What is Important information about Bullish Harami Cross Pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Important information about Bullish Harami Cross Pattern?
    INTRODUCTION!Dear members Assalamu Alaikum kya hal he ap ka umeed krti ho sb khyrit se ho gy or forex trading me acha profit hasil kr rhe ho gy. Dear members aj ka hmara topic he important information about bullish harami cross pattern. Aj hm dekhe k hm is ko jase use kre gy or hme is kya faida ho skta he. Friends Forex ak buht achi job he is pe kam krne k liy bubt se indicators ki zrurt hoti he jis ki madad se profit bna skte he. Ab hm bt kre gy bullish harami cross pattern k bare. Aj hm aj ue b dekhe g k hm is ko kase use kre gy.

    Bullish Harami Cross Pattern:

    Bullish harami cross candlesticks pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jis par prices bottom area se bullish trend reversal main badal jati hai. Bullish harami cross scandal stick pattern do candles promotional hota hai jismein pahli candle ek long real body wali bear candal hoti hai jo ki prices ko niche ki taraf push karti hai yah candle extra real body mein banne ki vajah se market mein barish ki strong alamat hoti hai lekin bad mein banne wali candle ek doji candle Hoti hai jiska open aur close pahli bear candal ke andar hota hai jo ki price ka jana namumkin ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (28).png
Views:	24
Size:	2.4 کلوبائٹ
ID:	12532058Bullish Harami Cross Pattern for use:


    Bullish harami cross candlesticks pattern do candles par mushtamil hota hai, jis main shamil pehli candles aik bearish trend wali candle hoti hai. Market mein pehli barish scandal banne ke bad prices mazeed niche jaane ki koshish karti hai jiski vajah se scandal ki long real body banti hai jab ke bad mein banne wali aik doji candle hoti hai jismein candle ka open aur close same point per hota hai yani just point per prisis open hoti hai usi point per close bhi ho jaati hai jisse yah candle aik plus jaise nishan jaisi lagti hai jabki scandal ka pahli candle ki real body mein banti hai yani pahli candle ki real body mein dusri candle ka open aur close hone ke sath sath high aur low bhi uski real body mein ban jata hai.
    Click image for larger version

Name:	images (29).png
Views:	9
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12532057
    Bullish Harami Cross Pattern Ko kase use kia jata he:


    Bullish harami cross candlesticks pattern par trade karna dosre pattern ki nisbat asan bhi hai aur riski bhi hai. Bullish harami cross candle stick pattern market mein aikk waqfay Ke bad banta hai jismein pahli candle aik long real body hone ki vajah se dusre candle uski real body mein banti hai. Pattern ke bad aik bullish confirmation candle ki ki jarurat padati hai Jis per market Mein entry ki ja sakti hai market mein yahan per buyers active ho jaate hain jo ki sellers ke market ka khatma kar dete hain aur barres train ka yahan per ikhtitam ho jata hai yahan per ham stop loss bhi set karte hain aur ghar pehle se koi trade open ho jo sell ki position ke liye ho to ham yahan per usko close bhi kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Important information about Bullish Harami Cross Pattern?

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Harami Cross Candlestick Pattern


    Bullish harami cross candlestick pattern price chart k support level ya bottom area main banne wala aik bullish trend reversal pattern hai, jo k two days candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil candles market ki situation batati hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrend ya bearish trend ki akasi karti hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jiss ka open aur close point same position par banne ki waja se trend reversal k kaam karti hai. Pattern ki pehli candle aik normal long real body main banti hai, jab k dosri candle bagher real body wali doji candle hoti hai. Ye pattern aik strong bullish trend reversal k leye mashahoor hai.
    Click image for larger version

Name:	images (137).png
Views:	15
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12397067

    Candles Formation


    Bullish harami cross candlestick pattern bhi ziada tar dosre two days candlestick pattern ki tarah trend reversal ka kaam karti hai, jiss main pattern ki location ka bearish ya downtrend main hona zarori hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (138).png
Views:	11
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12397068

    1. First Candle: Bullish harami cross candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle aik black ya red color ki candle hoti hai.

    2. Second Candle: Bullish harami cross candlestick pattern ki dosri candle bagher real body wali doji candle hoti hai. Iss candle ka open aur close pehli candle k andar hoti hai. Dosri doji candle open aur close same point par hota hai, jab k ziada tar ye candle aik doji-star candle hoti hai.

