Leading and lagging indicators in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading and lagging indicators in forex trading?
    INTRODUCTION :
    Dear friends kya hal he ap ka umeed krti ho ap theek ho gy or buht achi trha trading kr rhe ho gy. Dear forex members forex ak buht risk he is me hme profit b hota he or loss b hota he. Forex trading me buht se indicator use hote he jin se hme profit hota he or hme in Indicator ka knowledge hona buht zruri he ta k hme acha profit ho sky. In indicators se hme buht si information hasil hoti he jo hme ue malomat deti he k is me loss or profit kase hota hain.

    INDICATORS OF FOREX MARKET :
    Dear* members forex trading ak asan job nahi hai.is me hme bubt sari mushkilat ka samna krna prta hain. Ye aik complete process hota hain. Trading ma hmari help krny k lye kuch tools Mt4 ma diye gy hain.Mt4 se hme buht information hasil hoti hain. Ye trading ma hmari bht help krty hain in se hme buht malomat hasil hoti he K hamen kis time kn c trade open krni hai. Is sy hamen ye pta chlta ha k forex trading complex process ko indicators k zraye easy bnya ja sakta hai.. Is ki help sy trade krna bht asan hota hain. or profit k hasool ko bht easy bnya ja sakta hain. Indicator ki two types hain wo ye ha

    Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	3
Size:	33.7 کلوبائٹ
ID:	12533003
    TYPES OF INDICATORS:

    1.LADING INDICATOR KYA HE :
    Dear forex members forex trading ma leading indicator wo indicator hain jo market ma new trend or reversal time sy phly indicate krty hain.jis se hme phly malomat ho jati he. Ye indicator information dety hain k next level par prices kis side par move krny wali hain. Leading indicator ki help sy hum over bought or over sold state ki depict krty hain. Jb market overbought state par pohnch jati ha to is k bounce hony k chances zayda ho jaty hain.or profit k chances hote hain.

    Click image for larger version

Name:	images (39).png
Views:	3
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12533002

    2.LAGGING INDICATOR KISE KHTE HE :
    Dear forex members lagging indicators asy indicators hoty hain jo k market me hme buht si malomat deti he or signal tb dety hain jb market apna trend change kr chuki hoti hain. ye indicator hme ue btate he ky market ka trend start ho chuka hai.or hm ne bht kuch miss kr dia hain.disadvantages ye hota ha k ye indicator advance ma market ki price k bary main information nahi dety.

    Click image for larger version

Name:	leading-indicator-from-ig-1.png
Views:	2
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12533001


    NOTE:
    Dear forex members hum trading main koi b indicator use kry to us k advantage tab hoty hain jb hum apna experience use krty hain.or hme indicator ka knowledge hona buht zori he Jb tk hume apna experience ua knowledge ni ho ga tb tk indicator hme koi* profit ni dy skty. Is liy hme is ka knowledge hona buht zruri he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading and lagging indicators in forex trading?

    Leading VS Lagging Indicators



    Lagging indicators dakhlay aur exit signal faraham karne ke liye maazi ki qeemat ke data ka istemaal karte hain, jab ke leading indicators ko mustaqbil ki qeematon ki naqal o harkat ka ishara faraham karte hain, jabkay maazi ki qeemat ke adaad o shumaar ko bhi istemaal karte hain. Jab leading indicator ka mowazena lagging indicators ki tazabzub ka saamna karna parta hai, to taajiron ko kon sa intikhab karna chahiye? har aik ke fawaid aur hudood ko samajhney ke baad is sawal ka jawab bil akhir infiradi tarjeehat par aata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	43.6 کلوبائٹ
ID:	12397154

    Lagging Indicators kia Hen?


