Difference between " Trailing Stop & Take Profit" in trading..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference between " Trailing Stop & Take Profit" in trading..
    INTRODUCTION:

    Assalamu Alaikum dear Fox member kaise hain aap sab log ummid hai kya sab theek honge properly understand karna chahe tabhi Ham ismein kamyabi hasil kar sakte hain main aaj aapke sath dekh Kar important topic training stop take profit hai isko details karta hun kyunki forest trading most important part hai inke bagair Ham trading kabhi bhi nahi kar sakte karna chahie tabhi Ham achcha profit increase kar sakte hain aur profit hasil kar sakte hain aur training stop se option bhi diya jata hai to hamen train stop mein use karna chahie...

    WHAT IS TAKE PROFIT:

    Dear members forex market mein take profit ka matlab hota hai ki hamari trip profit mein automatic likha ho jaaye means ke jab Ham trade ko open karte Hain to usse pahle hamen market ko analyse karne hote Hain ki market ki movement kahan tak hai ho sakti hai min ki agar market 1850 per hai ki market tatha 55 tak jaaye to Ham trade ko open karte hain aur take profit 1855 per set karte Hain to jaise hi market off bachpan per pahunchti hai to hamari trade automatic ke liye khud Hi close ho jaati hai jisko Ham ek profit ka naam dete Hain Jo ki hamen profit dete aur hamara account ko bhi sev rakhta hai to isliye take profit loss MI apni trade mein use karna chahie jisko trade mein TP kaha jata hai..



    WHAT IS TRAILING STOP:

    Members for f market mein training stop be take profit ki tarah hota hai ismein bhi hamen profit hasil hota hai hamara account loss mein jaane se Bach jata hai kyunki jaise hi Ham agar Ham 1850 se bye karte hain aur apni DP ko thoda third per set kar lete hain lekin kuchh vate karne ke bad Ham dekhte hain ki market 1855 pahunch Gai aur aap masjid take profit ka vate karna chahte hain aur aap kahate Hain ki hamen loss bhi na ho to aap 1855 se thoda niche aur value ko set kar lete hain agar market use value se upar rahti hai to aapki train krodh Nahin Hogi aur agar market revers ho jaati hai use set ki value per hit karti hai to update bhi close ho jaati aur aap close se bhi Bach jaate Hain Mil jata hai to isko Ham training stop ka naam dete Hain Jo ki most important hota hai set karna trading mein kar sakte hain aur ham trade se out ho jaate Hain..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-12T193828.776.jpeg
Views:	3
Size:	32.6 کلوبائٹ
ID:	12531316

    CONCLUSION:

    Members for f market mein take profit aur railing stroke log ne use karna chahiye bade loss se bhi Bach jaate Hain to isliye track profit aur training stop loss mein use karna chahie forever studying me most important tool hai jinko use karte hue kar sakte hain aur daily basis per acchi running bhi Kama sakte hain market ki broker ki taraf se provide Kiya jata hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-12T193834.989.png
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12531317
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Difference between &quot; Trailing Stop &amp; Take Profit&quot; in trading..

    Forex trading main different tools han jin mn hum log kam kar k ache earning kar sakty han is k ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken is main sab sy best take profit ha q k ap online hon ya ni ap ko profit hasil ho sakta ha is ley humy ache tahra analysis kar k take profit istamal karna chae ha ta k hum log kamyab ho saken ta k hum log ache earning kar sakty han take profit main jab value ap k take profit ki jaga tak ponchti ha to auto pe trade close ho gati ha.

    Forex trading mn boht c terms, tools and order use hoty hain jin mn Take Profit and stop loss qabil-e-zikar hain esi taran aik aor term use hoti hay jisay trailing stop kehtay hain yahan ham take profit and trailing stop ki bat karain gay.


    Take Profit:


    Take profit main trader pehlay say hi apnay profit ko fix kar laita hay jis main hota yeh hay k hamari trade kay mutabiq prize up ho rahi ho toha hamara balance increase honay lag jata hay aor ham ko profit honay lag jata hay to jaisay hi price profit ky set kiay howay point tak jati hay to take profit hit ho jata hay aor trade automatically close ho jati hay aor hamara profit safe ho jata hay.

    Jb Forex trading main ap koi bhi kei trade open karte hain uske sath sath aap ek limit ko sex karte hain Jis link per jakar aapki trade profit Mein close Ho Jaati Hai to use limit Ko take profit Kaha Jata Hai yah aapki aik fix limit hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	3
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12395026

    Trailing Stop:

    Take profit ki tarhn stop loss ko bhi trader phly say hi set kar daita hay jis say jab loss honay lagta hay aor loss jaisay hi set kiay howay point ko touch karta hay to stop loss hit ho jata hay jis say trade close ho jati hay aor mazeed loss nahi hota aor account ziada loss ki wajah say wash honay say bhi bach jata hay stop loss ki taran trailing stop ko bhi kuch pips kay sath lagaya jata hay jis main hota yeh hay k jab ham ko profit honay lagta hay to ham apni trade ko lamba karna chahtay hain to jis taran profit oper chaltay jata hay to sath sath ham trailing stop ko bhi up kartay jayin gay aor es taran aik point pay hamara risk kam ho jay ga aor ham easily lamba profit earn kar sakain gay yehni ham dosray lafzon main keh saktay hain k trailing stop hamary profit kay sath sath chalta hay aor hamray profit ko lamba karta jata hay aor ham ko ziada say ziada profit say jata hay. Minimum trailing stop 16 pip ka lagta hay.

    Click image for larger version

Name:	images (25).png
Views:	9
Size:	22.2 کلوبائٹ
ID:	12395027

    Jab aapka profit trading situation per change hota rahata hai aur wo fix Nahin Hota To usko trailing stop profit Kaha Jaate Hain ine donon mein difference yah hai ki ek jagah profit fix aur dusri jga situation Mein yah step-by-step change hota rahata hai aur very Karta rehta Ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X