    Explanation

    Bullish harami cross candlestick pattern k price par banne ki pechay ki psychology kuch iss tarah se hoti hai, k pattern ki dosri candle pehli candle k real body main banti hai, jiss ka lazmi open aur close same point par hona chaheye. Dosri candle ka high aur low size main taqreeban same hote hen, jab k ye pehli candle k open aur close price k inside par bante hai. Ye pattern prices k bottom par banne ki waja se bullish trend reversal k leye jana jata hai, jiss main pattern market k current bearish trend ka khatema karti hai. Pattern ki dosri candle agar real body main banti hai, to ye pattern bullish harami ya homing pigeon pattern main tabdeel ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (139).png
Views:	11
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12397069

    Trading

    Bullish harami cross candlestick pattern prices k leye bearish trend main banta hai, jiss par buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern jitna ziada low prices ya bearish trend main bane ga, utna hi ye ziada strong bullish signal dega. Pattern par trading karne se pehle pattern k bottom ya low price area main hona zarori hai. Jab k trade entry confirmation candle ka baad hoti hai, jo k aik bullish real body wali candle honi chaheye. Confirmation candle k dosri candle k top par close hona zarori hai, jab k confirmation candle ki jagah bearish candle banne par trade entry nahi karni chaheye. Indicator par trend confirmation k leye value ka oversold zone main hona zarori hai. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya pehli candle k low price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (140).png
Views:	11
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12397066
    • #3 Collapse

      Re: What is Important information about Bullish Harami Cross Pattern?

      Asalamualikum dear members hope you all are fine and doing well on forex trading. Dear members forex mein kaam Krny k liye knowledge or experience ka Hona zaruri hy.knowledge or experience k bgair hm kbi b kamyabi nai hasil kr skty hain.aaj hm apni post mein bullish harami candlestick pattern k bary mein baat krein gy.

      Bullish harami candlestick :


      Bullish harami candlestick pattern jab b eik bearish trend ya low prices area mein two days candles sy mil kr bnta hy, to yeh eik bullish trend reversal ka kaam krta hy. Yeh pattern risk reward ratio mein sb sy best pattern hy. Pattern ke dono candles main dosri candle pehli candle sy shape main ya length main small hoti hy, jis main pehli candle ka open or close price dosri candle k open or close price sy zyada hota hy. Traders es pattern ko buyers k pressure k tor pr daikhty hain, jis sy prices mazeed bullish ja sakti hain. Yeh chart pattern bearish trend k ikhtam or sellers sy buyers main market k control k trf ishara dta hy.or hm trading kr skty hain.

      Click image for larger version

Name:	bullish-harami-candlestick-pattern-definition-and-use(1).jpg
Views:	9
Size:	25.4 کلوبائٹ
ID:	12397093

      Formation of candles :

      Bullish harami candlestick pattern prices k bottom pr banne ke wja sy eik strong bullish trend k indication dta hy, jo k do candle ka eik simple sa pattern hy. Pattern main candles ke formation darjazzel trah sy hoti hy.

      First Candle:*Bullish harami candlestick pattern ke pehli candle eik strong real body wali bearish candle hoti hy, jis ka colour b bearish pattern k mutabiq black ya red hota hy. Yeh candle prices k bottom ya low price main bearish trend k mazed izafey ke koshish hoti hy.or market upward move krti hy.

      Click image for larger version

Name:	maxresdefault(24).jpg
Views:	4
Size:	49.7 کلوبائٹ
ID:	12397092

      Second Candle:*Bullish harami candlestick pattern main shamil dosri candle eik small real body wali hoti hy, jis ka open or close same point pr nahi hona chaheay. Yeh candle eik bullish trend wali banti hy, jis ka colour white ya green hota hy. Yeh candle pehli candle k andar banti hy.or easily hm daikh skty hain.

      Explanation :

      Bullish harami pattern eik strong bullish trend reversal pattern hy.jo k bearish trend main bnta hy, jo direction ke tabdeli k nishan-dahi karta hy. Yeh pattern do candles pr mushtamil hy, jis main dosri candle pehli candle k real body main open or close hoti hy. Yeh pattern bger confirmation aik strong bullish signal dta hy, k ab bullish trend reversal hone wala hy. Pattern ke dosri candle pehli candle sy size main small hoti hy, jis sy market ka mojuda trend weak par jata hy. Sellers k market main interest kam ho jati hy, jis sy market buyers k control main chla jata hy. Yeh pattern support zone k qareb zyada bnta hy, jis sy prices resistance levels ke taraf harkat krna shuro karti hy.or ,zyada profit mein chle jati hy.

      Trading strategy :

      Bullish harami candlestick pattern price chart k bottom pr banney sy aik strong message milta hy, k ab market mazeed down jany ke muatahamel nahi ho sakta hy. Ess wja sy ye pattern jab bhi bearish trend ya low price main banta hy, to ye bullish trend reversal ka aik strong signal deta hy. Yahan par market main buyers active hone ki koshash karti hain. Trading k liye bullish trend ki continuation or bullish trend reversal dono main prices bht tezi k sath bullish jati hy. Pattern main trade open karne se pehle trend confirmation ka indicator se zaror karen, q k aksar ziada peak value par market main entry bare loss ka bhi sabab bantti hy. Pattern ki trend confirmation price action yanni aik aur bullish candle se bhi ho sakti hy.*Stop Loss*ko pehli candle k lower point ye candle k close price k lower price se two pips below par set karein.hmain hmesha trading soch smjh k krni chaheay.