    Lagging indicators woh tools hain jo taajiron ke zareya pichlle qeemat action data ki ost ka istemaal karte hue market ka tajzia karne ke liye istemaal kiye jatay hain. Lagging indicators, jaisa ke naam se zahir hai, market mein waqfa hai. Is ka matlab yeh hai ke tajir isharay ki tasdeeq karne se pehlay kisi harkat ka mushahida kar satke hain matlab yeh hai ke tridr is iqdaam ke aaghaz mein mutadid pips se mahroom ho sakta hai. Bohat se log is ko aik zaroori laagat samajte hain taakay is baat ki tasdeeq ki ja sakay ke aaya yeh iqdaam raftaar ko akhatta karta hai. Dosray log usay aik khoye hue mauqa ke tor par dekhte hain kyunkay tajir kisi iqdaam ke aaghaz mein hi tijarat karna chore dete hain .

    Lagging indicators main dajazel indicators shamil hen;

    Moving Average Convergence Divergence (MACD)
    Simple Moving Averages (SMA)
    Stochastic Oscillator
    Relative Strength Index (RSI)

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	6
Size:	13.7 کلوبائٹ
ID:	12397156

    Leading Indicators Kia Hen?


    Leading indicators technical indicators hai jo market mein mustaqbil ki qeematon ki naqal o harkat ki passion goi karne ke liye maazi ki qeemat ke adaad o shumaar ka istemaal karta hai. Ahem isharay taajiron ko mustaqbil ki qeematon ki naqal o harkat ka andaza laganay ki ijazat dete hain aur is wajah se, tajir is iqdaam ke aaghaz mein mumkina tor par tijarat mein daakhil honay ke qabil hotay hain. Leading indicators ka manfi pehlu yeh hai ke tajir is se pehlay ke yeh waqay ho jaye aur market mukhalif simt mein harkat kar sakti hai. Nateejay ke tor par, jhutay break out ka mushahida karna koi mamooli baat nahi hai, ya, trend ke ulat jane ki alamaat jo sirf mamooli wapsi ki wajah se samnay aati hain.

    Leading indicators main dajazel indicators shamil hen:

    Fibonacci retracements
    Donchian channels
    Support and resistance levels

    Click image for larger version

Name:	leading-indicator-from-ig-1.png
Views:	2
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12397155

    Leading aur Lagging Indicators k Istemal ka Tareeqay Kar


    Dono indicators perfect nahi hain. Apni fitrat ke mutabiq, indicators taajiron ko yakeeni cheez ke bar aks mumkina nataij daryaft karne mein madad karen ge. Yeh tajir par munhasir hai ke woh apne haq mein mushkilaat ko jama karne ke maqsad ke sath mukammal tajzia kere. Bullish se signals talaash karne walay tajir sarkardah asharion ki himayat karen ge lekin woh peechay reh jane walay asharion par time period setting ko bhi kam kar satke hain taakay inhen mazeed jawabdeh banaya ja sakay. Taham, usay hamesha sakht stap nuqsaan ke sath laago kya jana chahiye agar market mukhalif simt mein chali jaye.
    Ziyada aetmaad ke khwahan tajir peechay reh jane walay asharion ki himayat karen ge. Yeh tajir aksar lambay timeframes par tijarat karte hain jo nisbatan takheer se dakhlay ki satah par daakhil honay ke baad musalsal raftaar se faida uthana chahtay hain, jabkay khatray ke sahih intizam ko nafiz karte hain. Is jaal mein phansna aasaan hai kyunkay taajiron ke liye yeh doosri fitrat hai ke woh zahir hotay hi kisi barri harkat se faida uthana chahtay hain. Traders ko is baat ki tareef karne ki zaroorat hai ke jahan ahem isharay mustaqbil ki qeematon ki naqal o harkat ke mumkina ilaqon ki nishandahi karte hain, inhen yakeeni cheezon ke tor par nahi dekha jana chahiye. Trend , jazbaat aur raftaar ka mazeed analysis trading ki tasdeeq ya baatil karne mein madad kere ga.

