ko indicate karney kayy liey use kiya jaata hai, lekin Stochastic mumkina price reversal ko bhe point out karte hain. Stochastic kayy aek sy zaida versions hein lekin slow Stochastic sab sy zaida aur kable aitebaar indicator samjha jaata hai. Stochastic indicator aapko chart kayy bottom mein milta hae jo kayy 2 moving averages par mushtamil hota hae jo 0 sy 100 kayy darmiyaan hoti hain. Stochastic traders ke first choice hota hae kun kayy esski ke darustagi kafi zaida hae aur inexperienced traders kayy liey zaida mozun hay.
Moving Averages Indicator
Moving averages leadings technical indicator hein jo kayy price action mein break iut ke nishaan dehi karte hain, aur es kayy sath market ke amomi simat bhe btaty hain. Moving averages indicators chart par aek line ke soorat mein hoty hein aur jo time ke mikdaar apne set ke hoti hae jesa kayy 20 days ya 200 days, uss hisaab sy average price btaty hain. Es say trader ko marrket ka shoort term ya long terms trend ka and’azaa hotaa hay. Lekin esss baat ko zehan mein rakhna chahey kayy choty period wali Moving averages price change hony par bary time period, wali moving averages sy taiz amal karti hain.
RSI Indicator
Relative Strength Index ya RSI bhe stochastic ke tarha, oversold ya overbought conditions ko dekhny mein madad karta hai. Relative strength index unn traders kayy liey zaida bhetr saabit hota hae jo low buy aur high sell karte hain. Rsi ke value 0 sy 100 kayy darmiyaan hoti hae jis mein traders 70 sy above overbought consider karte hein aur 30 sy neechy oversold consider hoti hai. Traders oversold ko buy aur overbought ko sell karte hain. Lekin RSI ko d3khty huy aek baat ko mind mein rakhna parta hae kayy market selling ya buying zone mein ho tbb market mein order lagana behtar rehta hai.