      Click image for larger version

Name:	harami-candlestick-patterns_body_bearish.png.full(0).png
Views:	9
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12397091
      • #4 Collapse

        Re: What is Important information about Bullish Harami Cross Pattern?

        Assalam o alaikum friends Kia Hal Hy Umead Hy sab dost achy Hun gy or apna Kam Pakistan forex forum per bahut mehnat sy KR rhy hn gy. Dear forex member sab dosto ko acha Kam krna chaheye q k ye hamin ek acha plate form Mila Hy jis sy ham khud to earning KR skty hn os k sath sath apny dosto ko b es Kam me sport KR skty hn jis ka faida hamin b ho ga or os ko b.

        Introduction.
        Dear members aj ka hmara topic he important information about bullish harami cross pattern. Aj hm dekhe k hm is ko jase use kre gy or hme is kya faida ho skta he. Friends Forex ak buht achi job he is pe kam krne k liy bubt se indicators ki zrurt hoti he jis ki madad se profit bna skte he. Ab hm bt kre gy bullish harami cross pattern k bare. Es Lea ham apna har Kam sahi krin to bahut ziada faida hasil KR skin gy.

        Bullish Harami Cross Pattern.
        Bullish harami cross candlesticks pattern par trade karna dosre pattern ki nisbat asan bhi hai aur riski bhi hai. Bullish harami cross candle stick pattern market mein aikk waqfay Ke bad banta hai jismein pahli candle aik long real body hone ki vajah se dusre candle uski real body mein banti hai. Pattern ke bad aik bullish confirmation candle ki ki jarurat padati hai Jis per market Mein entry ki ja sakti hai market mein yahan per buyers active ho jaate hain jo ki sellers ke market ka khatma kar dete hain aur barres train ka yahan per ikhtitam ho jata hai yahan per ham stop loss bhi set karte hain aur ghar pehle se koi trade open ho jo sell ki position ke liye ho to ham yahan per usko close bhi kar sakte hain.
        Market mein pehli barish scandal banne ke bad prices mazeed niche jaane ki koshish karti hai jiski vajah se scandal ki long real body banti hai jab ke bad mein banne wali aik doji candle hoti hai jismein candle ka open aur close same point per hota hai yani just point per prisis open hoti hai usi point per close bhi ho jaati hai jisse yah candle aik plus jaise nishan jaisi lagti hai jabki scandal ka pahli candle ki real body mein banti hai yani pahli candle ki real body mein dusri candle ka open aur close hone ke sath sath high aur low bhi uski real body mein ban jata hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is Important information about Bullish Harami Cross Pattern?

          What is Important information about Bullish Harami Cross Pattern?

          INTRODUCTION!Dear members Assalamu Alaikum kya hal he ap ka umeed krti ho sb khyrit se ho gy or forex trading me acha profit hasil kr rhe ho gy. Dear members aj ka hmara topic he important information about bullish harami cross pattern. Aj hm dekhe k hm is ko jase use kre gy or hme is kya faida ho skta he. Friends Forex ak buht achi job he is pe kam krne k liy bubt se indicators ki zrurt hoti he jis ki madad se profit bna skte he. Ab hm bt kre gy bullish harami cross pattern k bare. Aj hm aj ue b dekhe g k hm is ko kase use kre gy.

          Bullish Harami Cross Pattern:

          Bullish harami cross candlesticks pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jis par prices bottom area se bullish trend reversal main badal jati hai. Bullish harami cross scandal stick pattern do candles promotional hota hai jismein pahli candle ek long real body wali bear candal hoti hai jo ki prices ko niche ki taraf push karti hai yah candle extra real body mein banne ki vajah se market mein barish ki strong alamat hoti hai lekin bad mein banne wali candle ek doji candle Hoti hai jiska open aur close pahli bear candal ke andar hota hai jo ki price ka jana namumkin ho jata hai.

          Bullish Harami Cross Pattern for use:


          Bullish harami cross candlesticks pattern do candles par mushtamil hota hai, jis main shamil pehli candles aik bearish trend wali candle hoti hai. Market mein pehli barish scandal banne ke bad prices mazeed niche jaane ki koshish karti hai jiski vajah se scandal ki long real body banti hai jab ke bad mein banne wali aik doji candle hoti hai jismein candle ka open aur close same point per hota hai yani just point per prisis open hoti hai usi point per close bhi ho jaati hai jisse yah candle aik plus jaise nishan jaisi lagti hai jabki scandal ka pahli candle ki real body mein banti hai yani pahli candle ki real body mein dusri candle ka open aur close hone ke sath sath high aur low bhi uski real body mein ban jata hai.

          Bullish Harami Cross Pattern Ko kase use kia jata he:


          Bullish harami cross candlesticks pattern par trade karna dosre pattern ki nisbat asan bhi hai aur riski bhi hai. Bullish harami cross candle stick pattern market mein aikk waqfay Ke bad banta hai jismein pahli candle aik long real body hone ki vajah se dusre candle uski real body mein banti hai. Pattern ke bad aik bullish confirmation can

          اب آن لائن

          Working...
          X