Meri tamam doston ko Assalam walekum Maine aaj Pakistan Forex form ki platform ko join kiya hai ji platform bahut hi achcha hai maine jahan per visit Kiya Hai jahan per kafi expert log working kar rahe hain aur trading ke mutallik apna knowledge share kar rahe hain main samajhta Hun ki yah platform ek bahut hi achcha platform hai aur jahan per agar koi new trader mehnat karta Hai to vah yahan se kafi kuchh Sikh sakta hai mera trading mein 5 year ka experience hai lekin main Nahin Pakistan Forex form ko pahli bar join kiya hai movie se bhi kafi senior log yahan per kam kar rahe honge isliye main samajhta Hun ki Jin chijon ke mujhe abhi tak samay Nahin I Hai vah chijen main yahan se kafi aasani ke sath Sikh sakta hun mera aaj ka topic hai. Metatrader 4 mein bahut si indicators hote Hain jinko ham daily basis per apni trading ke liye istemal karte hain aur inse fayda uthate Hain kyunki indicator ki vajah se hamare analysis market ke aasan ho jaate Hain aur agar ham ine indicator ko acche tarike se samajh Lete Hain to hamari trading bhi aasan ho jaati Hai aaj ham heiken aashi indicator per baat karenge.
Heiken Ashi Indicatror ki definition:
Heiken Ashi indicator indicator hota Hai jo ki hamen market mein trend falling ke mutaliq batata hai aur ise hamen friend reversal Ka pata bhi chal jata hai Is Tarah se ham maarpeet ki munh mein to aasani se analyse kar lete hain is indicator mein ek line banti hai jo ki candles pic ke upar banti hai agar market upar ki taraf ja rahi Hoti Hai yah line green ho jaati Hai aur agar market niche ki taraf aati Hai to yah line red ho jaati Hai aur Is Tarah se hamen maarpeet ki information mil jaati hai ki market kis trend mein moment karne wali hai aur Market ki sim kya Hai Is Tarah se ham bahut hi aasani ke sath market ko dekh sakte hain aur apni trading ko kamyab banaa sakte hain isliye hamen aise indicator ke bare mein Janna bahut jaruri hai taki ham apni trading ko kamyab kar saken.
How to use Heiken Ashi Indicator:
Is indicator ke istemal se hamari trading kafi aasan ho jaati Hai isliye hamen iske bare mein Janna bahut jaruri hai Jab market mein ham is indicator ko istemal kar rahe hote hain aur iske साथ-साथ ham candle stick ko bhi dekh rahe hote hain agar candlestick ki movement aap jaati hai aur green ho jaati Hai to tab ham market mein entry lete hain aur tab ham maarpeet mein wine position le sakte hain aur ISI Tarah se agar market mein candle stick ke sath sath is indicator ki line red ho jaati Hai to ham market mein down trend mein trading karte hain aur is time ham market mein seling ki position le sakte hain Is Tarah se ham apni trading ko kafi successful banaa sakte hain.
Buy Trade Setup when to Enter and Exit:
Is indicator ki vajah se hamen bye trade aasani ke sath mil jaati Hai Jab market mein down train chal raha hota hai aur jab is indicator ki line green ho jaati Hai to is time per ham market mein enter ho sakte hain aur Market ka job tak trend chalta rahata hai to hamari trade bhi chalti rahti hai aur jab market mein indicator ki line red ho jaati Hai to tab ham market se adjust kar jaate Hain kyunki is time market ki movement complete ho jaati Hai.
Sell Trade Setup When to Enter and Exit:
ISI Tarah se Jab market mein koi up trend chal raha hota hai aur use time per agar market mein koi red signal hamen mil jata Hai to ham maarpeet mein sel ki trade le sakte hain aur Market mein hamen Is Tarah se bahut hi aasani ke sath seling position mil jaati hai aur hamari kamyabi ke chances badh jaate Hain hamen chahie ki ham jarur friend ko analyse Kiya Karen kyunki yah hamare liye bahut hi behtar hota hai aur hamen indicator ke bare mein jarur knowledge hasil karna chahie.
Conclusion:
Indicator jo bhi ham istemal karte hain hamen uski practis Ka Hona bahut jaruri hai jab tak hamen indicator ki practis Nahin Hoti Hai tab tak ham usko theek tarike se istemal nahin kar paate hain lekin Jab hamen Kisi bhi indicator ki acchi tarike se practis Hoti Hai to tab hi ham usko Sahi istemal kar sakte hain isliye hamen acche tarike se practis Karni chahie Jab hamen Kisi bhi indicator ke mutale ke acche tarike se pata Hoga aur ham usko Sahi tarike se istemal Kar payenge to tab bhi hamen kamyabi milegi iske alava kamyab Hona market mein bahut mushkil kam hota hai isliye hamen Apne analysis ko behtar karna chahie aur acche tarike se practis Karke kam karna chahie.