Salam to all friends ksy hain ap sab humra aj ka topic MFI Money Flow Index hy is topic mian hum smjhnay ki koshish krain gy k MFI ka trading main ki ahamit hy or is k bary mian tamam tar Fects ko jannay ki koshish krain gy .
Definition Money Flow Index.
Dear friends Money flow index ik technical oscillator hai jo assets main overbought aur oversold signal ki pehchan k liye price aur volume ka data use krta hai. iska use divergence k spot k liye b kiya ja sakta hai jo price main trade ki tabdeeli ko worn krta hai. dosto ye (0) se (100) k darmiyan moment krta hai conventional oscillator jaisa k relative strength index (RSI) money flow index price aur volume dono ko shamil krta hai. jese k price k opposite hai is waja se kuch analysis (MFI) ko volume k lehaz se (RSI) kehte hain.
MFI ki Wazahat .
han ji dosto MFI false signal porduce krne k liye capable hai. aisa dosto tab hota hai jab indicator krta hai k trade ka ik acha moqa majood hai but phr price expected move nahi krti jis k result main trade loss mai jati hai for instance k result main price main charging nahi ho sakti indicator kuch important chez k bary main worn krne k liye b fail ho sakta hai. jab divergence k result main price main kuch time change hi sakta hai isliye price k tamam reversal jan.ne k liye divergence majood ni ho ga.
MFI ki Trading main Ahmiat.
Dosto Money flow index ki technical indicator hai jo price aur volume data ko use krte hue overbought hone wala signal tiyar krta hai 80 se upr ki MFI reading ko overbought samjha jata hai. aur 20 se kam MFI ko oversold samjha jata hai. jab k dosto 90 aur 10 k level b use hote hain indicator aur price k darmiyan divergence noteworthy hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим