Hum se kafi sary log Aajkal day trading kar rahe hote Hain lekin ziadatar ismein se nuksan kar rahe hote Hain kyunki daytrading kelye ap k pas ziada time ni hota apni trade ko hold krny ka apko ek Hi din mein apni trade profit ya phir loss mein close Karni hoti hai.Agar aap kamyab day trader banna chahte Hain to aapko ine Chand trading plan per Amal karna hoga.
1: make a check list
Kabhi bhi chalti hoi market mein enter na ho balky ap limit order ka use kren aur ap trading check list banaen jismein aap decide karenge keh sab se phly weekly chart dekhenge uske bad Daily chart dekhenge aur uske bad H4 aur H1 chart dekh Kar entry lenge.
2: Avoid repeating same mistakeJab bhi ap Trade len aur use trade mein aapko loss ho to aap apni galti ko note Karke likh Le aur kabhi bhi us galti ko dobara repeat na Karen.
3: Always use Stop lossKabhi bhi Stop loss k bagair trading na Karen kyunki is Tarah aapka pura account hi wash ho sakta hai isiliye Jab bhi aap trade len to 1% risk single trade py rahakar Stop loss Laga Diya Karen.
4: Avoid indicatorsHumne dekha hai ki 80 se 90% log indicator use karte hain jo ki ek bahut hi galat concept hai trading ka market mein price indicator ko follow nahin karti balki indicator price ka follow karte hain aur aap is Tarah trade mein fans jaate Hain hamesha price action ko use Karen jo ki aapko fayda degi.