what is Order discussion:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is Order discussion:
    Asslam O Alikum;


    Order stock ko buy air sell karny main use hota hai
    Is main currencies,bond, commodities aur option include hoty hain .



    Explanation:

    Exchanges trade security aik ask process per depend karta hai. Agar sell kartay hain to buyer's ko willing hona chahie aur agar buy karta hain to seller's ko willing hona chahie.Forex trading mein apna experience and skills ki base per acchi earning karna chahte hain to iske liye zaruri hai k forex market ko theek se samjhe agar aap isko samjhe gay nahin to aap kabi bhi achy trader nahin ban sakte . Apko trading terminal ke about bhi ilam hona zaruri hai is tarah aap apne account ko acche se manage kar sakte hain.

    Types of order:

    Is ki 2 types hain
    Instant Order
    Pending Order

    1)instant order:

    Aik instant order , aisi order ki type hai, jo keh current price ka according immediately execute ho jata hai.
    Woh order hota hai jo k market main mojooda price par fori tor par place ho jata hai, ye order har trader easily place kar sakta hai our ye fori tor par lag jata hai , jese hi aap instant order par click karte hai market ki mojoda price par aap market main enter ho jate hain.
    Aisa users jo immediately trading karna chahte hain unko yeh order use karna chahie.


    Click image for larger version

Name:	776455E1-48F7-44CA-B409-E6D2B8EAACF1.png
Views:	2
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12532254



    2)Pending orders:

    pending order aik instruction hai , jo buy ya sell ka liay use hoti hai, jab certain preconditions jo keh trader specified karta hai pori ho jati hain.
    Aisa order ha jis main aap apane broker ko hadayet dete ho k jab future main market price aap ko desire k mutabik aik khaas qeemat par chali jay to broker aap ka order automatically market main enter kare.

    Types of pending orders:
    l
    Is ki 4 types Hoti hain
    1-buy limit:


    Market main Buy Limit ka istemal us wakt kia jata hy k jab market ke current price sy nechy ap Buy ke entry place karty hain.


    2-sell limit:


    Sell Limit ka istemal is wakt kia jata hy jab market ke price Uptrend main hoti hy aur ap analysis karty hain jis sy market ny down ana hy. Is k liay current price ay oper sy Sell ka Order place karny ko sell Limit kaha jatahy.


    3-buy stop:




    Is market main jab aap kam karty hakn to trade lagny k liay Buy Stop ka order us wakt place kia jata hy jab market ke current price k oper ap Buy ka order place kar dety hain. Is sy market main apki automatically Buy ke trade open ho jati hy.



    4-sell stop:

    Wo order hai jo ke ham future mein current market price se higher price par sell order lagana chahte hain to select karte hain.





اب آن لائن

Working...
X