Bullish Aur Bearish Terms
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Aur Bearish Terms
    Poori duniya mein aap kahin bhe safar karrty hain ya khain bhe kaise kony mein aap rehaish pazeer hain aap ka wastaa forex sey kise na kise tareeky sey parta hae. Aapne aggar kise dossri country mein jaa karr kuch paisey istemaal karney hein too wo aapko apne mulk kee country sey nahi milengay aapkoo apney mulk ke currency yaa dollars uss mulk ke currency sey exchange karrna party hain. So harr bandaa taqreeban forex sey related hae aurr kahin kahin wastaa parhta hae.

    Bullish aurr Bearish Kya Hae?

    Bullish term jessa key naam sey zaahir hay kay jabb market mein price up ja rahi hoti hai ya up jaany kay chances hoty hain to usko bull market ya Bullish market kehty hain. Jab market maiininvestors confidence nazar aa raha hota hai yo market up trend maiin jaati hai. Ye trends weeks, months ya years tak bhe chalty rehty hain.
    Market amoomi torr parr Bullish matket banti hai jab economy acha perform kar rahi ho. Aurr baki indicators jo pehly itney achy figures na dy rahy hon wo achy nazar aain maslan GDP, Employment Figures ya phir interest rates weghra. Jis ke wajha sy currency ke demand mein izafa hota hai aurr market Bullish ho jaati hai.

    Click image for larger version

Name:	bull n bear.png
Views:	2
Size:	207.1 کلوبائٹ
ID:	12531922

    Bearish market wo hoti hay jabb market kee price girr rahe hoti hai yaa phir outlook itna achi nazar nahi aa rahi hoti. Bearish market Bullish market ke billkul opposite hoti hai aurr es maiin matket up jaany ke bajaay down aati hai. Ess mein market par wo factors involve hoty hain jo market ke price ko stable nahi rakh sakty aurr market downtrend mein aa jaati hai.

    Bullish Aur Bearish Terms Kay Istemaal Ke Wajha

    Bullish nikkla hay "Bull" sey aur Bearish niklla hay "Bear" sey.
    Ye dono terms ko ess liey forex mein istemaal kiyaa jaata hay kay jjab Bull kise cheez par hamla karrta hay to wo neechy sy oper maarta hai. Aurr jab Bear kise kay oper hamla karrta hay too wo oper sy neechy karrta hai.esi liey jab market up jaayi hai yo usy bullish aurr jab down jaati hay to usey bearish matket kehty hain.

اب آن لائن

Working...
X