For newbies, trading with small capital or big capital...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    For newbies, trading with small capital or big capital...
    For trading aik aisa business hai jismein hamen bahut jyada munafa bhi milta hai aur hamara bahut jyada nuksan bhi hota Hai isliye hamen is business ko samajhne ki jarurat hai kyunki Jab ham investment karte Hain to hamen investment se pahle is business ko samajhna bahut jaruri hai kyunki kuchh log is business se bahut hi acchi running kar rahe hote Hain aur kuchh log is business se Los kar rahe hote Hain isliye is business ko samajhna bahut jaruri hai Jab koi new bhi is business ko join karta hai to uska experience Nahin hota Hai without experience ke yah business bahut hi mushkil Hai isliye is business ko start karne ke liye experience Ka Hona bahut jaruri hai bahut se log trading mein big investment ko kamyab samajhte Hain aur kuchh trader market mein small capital ko kamyab trading samajhte Hain aaj ham is topic per tafseel ke sath guftgu karenge.

    Trading with big capital:

    Market mein bahut se aise traders hote Hain Jo yah samajhte Hain ki agar ham market mein bag capital rakhte hain aur Market mein ham big investment karte Hain to ham market mein kamyab ho jaate Hain kyunki Jab hamari investment bhi Hoti Hai to agar hamen loss ho jata Hai to ham use ko recover bhi kar lete hain aur agar chhoti investment Hoti Hai to usko aasani ke sath ham recover nahin kar sakte hain lekin yah baat bilkul hi galat hai kyunki jis trader ko farak ka experience Nahin hota hai vah kabhi bhi investment se kamyab Nahin ho sakta hai iski vajah yah hai ki agar ham market mein bag capital rakhte hain aur hamara experience Nahin hota Hai to fir bhi ham apna loss kar jaate Hain uski vajah yah hai ki Jab hamen market mein nuksan hota Hai to ham big lot size ke sath trade start kar lete hain jiski vajah se hamara hole capital West ho jata hai hamen chahie ki ham big capital ki investment na Karen kyunki jab tak hamen experience Na ho hamen bahut badi investment Nahin Karni chahie.

    Trading with small capital:

    Forex trading mein kuchh logon ka yah khyal hota hai ki agar ham market mein small capital ke sath trading ko start karte Hain to ham market mein kamyab ho jaate Hain aur main bhi ine logon ke sath ittefaq karta hun kyunki yah baat bilkul Dost Hai ke agar ham market mein hamen experience nahin hai aur ham market mein start karte Hain to hamen chahie ki ham market mein small capital se apna Kam start karen kyunki use waqt hamen experience Nahin hota hai aur agar hamara loss ho jata Hai to hamara loss kam hota hai aur agar ham use time per big investment ke sath kam karenge to hamen kafi jyada loss ho jaega isliye hamen ine chijon ko samajhna chahie kyunki Jab hamara capital kam Hoga to ham apna lod size bhi kam rakhenge aur agar hamara capital bag Hoga to ham big lot size ke sath kam karenge isliye hamen chahie ki ham start mein small capital ke sath working kren.

    Conclusion:

    Click image for larger version

Name:	9k=.jpg
Views:	1
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12527568


    Market men hamari investment se jyada hamara experience important hota Hai Jab ham market mein seriously hokar working karte hain aur agar hamen market ka achcha experience Hai to ham small capital se bhi acchi running kar sakte hain aur agar market mein hamara experience nahin hai aur without experience ke ham Sare trading kar rahe hain to use waqt agar hamara capital bag hoga to tab bhi ham market se profit Nahin utha sakenge isliye hamen is baat ko samajhna chahie ki hamen hamesha hi market mein experience game karne ki koshish Karni chahie kyunki jis trader ka experience strong hota Hai vahi trader hi market mein successful ho sakta hai without experience ke market mein successful Hona bahut mushkil Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: For newbies, trading with small capital or big capital...

    Guide to Winning Forex Trading?


    • Forex trading is often hailed as the last great investing frontier – the one market where a small investor with just a little bit of trading capital can realistically hope to trade their way to a fortune. However, it is also the most widely-traded market by large institutional investors, with billions of dollars in currency exchanges happening all around the world every day that there’s a bank open somewhere.




    Pay Attention to Daily Pivot Points?


    dainik dhuree binduon par dhyaan dena vishesh roop se mahatvapoorn hai yadi aap ek din ke vyaapaaree hain, lekin yah bhee mahatvapoorn hai, bhale hee aap ek sthiti vyaapaaree hon lambee aur chhotee sthiti nivesh mein, lambee aur chhotee sthiti niveshakon dvaara dishaatmak daanv ka pratinidhitv karatee hai ki ek suraksha ya to hogee oopar jaen (jab lamba ho) ya neeche (jab chhota ho), sving tredar, ya keval lambee avadhi ke samay ke phrem ka vyaapaar karen. kyon? is saadhaaran tathy ke kaaran ki hajaaron any vyaapaaree dhuree ke star ko dekhate hain.pivat treding kabhee-kabhee lagabhag ek sv-poorti kee bhavishyavaanee kee tarah hotee hai. isaka matalab yah hai ki baajaaron ko aksar samarthan ya pratirodh milega, ya baajaar ko dhuree ke star par badal dega, kyonki bahut saare vyaapaaree un staron par ordar denge kyonki ve dhuree vyaapaariyon kee pushti karate hain. isalie, kaee baar jab mahatvapoorn vyaapaarik chaalen dhuree ke star se hotee hain, to is kadam ke lie vaastav mein koee maulik kaaran nahin hota hai, sivaay isake ki bahut saare vyaapaariyon ne is tarah ke kadam kee ummeed mein tredon ko rakha hai.


    Pivot trading is sometimes almost like a self-fulfilling prophecy. What we mean by that is that markets will often find support or resistance, or make market turns, at pivot levels simply because a lot of traders will place orders at those levels because they’re confirmed pivot traders. Therefore, often times when significant trading moves occur off pivot levels, there is really no fundamental reason for the move other than a lot of traders have placed trades expecting such a move.

    اب آن لائن

    Working...
    X