    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	35.9 کلوبائٹ
ID:	12397153
    • #3 Collapse

      Re: Leading and lagging indicators in forex trading?

      forex trading main learning karna parta hain forex trading main hard work karna parta hain forex ek trusted busniess hain forex trading main learning karna parta hain forex trading main learning karna parta forex trading main hard work kare forex trading karna hain tu deo account main pratice kare forex ek kamyab busniess hain learning karna parta hain learning karna haintu pratice kare forex trading main kamyabi panna hain tu forex trading main strong learning karna parta hain kamyabi panna hain tu forex trading main regular pratice kare forex ek kamyab busniess hain learning karna parta hain regular pratice karna parta hain pratice he kaamyab tradeds bana skte hain jo learning k bina kaam karte hain vo big loss kar dete hain or kamyab nhe ho skte hain


      How to trade on indicator in forex trading market:


      forex trading main hardwork kare forex trading main learning ko incresss kare forex trading main learning hain tu earning k high chances hote hain jo learning nhe karte hain o big loss kar dete hainlot size b use karna hain tu forex trading main hard work karna parta hain hard work kia jata han tu kamyabi b mil jati hain jo learning kar k kaam karte hain vo kamyab ho skte hain forex trading ka busnisss ek kamyab busniess hain forex trading main learning karna parta hain forex trading main hard work kare forex main jaaab tak leanring neh hoti hani tu kamyabi b nhe mil sktihain forex trading main regular pratice kare forex main regular hard work kare learning he kamyab traders baana skti hain or achi tara kamyabi pane k liye pratice karna parta hain forex trading main learning hain tu best chanaces hain k earnng ho sktihain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Leading and lagging indicators in forex trading?




        What isLeading and lagging indicators in forex trading?


        Mery piyary dosto aj hum leading and lagging indicators kay bary men sekhen gy .
        Defination leading and lagging indicators in forex trading:
        Peachy rah jany waly ishary dakhly ur kharjy signal frahum karny kalia mazy kay data ka rasta dety hain,Jab keh marof ishary tajron ko mustaqil
        ki keemton ki nakal o harkat ka ishara karty hain,Jab keh mazi kay kemat kay adad o shumar ko bhe made nazar rakhty hain.

        What is defrence leading and lagging indicators?
        Lagging indicators:peachly rah jany waly ishray voh tools hain jo tajron kay zariye peachly kemat akhsion data ki osat ka istamal karty hovy market ka tajziya karny kalia istamal kiye jaty hain
        Yeh market men wakfy ko zahir karty hain as say tajir market ki koi bhe harkat karny say pahly as ka kuch bhe indaza laga sakty hain.As say tajri kuch pips say faida hasil kar sakta hy
        bahut sary log as ko ek zaroury lagat samajhty hain keh as say faida hasil ho sakta hy .

        Common lagging inddicators include:
        1:Moving average convergence Devergence.
        2:Simple moving averages.
        3:Relative strength index.

        Leading indicators:
        Yeh ek ahim takneky ishara hy jo jo market men mustaqil kemton ki nakal o harkat ki pech goi karny kalia mazi ki kemton kay adad o shumar ka istamal karta hy
        Ahim ishary tajron ko mustaqil ki kemton ka indaza lagany kalia madad dety hain , ur asy wajah say tajir market men is akdam ko dekh agy bharty hain ur as men bahut zeyada nafa hasil karty hain
        As ka ek nuksan yeh hy keh market mukhalif simt men chaly jay tu tajron ko as men achy andaz kay sath kam karna hota hy .
        As tarah as men fake break out bhe ho sakta hy jis ki wajah say hum kafi nuksan men ja sakty hain.
        Common leading indicator include:
        1:FIBONACCI Retrcement
        2:Donchian chanels.
        3:Support and resistance levels

        Click image for larger version

Name:	tery.png
Views:	7
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12397186

        اب آن لائن

        Working...
        X